2 sawal..!

  • Work-from-home

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
salamz friends

aj may yahan apnay koch questions lay k aye hon n i hope k mairi yeh confusions dore ho jayein gein

first of all mughe yahan nawafil adaa karne say related question pochna hai..may hamesha is chez may confuse rahi hon k nafil ada karne ka sahi waqt konsa hai..coz koch logon say suna hai namaz parhnay k baad nafil ada kiyay jayein..or koch namaz say pehle ki talkeeen kartay hain..so plz is say related mughe guide kijyay

2ndly yeh k may nay suna hai k wazo ki halat may agar hum sheesha(mirror) may apna face dkehain to is say wazo tote jata hai..or yeh k hum television wagira wazo ki halat may dkehain to is say bhi wazo tote jata hai..yeh baat kis hud tuk sahi hai?..

i hope mughe mairay questions ka ans mil jayga
thxz
 
  • Like
Reactions: imransaifi

The_Dark_Knight

V.I.P Member
Senior Member
Apr 22, 2008
957
472
763
TM
salamz friends

aj may yahan apnay koch questions lay k aye hon n i hope k mairi yeh confusions dore ho jayein gein

first of all mughe yahan nawafil adaa karne say related question pochna hai..may hamesha is chez may confuse rahi hon k nafil ada karne ka sahi waqt konsa hai..coz koch logon say suna hai namaz parhnay k baad nafil ada kiyay jayein..or koch namaz say pehle ki talkeeen kartay hain..so plz is say related mughe guide kijyay

2ndly yeh k may nay suna hai k wazo ki halat may agar hum sheesha(mirror) may apna face dkehain to is say wazo tote jata hai..or yeh k hum television wagira wazo ki halat may dkehain to is say bhi wazo tote jata hai..yeh baat kis hud tuk sahi hai?..

i hope mughe mairay questions ka ans mil jayga
thxz
1. Aghar tu namaz walay Nafal hain yani jo Zuhar, Maghrib aur Isha ke Nawafil hain tu unhain tu lazmi baat hain namaz ke baad hee parna hai but aghar app ne Shukrane ke nafal ada karne hain ya waisy sawaab ke liye tu woh app kisi bhi waqt par sakty hain Namaz say pehlay bhi aur baad mein bhi laikin sirf 3 Waqt aisy hain jinn mein Sajda wali koi bhi namaz nahi parni cahiye
1. Jiss waqt Sun Nikal raha hota hai
2. Jiss waqt Sun bilkul sir ke opper hota hai (Pakistan mein ajj kal taqreeban 12 bajai)
3. Jiss waqt Sun gharoob hoo raha hota hai.

But Ulama ka kehna hai ke Asar ki namaz ke bad Maghrib ki namaz tak nafal nah parhain but aghar Qaza namaz parni hai tu par lain.

2. Yeh Question yahan pehlay bhi kisi ne kiya tha aur iss ka sahi jawab yahi hai ke Mirror dekhne say bilkul Wozzo nahi tot ta aur nah TV dekhne say haan TV per koi Bai Hoda program nah dekhain aur aghar app ne dekha hai tu uss say Wozzo Makroh hoo jane ka khadsha hai but aghar app TV per QTV ya Noor TV ya kuch Islamic Cheez dekh rahi hain tu uss say bilkul wozzo nahi tot ta.

Thanks
 
  • Like
Reactions: سرفروش

MorgenStern

Newbie
Sep 19, 2008
133
12
0
Germany

thanks appne bht achi tarhan explain kia but my question is
the 3. yeh maghrib ka time nahi hota?
 
Mahira414

Newbie
Sep 16, 2008
229
30
0
a sweet Pakistan
bilkul janab maghrib suraj k ghroob honey se pehle parhi jaati hy q k us waqt suraj ghroob nahi hua hota balkey dhal raha hota hy jis tarha fajr ki namaz suraj ugney se pehle parh lety hyn halan k us waqt roshni hoti hy but suraj nahi hota isi trh se maghrib ka hy and i hope k Dark knight apko is baary mai mazeed tafseel de den ge
 
standford

Newbie
Feb 15, 2012
8
0
0
41
London
Dekhiye sister jaha tak nafil ada karne ka swaal hai tu aap nafil namaaz kabhi bhi ada kar sakti h.Aisa kuch hadees me nahi aata ki nafil namaz ke liye yeh waqt muqarrar hai.............aur aap ka dosra swaal ki aaiene me dekhne se wazu to jata hai nahi sister aaine me dekhne se wazu nahi tutta.ha agar aap wazu karne ke baad tv me picture dekh rahe ya gane sun rahe ha tu jaha tak mere ilm se yeh baat hai ki wazuu toot jata hai.......behtar ki aap wazzu ke baad tv dekhne se ijtenab kare.........duaa me yaad rakhiye behan.............
 
asifshafiq

Newbie
Feb 5, 2012
8
0
151
walaikum assalam
nafil nmaz ka koi wqt motaain nhi hai aap jab chahen padh sakti hain ZAWAL ka waqt chod k
aap k dosre sawal ka jawab ; shisha dekhne se wazoo nhi tootta aur her waqt ba wazoo rahna momino ki sefat hai in dono halat me wazoo nhi tootta
 
Top