Tm Legend - *shb*

  • Work-from-home

thefire1

TM Star
May 31, 2014
1,802
586
163
Assalaam-O-alaikum Friends

Jaisa kay unwaan say zaahir hay.... aaj main nay aik aisay member ka intikhaab kiya hay jinn ki shakhsiyat say aap sab waaqif hain, albatta main inhain apnay favourtie LEGEND ki list main add kar raha hoon.... Aaj humm MOHAMMAD SHOAIB NASIR kii personality ko SCAN kar kay aik alag andaaz say jaannay ki koshish kartay hain.

Apnay ibtidayii dinoo main inn ki activity taqreeban har section main rahiii aur inn ki posts taqreeban Islamic section, tafreeh, romantic shayeri, baaton say khushboo aayay, Image, Media, mehaz yeh har section main bharpoor andaaz main nazar aayay....

Albatta jaisay jaisay yeh iss site per seniority kay darjay per faayiz hotay gayay inn ka rujhan ziyada tar 'ROMANTIC SHAYERI' aur 'BAATON SAY KHUSHBOO AAYAY' per raha....haan ab jiss members kay 77 followers hoon jinn main say sinf-e-nazuk ki tadaad 46 ho aur jo member 39 members ko follow karay jinn main say 32 ka shumar sinf-e-naazuk say hoo tou uss ka shayeri say lagayooo aur woh bhi 'Romantic shayeri' say koi 'Hairatnaak' baat nahin ! Aur waisay bhi itni taadaad main sinf-e-nazuk kay gehray... matlab inki 'Baatoon say kia, inn ka tou saara mahool 'moatir' hoga..

Bas Gayii hay meray ehsaas main yeh kaisi mehak
Koi Khusboo main lagayoo teri khushboo aaayay

Ab aayey zara Inn kay avavtar main moujoood inn ki tasweer ko SCAN kartay hain ...
Inn kay chehray ki muskurahat kay baaray main kia kahyeh...

Aapki Muskuraahat Ne Behoosh Kar Diya
Aapki Muskuraahat Ne Behoosh Kar Diya
Hum Hosh Me Aane Hi Waale The
Kay Aap nay Phir Se Muskuraa Diya!

Inn ki Ankhon ki Shararat, Inn kay 'smart phone' ko pakaRnay ki ada.... aur bholii sorat per aisi saadgiii.....kay dekhnay waala yeh kahay baghair naa reh sakay!!

Ek ada per zindagi day dain gain hum
Aapki tou saadgii ho jaayay gii.......!

Aayey ab inn kay BIO-DATA ko SCAN kartay hain.

Name: Mohammad Shoib Nasir
Location: Karachi
Profession: Accounts/Finance
Age: 29
DOB: 4 Mar 1985
Current posts: 49784
Post per day: 31.27
Trophy: 713
Positive rating: 9893
Negative rating: 1 (Haye yeh kaun zaalim tha jiss nay iss chand per dagh lagaya)
Joined: 31 Jan 2010
Last activity : 2 June 2014
Current condition: Nazla Zukhaam....
Quote: Try to be like the turtle - at ease in your own shell. Apr 25, 2014
Followers: 77 out which 46 Females and 31 Males
Following: 39 out which 32 Females and only 7 Males

Inn ki Romantic Shayeri ka aik namoona:
Aaj Tak Jo HUM
TUM Se Keh Na Sake

Aaj WAZAHAT Se
IQRAR Kerte Hyn

Jisey Tum ROZ Dekhty
Ho AAENEY Mein

Us Se HUM Be-Panah
PYAAR Kerty Hyn … ?

Aik aur romantic shaa'yerii.....
Mohabbat to BaaRish hai,
“Jise”…!!!
Choone ki khwaahish mein,
“HatheLiyaan”…..
to Geeli ho jaati hai ..
“”Magar”"..,
“Haath”…..
Hamesha khaaLi hiii Rehte hai ….”

