آج کل سب کو شادی, فکر

  • Work-from-home

Princess Mahi

Newbie
Dec 19, 2009
6,698
2,761
0
بازار میں چہل پہل تھی کوئی آ رہا تھا کوئی جا رہا تھا عبداللہ خراسانی اپنی دوکان میں بیٹھا دو بزرگوں کی جانب متوجہ تھا ایک بابا جی کہ رہے تھے ۔ ۔ ۔
شادی کہتے ہیں خوشی کو پرانے وقتوں میں ہمارے وقتوں میں جب کسی کی خوشی ہوتی تو سب خوش ہوتا
کسی کے بھائی کی شادی وہ خوش
کسی کے بیٹے کی شادی وہ خوش
کسی کے خالہ ذاد کی شادی وہ خوش
کسی کے تایا ذاد کی شادی وہ خوش
کسی کے پڑوس میں شادی وہ خوش
کسی کے گاوں میں شادی وہ خوش
کسی کےشہر میں شادی وہ خوش

لیکن آج کل سب کو شادی کا سن کر فکر پڑ جاتی ہے بخار ہو جاتا ہے

naturalazi

Newbie
Sep 28, 2008
170
113
0
38
Friends Villa
Fikar mand wohi hota hai jis ko na to us khuda py yaqin hai or na he khud py turst...kamzor log he fikar mand hoty hain kehty hain k dulhan apni qismat ley kr ati hai to is main fikar mand hony wali kon c bat hai....
be ALWAYS HAPPY n KEEP TRUST ON GOD n keep confidence in urself
 
Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
jee han bukhar aur fikar is baat ki ke shadi main kya pehnenge aur shayad hamen dulha aur dulhan ko gifts bhi dene padh jayen
isi liye bukhar aa jata hai
 
  • Like
Reactions: Hans_Mukh

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
Fikar mand wohi hota hai jis ko na to us khuda py yaqin hai or na he khud py turst...kamzor log he fikar mand hoty hain kehty hain k dulhan apni qismat ley kr ati hai to is main fikar mand hony wali kon c bat hai....
be ALWAYS HAPPY n KEEP TRUST ON GOD n keep confidence in urself
May yeh baat zaroor manta hon k Dulhan apni qismat lay kar ati hai.... laykin is baat ki wazahat kissi nahi nahi ki wo Achi qismat lati hai ya Buri... isi baat par log fikar mand hote hain...
 
  • Like
Reactions: Hans_Mukh

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
i think aabh shadi ki fikar sab se zadah larki walo ko hoti hai..

q k abh jhez waghera ki value zadah hoti hai larki ki nahi... aaj kal har koi bhooka hai... or dusra apne hi family k logo k saath competition.. k unhone apne bta/or beti ki shadi a-c kari to hum unse zadah achi kari.. n all dat nonsense...
 
  • Like
Reactions: Hans_Mukh

Princess Mahi

Newbie
Dec 19, 2009
6,698
2,761
0
i think aabh shadi ki fikar sab se zadah larki walo ko hoti hai..

q k abh jhez waghera ki value zadah hoti hai larki ki nahi... aaj kal har koi bhooka hai... or dusra apne hi family k logo k saath competition.. k unhone apne bta/or beti ki shadi a-c kari to hum unse zadah achi kari.. n all dat nonsense...
i hope u sahi bol rahi hoon
 
  • Like
Reactions: Hans_Mukh
Oct 18, 2009
18,710
9,640
1,313
LoCk Me In YoUr HeArT
meray dil may to ladoo phoot rahay hyn :p
well shadi ki vaja say preshan is liye hua jata hay k zimadariya barh jati hayn....

or dosro ki shadi per khush is liye hua jata hay k zimadariya to nahi barhti hayn jst enjoyment hoti hay :D
 
  • Like
Reactions: Hans_Mukh

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
nice tread mahi,
sache ajkal shade ka sun kar larkay,or larki dono ko fiqar or pareshani honay lagte hay,q k aj kal k zamanay ki tarjeehat badal gaye hay,nia faishon,nae nae dimand nay hum say shade ki sare ronaq or khushe cheen li hay........
afosos agar aj hum mosalman sunnatay nabavi par amal kartay to aj hum nae zindage ka agaz qarzoo talay dub kar na kartay...
 
  • Like
Reactions: Pari and Hans_Mukh

Hans_Mukh

~~ Catch Me if u Can~~
VIP
Dec 1, 2008
30,406
14,989
713
Logon Ki Soch May
Shadi , Shadi, Shadi,

Kiya hay yeh Shadi

Ek metha Ehsaas

Ek Jhonka Hawa ka ju Dil k tar chair day

Aur Rahi baat preshan honay ki tu larkey is liye preshan ho jatay hay k aub un k zimandari mazeed bhernay wali hay aur alrki is liye preshan hojati hay k us ki azadai k din khatam honay walay hay
 
Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ

hmmm:D
 
Top