Taqleed Mat Karo

  • Work-from-home

Hamid

Newbie
Jun 13, 2008
45
5
0
You are quoting out of context

Aap ne jo quote kia hai us main hai ke agar koi masla Hadees se takraye to Hadees-e-Pak ko tajeeh di jaye

Is ka yeh hargiz matlab nahi hia ke Taqleed (Yani Fiqh ko follow na kia jaye)

Hadees-e-Pak ka Mafhoom ha
"Meri Ummat Kabhi Gumrahi Pe Jama Nahi Ho Gi"

Ab MUSLAMANON ki itni bari taadad dunya bhar main Fiqh (Hanafi, Shafai, Malki etc) follow kar rahi hai aur sab main JALEEL-UL-QADAR ULAMA bhi hain, to kya aap MUSALMANON ki majority ko Gumhrah ke rahay hain

Abatta Ahel-e-Hadith/Salafi/Wabhi kisi ko follow nahi kartay, ALLAH UN KO HIDAYAT DAY
 
  • Like
Reactions: nrbhayo

Hamid

Newbie
Jun 13, 2008
45
5
0
Acha?
Yani ke aap yeh kehna chah rahay hain ke "MUSALMANON ki Aksariyat jo ke Fiqh Hanafi follow karti hai woh gumrah hai"

Aur aap yeh kehna chah rahay hai ke Salafis/Ahel-e-Hadith/Wahabis jin ko aap follow kar rahay hain, jin ke followers bohat hi kam hai saari dunya main woh sahaeeh hain

Sab choren Aap logon ke yahan 3 talaq denay ke baad bhi Miyan Biwi saath reh saktay hain

Yeh kahan se Hadith aur Quran ki baat man rahay hain aap? Yeh to totally against hai

Balkay sab choren Fiqah bhi choren
Bus ek sawal ka jawab de dein

Barah-e-Meharbani Aahadith-e-Sahi aa ki roshni main bata dein ke Farz, Wajib, Sunnat, Mustahab, Makrooh-e-Tahreemi aur Haram main kya farq hai?
Namaz main kitnay Farz hain?
Kitnay Wajib, Kitni Sunnatein, Kitnay Mustahabat, Kitnay Makrooh-e-Tanzeehi, Kitnay Makrooh-e-Tahreemi aur Kitnay Haram hain?

INSHALLAH TA QAYAMT YEH TAMAN MASAIL AAP(AHEL-E-HADITH/SALAFI/WAHABI) HAZRAT NAHI BATA SAKTAY. Halan ke din raat in masail se wasta hota hai

Zid kuyn kartay ho? Taqleed Ikhtiyaar karo! Jis Main DEEN aur dunya ki bahalai hai

Waiting for your reply

 

Hamid

Newbie
Jun 13, 2008
45
5
0
Meray Sawal ka Jawab nahi dia aap ne abhi pehlay is ek sawal ka jawab dein
phir aagay guftuugu ho gi


"
Barah-e-Meharbani Aahadith-e-Sahi aa ki roshni main bata dein ke Farz, Wajib, Sunnat, Mustahab, Makrooh-e-Tahreemi aur Haram main kya farq hai?
Namaz main kitnay Farz hain?
Kitnay Wajib, Kitni Sunnatein, Kitnay Mustahabat, Kitnay Makrooh-e-Tanzeehi, Kitnay Makrooh-e-Tahreemi aur Kitnay Haram hain?

INSHALLAH TA QAYAMT YEH TAMAN MASAIL AAP(AHEL-E-HADITH/SALAFI/WAHABI) HAZRAT NAHI BATA SAKTAY. Halan ke din raat in masail se wasta hota hai

Zid kuyn kartay ho? Taqleed Ikhtiyaar karo! Jis Main DEEN aur dunya ki bahalai hai"

Aur yeh ke aap ne kaha ke Fiqh Hanafi Quran aur Hadtih ke against hai (MA'AZ ALLAH MA'AAZ ALLAH) Ma'aaz Allah yani ALLAH Ki Panah.

Phir agay reply kia ke is ke followers gumarah nahi

TO YANI KE FIQH HANAFI BILKUL QURAN AUR HADITH KE MUTABIQ HAI
Aap Confused hain!
 

Hamid

Newbie
Jun 13, 2008
45
5
0
Humaray Imam (Imam-e-Azam Imam Abu Hanifa Raziallahu Anha) ko gumrah keh rahay ho, phir Jazbati honay per bhi eteraaz kar rahay ho

Jazbati hona to mera haq hai

Mera Eeman gawara nahi karta ke ek Jaleel-ur-Qadar Sakhsiyat ko aur us ki Tecahings ko Quran aur Hadith ke against kaha jaye


Lakin pehlay in sawalon ka jawab dein, phir agaay baat hogi

Aur jab tak jawab na dhoond payen jab tak ko bekar qisam ki post mat kariye ga
Barah-e-Meharbani Aahadith-e-Sahi aa ki roshni main bata dein ke Farz, Wajib, Sunnat, Mustahab, Makrooh-e-Tahreemi aur Haram main kya farq hai?
Namaz main kitnay Farz hain?
Kitnay Wajib, Kitni Sunnatein, Kitnay Mustahabat, Kitnay Makrooh-e-Tanzeehi, Kitnay Makrooh-e-Tahreemi aur Kitnay Haram hain?

INSHALLAH TA QAYAMT YEH TAMAN MASAIL AAP(AHEL-E-HADITH/SALAFI/WAHABI) HAZRAT NAHI BATA SAKTAY. Halan ke din raat in masail se wasta hota hai

Zid kuyn kartay ho? Taqleed Ikhtiyaar karo! Jis Main DEEN aur dunya ki bahalai hai
 

The_Dark_Knight

V.I.P Member
Senior Member
Apr 22, 2008
957
472
763
TM
Should not you think about this?
Mein mazrat cahta hon ke buhat arsa say TafreehMela say ghaib hon ajj aik dost ne bataya ke koi Shahid Nazeer sahib tashreef lai howay hain tu miene socha chalo dekhty hein kia chal raha hai.
Tu janab app ne iss post mein yani first post mein jo attachment ki iss say kia sabit karna cahtay hain ?
Baqi sawalat/jawabat baad mein pehly iss ka jawab diya jai.
 
Top