Yeh khoobsuraat post 'Baatoon say khushboo aayay' say, I must admit that this is one of the best thread I have ever read... MUST WATCH (if you have not already seen it and even if you have seen it, its nice to refersh your memory with good stuff)

http://www.tafreehmella.com/threads/umeed-ka-chirag.103043/

@*SHB* sahab, inn tamam SCANS kay baad hum iss najteejay per poohanchain hain kay aap kay baghair yeh falak-e-TM per roshnii ki kamii sii hay, bas yehi dua hay kay aap jaldi say SEHAT YAAB ho kar waapis aayain aur iss falak ko apnii roshnii say munwarr kardain... surely, we all are missing you and your contribitions.

Aakhir main inn ko aik khoobsurat sha'air dedicate kar raha hoon.

Tujh say lafzoon ka nahin, rooh ka rishta hay mera
Tuu meri saans main tehleel hay, khushboo ki tarah!

Khush rahyeh

PS: Meri post ki tawaalat aur kisi bhi ghaltii ki paishgi maazrat!
 
Last edited:

H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313

bahut khoob..
aur nice thread too..

Mohtaram pe rashk karney ko dil cghahta he magar Constraints ki waja se thodey likhy ko bahut samjhen :D
 
  • Like
Reactions: thefire1

Thank you Sir... aap ki hosla afazayi ka bohat bohat shukriya..

jee rashq tou mujhay bhi bohat aaya....

magar kia karain LEGEND legend hotay hain
un kay chahnay waalay bhi bohat hotay hain :)
 
H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313
Thank you Sir... aap ki hosla afazayi ka bohat bohat shukriya..

jee rashq tou mujhay bhi bohat aaya....

magar kia karain LEGEND legend hotay hain
un kay chahnay waalay bhi bohat hotay hain :)

yahan Chahney WalON ka zyada ziker nahi kiya gyaa.. :D
 
  • Like
Reactions: thefire1

Fantasy

~ The Rebel
Hot Shot
Sep 13, 2011
48,910
11,270
1,313
Assalaam-O-alaikum Friends

Jaisa kay unwaan say zaahir hay.... aaj main nay aik aisay member ka intikhaab kiya hay jinn ki shakhsiyat say aap sab waaqif hain, albatta main inhain apnay favourtie LEGEND ki list main add kar raha hoon.... Aaj humm MOHAMMAD SHOAIB NASIR kii personality ko SCAN kar kay aik alag andaaz say jaannay ki koshish kartay hain.

Apnay ibtidayii dinoo main inn ki activity taqreeban har section main rahiii aur inn ki posts taqreeban Islamic section, tafreeh, romantic shayeri, baaton say khushboo aayay, Image, Media, mehaz yeh har section main bharpoor andaaz main nazar aayay....

Albatta jaisay jaisay yeh iss site per seniority kay darjay per faayiz hotay gayay inn ka rujhan ziyada tar 'ROMANTIC SHAYERI' aur 'BAATON SAY KHUSHBOO AAYAY' per raha....haan ab jiss members kay 77 followers hoon jinn main say sinf-e-nazuk ki tadaad 46 ho aur jo member 39 members ko follow karay jinn main say 32 ka shumar sinf-e-naazuk say hoo tou uss ka shayeri say lagayooo aur woh bhi 'Romantic shayeri' say koi 'Hairatnaak' baat nahin ! Aur waisay bhi itni taadaad main sinf-e-nazuk kay gehray... matlab inki 'Baatoon say kia, inn ka tou saara mahool 'moatir' hoga..

Bas Gayii hay meray ehsaas main yeh kaisi mehak
Koi Khusboo main lagayoo teri khushboo aaayay

Ab aayey zara Inn kay avavtar main moujoood inn ki tasweer ko SCAN kartay hain ...
Inn kay chehray ki muskurahat kay baaray main kia kahyeh...

Aapki Muskuraahat Ne Behoosh Kar Diya
Aapki Muskuraahat Ne Behoosh Kar Diya
Hum Hosh Me Aane Hi Waale The
Kay Aap nay Phir Se Muskuraa Diya!

Inn ki Ankhon ki Shararat, Inn kay 'smart phone' ko pakaRnay ki ada.... aur bholii sorat per aisi saadgiii.....kay dekhnay waala yeh kahay baghair naa reh sakay!!

Ek ada per zindagi day dain gain hum
Aapki tou saadgii ho jaayay gii.......!

Aayey ab inn kay BIO-DATA ko SCAN kartay hain.

