dil abhi
September 25th, 2006
zindagi se uns hai
husn se lagaav haidhaRkanoN meiN aaj bhi
ishq ka lagaav haidil abhi bujhaa nahiiNraNg bhar rahaa houN maiN
Khaaka-e-hayaat meiNaaj bhi houN munhamik
fikr-e-kaainaat meiNGham abhii luTaa nahiiNharf-e-haq azeez hai
zulm naagavaar haiahd-e-nau se aaj bhi
ahd-e-astvaar haimaiN abhi maraa nahiiN




LinkBack URL
About LinkBacks
Quote

Bookmarks