Umeed Abhi Kuch Baqi Hai

  • Work-from-home

Adeeha_

TM Star
Jul 24, 2014
3,263
1,300
613
Stars⋆⋆⋆⋆
Umeed abhi kuch baki hai
Ek basti basnay wali hai
Jis basti main koi zulm na ho

Aur jeena jahan jurm na ho
Wahan phool khushi k khiltay hun
Or musam saray miltay hun
Jahan rang_o_noor barstay hun
Or saray hastay bastay hun
Umeed hai aisi basti ki
Jhoot ka karobar na ho
Dehshat ka bazar na ho
Jeena bhi dushwar na ho
Marna bhi azar na ho
Yeh basti kash tumhari ho
Yeh basti kash hamari ho
Jahan khoon ki holi aam na ho
Is angan gham ki shaam na ho
Jahan munsif se insaaf melay
Dil sab ka sab se saaf milay
Ek aas hai aisi basti ho
Jahan khoon se roti sasti ho
Umeed abhi kuch baqi hai
Ek basti basnay wali hai
 

Fanii

‎Pяiиcε ♥
VIP
Oct 9, 2013
61,263
16,095
1,313
Moon
Umeed abhi kuch baki hai
Ek basti basnay wali hai
Jis basti main koi zulm na ho

Aur jeena jahan jurm na ho
Wahan phool khushi k khiltay hun
Or musam saray miltay hun
Jahan rang_o_noor barstay hun
Or saray hastay bastay hun
Umeed hai aisi basti ki
Jhoot ka karobar na ho
Dehshat ka bazar na ho
Jeena bhi dushwar na ho
Marna bhi azar na ho
Yeh basti kash tumhari ho
Yeh basti kash hamari ho
Jahan khoon ki holi aam na ho
Is angan gham ki shaam na ho
Jahan munsif se insaaf melay
Dil sab ka sab se saaf milay
Ek aas hai aisi basti ho
Jahan khoon se roti sasti ho
Umeed abhi kuch baqi hai
Ek basti basnay wali hai
boht aala sharing sahar :-bd
kash aisi basti waqai main ho :(
 
  • Like
Reactions: saharkhan

Shiraz-Khan

Super Magic Jori
Hot Shot
Oct 27, 2012
18,264
15,551
1,313
Umeed abhi kuch baki hai
Ek basti basnay wali hai
Jis basti main koi zulm na ho

Aur jeena jahan jurm na ho
Wahan phool khushi k khiltay hun
Or musam saray miltay hun
Jahan rang_o_noor barstay hun
Or saray hastay bastay hun
Umeed hai aisi basti ki
Jhoot ka karobar na ho
Dehshat ka bazar na ho
Jeena bhi dushwar na ho
Marna bhi azar na ho
Yeh basti kash tumhari ho
Yeh basti kash hamari ho
Jahan khoon ki holi aam na ho
Is angan gham ki shaam na ho
Jahan munsif se insaaf melay
Dil sab ka sab se saaf milay
Ek aas hai aisi basti ho
Jahan khoon se roti sasti ho
Umeed abhi kuch baqi hai
Ek basti basnay wali hai
v nice sharing. Khudaey di obakha :)
 
  • Like
Reactions: saharkhan

Adeeha_

TM Star
Jul 24, 2014
3,263
1,300
613
Stars⋆⋆⋆⋆
sahi kaha but aj kal sb milty hi kb hain ...
hr koi apne liye sochta hai .....
agar har koi apnay liye sochta hai na to phir gilla bhi na karay k yahan sab kuch kharab hai kuch karna hai to mil kar krna ho ga warna koi or mil kar hamari basti khtam kar day ga
 

H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313
Umeed abhi kuch baki hai
Ek basti basnay wali hai
Jis basti main koi zulm na ho

Aur jeena jahan jurm na ho
Wahan phool khushi k khiltay hun
Or musam saray miltay hun
Jahan rang_o_noor barstay hun
Or saray hastay bastay hun
Umeed hai aisi basti ki
Jhoot ka karobar na ho
Dehshat ka bazar na ho
Jeena bhi dushwar na ho
Marna bhi azar na ho
Yeh basti kash tumhari ho
Yeh basti kash hamari ho
Jahan khoon ki holi aam na ho
Is angan gham ki shaam na ho
Jahan munsif se insaaf melay
Dil sab ka sab se saaf milay
Ek aas hai aisi basti ho
Jahan khoon se roti sasti ho
Umeed abhi kuch baqi hai
Ek basti basnay wali hai

kya 14 August ka intezaar he kyaa apa ko bhi ?? :)


very nice btw ..

Allah kare wo basti kahin bas hi jaaey.. aur VISA FREE bhi ho :p
 
  • Like
Reactions: saharkhan

Fanii

‎Pяiиcε ♥
VIP
Oct 9, 2013
61,263
16,095
1,313
Moon
agar har koi apnay liye sochta hai na to phir gilla bhi na karay k yahan sab kuch kharab hai kuch karna hai to mil kar krna ho ga warna koi or mil kar hamari basti khtam kar day ga
hmm sahi kaha ab dekh lo palestine main hamary hi bhai hain un ki madad kis ne ki baatain sb krty hain but time aany pr sb ghaib ..
 
  • Like
Reactions: saharkhan

Adeeha_

TM Star
Jul 24, 2014
3,263
1,300
613
Stars⋆⋆⋆⋆
kya 14 August ka intezaar he kyaa apa ko bhi ?? :)


very nice btw ..

Allah kare wo basti kahin bas hi jaaey.. aur VISA FREE bhi ho :p
Visa ki zaroort nahi paray gi us basti ka naam pakistan ho ga
or mera har din azadi ka din hota hai q kay main pakistan main azadi se zindagi guzarti hun:):):):)
 

Adeeha_

TM Star
Jul 24, 2014
3,263
1,300
613
Stars⋆⋆⋆⋆
hmm sahi kaha ab dekh lo palestine main hamary hi bhai hain un ki madad kis ne ki baatain sb krty hain but time aany pr sb ghaib ..
jinhon ne baatain ki wo khud baray baray gharon main rehtay hain security k sath woh q madad karnay lagay khoon k ansoon to hamara dil rota hai na
 
Top