Name: Mohammad Shoib Nasir
Location: Karachi
Profession: Accounts/Finance
Age: 29
DOB: 4 Mar 1985
Current posts: 49784
Post per day: 31.27
Trophy: 713
Positive rating: 9893
Negative rating: 1 (Haye yeh kaun zaalim tha jiss nay iss chand per dagh lagaya)
Joined: 31 Jan 2010
Last activity : 2 June 2014
Current condition: Nazla Zukhaam....
Quote: Try to be like the turtle - at ease in your own shell. Apr 25, 2014
Followers: 77 out which 46 Females and 31 Males
Following: 39 out which 32 Females and only 7 Males

Inn ki Romantic Shayeri ka aik namoona:
Aaj Tak Jo HUM
TUM Se Keh Na Sake

Aaj WAZAHAT Se
IQRAR Kerte Hyn

Jisey Tum ROZ Dekhty
Ho AAENEY Mein

Us Se HUM Be-Panah
PYAAR Kerty Hyn … ?

Aik aur romantic shaa'yerii.....
Mohabbat to BaaRish hai,
“Jise”…!!!
Choone ki khwaahish mein,
“HatheLiyaan”…..
to Geeli ho jaati hai ..
“”Magar”"..,
“Haath”…..
Hamesha khaaLi hiii Rehte hai ….”

Yeh khoobsuraat post 'Baatoon say khushboo aayay' say, I must admit that this is one of the best thread I have ever read... MUST WATCH (if you have not already seen it and even if you have seen it, its nice to refersh your memory with good stuff)

http://www.tafreehmella.com/threads/umeed-ka-chirag.103043/

@*SHB* sahab, inn tamam SCANS kay baad hum iss najteejay per poohanchain hain kay aap kay baghair yeh falak-e-TM per roshnii ki kamii sii hay, bas yehi dua hay kay aap jaldi say SEHAT YAAB ho kar waapis aayain aur iss falak ko apnii roshnii say munwarr kardain... surely, we all are missing you and your contribitions.

Aakhir main inn ko aik khoobsurat sha'air dedicate kar raha hoon.

Tujh say lafzoon ka nahin, rooh ka rishta hay mera
Tuu meri saans main tehleel hay, khushboo ki tarah!

Khush rahyeh

PS: Meri post ki tawaalat aur kisi bhi ghaltii ki paishgi maazrat!

aur shb bhaiya kahaniyan b bht achi sunatay haen :p
 
thefire1

TM Star
May 31, 2014
1,802
586
163
aur shb bhaiya kahaniyan b bht achi sunatay haen :p
acha.... kaun see waali..... jo raaat ko sunaatay hain aur bachay so jaatay hain yaa woh waali jinn say soyay huway logon ki neendain haraam ho jaati hain :))
 
SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
Assalaam-O-alaikum Friends

Jaisa kay unwaan say zaahir hay.... aaj main nay aik aisay member ka intikhaab kiya hay jinn ki shakhsiyat say aap sab waaqif hain, albatta main inhain apnay favourtie LEGEND ki list main add kar raha hoon.... Aaj humm MOHAMMAD SHOAIB NASIR kii personality ko SCAN kar kay aik alag andaaz say jaannay ki koshish kartay hain.

Apnay ibtidayii dinoo main inn ki activity taqreeban har section main rahiii aur inn ki posts taqreeban Islamic section, tafreeh, romantic shayeri, baaton say khushboo aayay, Image, Media, mehaz yeh har section main bharpoor andaaz main nazar aayay....

Albatta jaisay jaisay yeh iss site per seniority kay darjay per faayiz hotay gayay inn ka rujhan ziyada tar 'ROMANTIC SHAYERI' aur 'BAATON SAY KHUSHBOO AAYAY' per raha....haan ab jiss members kay 77 followers hoon jinn main say sinf-e-nazuk ki tadaad 46 ho aur jo member 39 members ko follow karay jinn main say 32 ka shumar sinf-e-naazuk say hoo tou uss ka shayeri say lagayooo aur woh bhi 'Romantic shayeri' say koi 'Hairatnaak' baat nahin ! Aur waisay bhi itni taadaad main sinf-e-nazuk kay gehray... matlab inki 'Baatoon say kia, inn ka tou saara mahool 'moatir' hoga..

