Kia waja hai?

  • Work-from-home

unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
(asda) Friendz

Mein ap sab sey buhat important aik question pochna chahty hon or wo question ye hai K.. :{(*

Insan ko jis bat say roka jay wo wohi kam kion kerta hai? {}{78iu
means ager kahin park may ya ksi street per likha hota hai k yahan garbage phenkna mana hai ya paan phenkna mana hai to ap dekho gay k wahin per sab log garbage bhi phenktay hein or wahin per sab paan bhi phenkte hein

To mera asal question yehi hai sab say k aisi kia waja hai jis ki bina per hum wohi kam kerte hein jis say humey mana kia jata hai

Drop ur views ..... {}{98u
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
khaire....

actually.. jis kaam se insaan ko mana kia jata wo wahi karte hai.. q k wo janna chahata hai k akhir kia hoga is kaam ko karne main.. is main kia advantage or disadvantage hai jis ki waja se mana kia jata hai... isliye insaan yeh sub janne k liye kudhi kar k dekhta hai.. q k aker kisi or se pocho to wo app ko sahi jawab nahi dega ya phir itna boldega k "jo bola hai utna karo" so yeh bus majbori hoti hai...
 

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
well insaan woh kaam is liye karta hai coz usko janna hota hai ke is mei kia faida hai..just like pari ne kaha....den pher insaan ko usi baat se sabaq bhi milta hai ke usne sahi kiya ya galat..or koi galat kaam hai tu sab se pehla uska koi friend ussey roke or usse koi bara ya chota..agar woh nhi mane den let dat person do it....pher woh khudi sabaq seekhe ga usse.....
 

unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
khaire....

actually.. jis kaam se insaan ko mana kia jata wo wahi karte hai.. q k wo janna chahata hai k akhir kia hoga is kaam ko karne main.. is main kia advantage or disadvantage hai jis ki waja se mana kia jata hai... isliye insaan yeh sub janne k liye kudhi kar k dekhta hai.. q k aker kisi or se pocho to wo app ko sahi jawab nahi dega ya phir itna boldega k "jo bola hai utna karo" so yeh bus majbori hoti hai...
han per aisa bhi kia hai jo ap garbage phenk rahay ho ya paan phenk rahay ho dewar per ya kahin bhi...is may konsa advatage or disadvantage ho skata hai?

well insaan woh kaam is liye karta hai coz usko janna hota hai ke is mei kia faida hai..just like pari ne kaha....den pher insaan ko usi baat se sabaq bhi milta hai ke usne sahi kiya ya galat..or koi galat kaam hai tu sab se pehla uska koi friend ussey roke or usse koi bara ya chota..agar woh nhi mane den let dat person do it....pher woh khudi sabaq seekhe ga usse.....
han per i dont think so k ksi k mana kerne say koi ruk raha hai aj kal..ap dekh saktay ho Pak may government mana kerty hai apnay country may rules banaty hai her chez k ap unhi rules ko break ker dete ho..so i think is say bara to koi mana nahe kerne wala hoga...
 

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
hmm sahi..but ab kia kar sakte hai hum.....
aik baat batao..yeh site tafreehmela hai ya polticalmela:S..:D...
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
hmm sahi..but ab kia kar sakte hai hum.....
aik baat batao..yeh site tafreehmela hai ya polticalmela:S..:D...
lolz politics ki site mut kaho isay.(qy).isay tafreehmela he rehne do..or mughe nahi lagta yahan koi politics k peche paraa hai..nature per baat karna politics nahi :{(*:{(*



anywayz jahan tuk topic ki baat hai..to U.S yeh adut mugh may hud say ziyada hai k mughe jis kaam say roka jay may zaroor wo kaam karti yah pata lagwati hoon..k akhir us may aisa hai kia hai.{()|dddd.or jub tuk mughe pata na chal jay mughe bohat tension rehti hai..so i think yeh ALLAH TALA nay insaan ki nature may dala hai {}{:p{}{:p
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
RR dats right....

n U.S m not onlune talking ab8 throwing garbage on the street or ne thing... there r many things dat people wants 2 do eventhough der r not allow...
 

unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
RR dats right....

n U.S m not onlune talking ab8 throwing garbage on the street or ne thing... there r many things dat people wants 2 do eventhough der r not allow...

haan i know meiney to just example hai ap ko k aisay kamo may insan ki kya majboori ho sakty hai??

anywayz jahan tuk topic ki baat hai..to U.S yeh adut mugh may hud say ziyada hai k mughe jis kaam say roka jay may zaroor wo kaam karti yah pata lagwati hoon..k akhir us may aisa hai kia hai.{()|dddd.or jub tuk mughe pata na chal jay mughe bohat tension rehti hai..so i think yeh ALLAH TALA nay insaan ki nature may dala hai {}{:p


haan han tumhari adut hai mein wakif hon :{(*

 
Top