Khayalon K Dareechon Se!

  • Work-from-home

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Bohattttt khubsurat nazariyaat ..deep thinking :-bd @Qawareer bela is missing u /:)
Annu nai ha to kuch likhna acha nai lagta
bt phir bhi ye kuch lines hain ho likhi hain @Hoorain

Makhluk Pr Khalik Ki, Bina Mange Beshumar Inayaton Me Se Aik "Muqadar" Bhi Ha.
Pur'israriyat Se Bhara Ye Muqadar, Kabhi To Insan Ko, Is Khouf K Tehet Mehnat Or Jadojehad Krty Rehne Pr Majbor Kiye Rakhta ha K Kahin Wo Apne Muqadar Ki Siyahi Ka Shikar Na Ho Jae, Or Kabhi Kisi Ko Yehi Khouf, Be'inteha Khushi Me Bhi Khush Nai Hone Deta K Abhi Muqadar Ne Apne Rang Dekhane Hain.
Muqadar K Muamay Ka Sara Raz Dar'asal Ashraf ul Makhlukat K Apne Hi Hath Me Ha.
Koi Sab Kuch Paa K Bhi Apni Mehnat Or Lagan Ki Bina Pr Justuju Me Rehta Ha
To Koi hath Pe Hath Rakhe Sare Ilzam Muqadar K Sar Dal Kar Khud Bari ul Zima Ho Jata Ha
Aisy Hi Muqadar Insan Ko Apne Khail Me Mashgoul Rakhta Ha.

hoor sis dher sari ghaltiyan nikalna plz ok
 

Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
Insan jitni marzi mehnat kar le wo wohi kuch hasil kar sakta ha jo uss k muqadar main likha hota ha..lekon..mehnat k baghair muqadar main likhe ko hasil b nahi kiya ja sakta....!
 
  • Like
Reactions: Hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
thanx everyone for sharing ur concepts :)
Thread abhi close kiya ja rha hay,,InshaAllah jald result announce kiya jayega :)
 
  • Like
Reactions: Bela

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Last edited:

whiteros

'"The queen of kindness''
Super Star
Dec 20, 2011
10,936
3,866
1,313
mashaAllah jitne wali membraat ko bohat bohat mubarak:) nice thread hoor bibi:p
 
  • Like
Reactions: Hoorain
Top