Bas Gayii hay meray ehsaas main yeh kaisi mehak
Koi Khusboo main lagayoo teri khushboo aaayay

Ab aayey zara Inn kay avavtar main moujoood inn ki tasweer ko SCAN kartay hain ...
Inn kay chehray ki muskurahat kay baaray main kia kahyeh...

Aapki Muskuraahat Ne Behoosh Kar Diya
Aapki Muskuraahat Ne Behoosh Kar Diya
Hum Hosh Me Aane Hi Waale The
Kay Aap nay Phir Se Muskuraa Diya!

Inn ki Ankhon ki Shararat, Inn kay 'smart phone' ko pakaRnay ki ada.... aur bholii sorat per aisi saadgiii.....kay dekhnay waala yeh kahay baghair naa reh sakay!!

Ek ada per zindagi day dain gain hum
Aapki tou saadgii ho jaayay gii.......!

Aayey ab inn kay BIO-DATA ko SCAN kartay hain.

Name: Mohammad Shoib Nasir
Location: Karachi
Profession: Accounts/Finance
Age: 29
DOB: 4 Mar 1985
Current posts: 49784
Post per day: 31.27
Trophy: 713
Positive rating: 9893
Negative rating: 1 (Haye yeh kaun zaalim tha jiss nay iss chand per dagh lagaya)
Joined: 31 Jan 2010
Last activity : 2 June 2014
Current condition: Nazla Zukhaam....
Quote: Try to be like the turtle - at ease in your own shell. Apr 25, 2014
Followers: 77 out which 46 Females and 31 Males
Following: 39 out which 32 Females and only 7 Males

Inn ki Romantic Shayeri ka aik namoona:
Aaj Tak Jo HUM
TUM Se Keh Na Sake

Aaj WAZAHAT Se
IQRAR Kerte Hyn

Jisey Tum ROZ Dekhty
Ho AAENEY Mein

Us Se HUM Be-Panah
PYAAR Kerty Hyn … ?

Aik aur romantic shaa'yerii.....
Mohabbat to BaaRish hai,
“Jise”…!!!
Choone ki khwaahish mein,
“HatheLiyaan”…..
to Geeli ho jaati hai ..
“”Magar”"..,
“Haath”…..
Hamesha khaaLi hiii Rehte hai ….”

Yeh khoobsuraat post 'Baatoon say khushboo aayay' say, I must admit that this is one of the best thread I have ever read... MUST WATCH (if you have not already seen it and even if you have seen it, its nice to refersh your memory with good stuff)

http://www.tafreehmella.com/threads/umeed-ka-chirag.103043/

@*SHB* sahab, inn tamam SCANS kay baad hum iss najteejay per poohanchain hain kay aap kay baghair yeh falak-e-TM per roshnii ki kamii sii hay, bas yehi dua hay kay aap jaldi say SEHAT YAAB ho kar waapis aayain aur iss falak ko apnii roshnii say munwarr kardain... surely, we all are missing you and your contribitions.

Aakhir main inn ko aik khoobsurat sha'air dedicate kar raha hoon.

Tujh say lafzoon ka nahin, rooh ka rishta hay mera
Tuu meri saans main tehleel hay, khushboo ki tarah!

Khush rahyeh

PS: Meri post ki tawaalat aur kisi bhi ghaltii ki paishgi maazrat!

wah thank you so much sir jee....

kya baat hai bara behtreen likha aap ne per aik baat bataoun meri post ka sahi calculation karen ge naa to time pass aur baat cheet section me meri 80 percent post milen gi aur kisi aur section me posting kerne se me iss lea ghabrata thaa keh udhar meri larae ho jati thee.... :D aur time pass me game ke doran chatting ker ke aur baat cheet section me leg pulling pe total tawajah merkooz rahi meri aur haan sanfe nazuk wali baat bhi khoob kahi per bro pata hai in sanfe nazuk me more than 98 percent meri mon boli behne hain jin ki me utni he respect kerta jitni sagi behnoo ki kerta aur baki ki 2 percent ko behan lafz se chir thee :p so me jitna time raha TM FAMILY ko apni family samjh ke raha ...

and

I love my TM family
 
Top