A Tribute To Nimra Ahmad(nimra Ahmad K Iqtabas)!

  • Work-from-home

zaryaab

Aching for peace
TM Star
Apr 12, 2013
3,590
1,362
263
Agree With U :)
But...
Kher..Aap Mujhe tag Kardia Karen..Mujhe tareef karne acha lgta hai :D
haha
bdw y u apply ol those things on me ..mai to kabhi kabhar threads laga laita hun ..ab apkai threads ,shiraz aur hoorain kafi help ful aur worthy sharring hoti hai members ko usai daikna chaheyai ..samjhna chaheyai :)
 
  • Like
Reactions: Shizu

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
haha
bdw y u apply ol those things on me ..mai to kabhi kabhar threads laga laita hun ..ab apkai threads ,shiraz aur hoorain kafi help ful aur worthy sharring hoti hai members ko usai daikna chaheyai ..samjhna chaheyai :)
Thnx For ur Words..But Aapke Threads bhi Usefull n creative Lagte Mujhe..;) so Keep Sharing.. :happy
 

zaryaab

Aching for peace
TM Star
Apr 12, 2013
3,590
1,362
263
ri8
now namal b aaya hy
and dont foget Mus'haf too
mai ne pehla novel jub parha ta wo mushaf he thaa :)
namaal nahi parha wo parhunga wo acha hai ..?? kis cheez kai baarai mai hai koe story line ???
 
  • Like
Reactions: Hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
mai ne pehla novel jub parha ta wo mushaf he thaa :)
namaal nahi parha wo parhunga wo acha hai ..?? kis cheez kai baarai mai hai koe story line ???
namal abhi episodes chal rhi hain,,,maine nhi parha complete hoga to parhugi InshaAllah,,Quran paak ise related hay i think
 
  • Like
Reactions: zaryab-irtiza

zaryaab

Aching for peace
TM Star
Apr 12, 2013
3,590
1,362
263
namal abhi episodes chal rhi hain,,,maine nhi parha complete hoga to parhugi InshaAllah,,Quran paak ise related hay i think
jub complete hojaaayai mujhai bhi bata dainaa .. i will read it too ..waisai sunnai mai aaya hai kai india ne umera ahmad se request ki hai kai wo unkai leyai koe drama lekhai ..they impressd after watching zindage gulzaar hai
 
  • Like
Reactions: Hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
jub complete hojaaayai mujhai bhi bata dainaa .. i will read it too ..waisai sunnai mai aaya hai kai india ne umera ahmad se request ki hai kai wo unkai leyai koe drama lekhai ..they impressd after watching zindage gulzaar hai
zarur btaugi
ahan maine nhi suna
 

zaryaab

Aching for peace
TM Star
Apr 12, 2013
3,590
1,362
263

"جس شخص میں صداقت اور امانت ہوتی ہے اور وہ واقعی قرآن حاصل کرنا چاہتا ہے تو قرآن اس کو دے دیا جاتا ہے." اسکرین پہ وہ روشن چہرے والا شخص کہ رہا تھا.
از نمرہ احمد، مصحف
 

zaryaab

Aching for peace
TM Star
Apr 12, 2013
3,590
1,362
263
"Aankh aansoo bahati hai or dil ghamgeen hai magar hum zuban se wohi kehein ge jis pe hamara "Rab" raazi ho"
( #Mushaf novel)
 

zaryaab

Aching for peace
TM Star
Apr 12, 2013
3,590
1,362
263

ﮨﻤﯿﮟ ﻭﮦ ﺁﺯﻣﺎﺗﺎ ﮨﮯ
ﺗﻮ ﺍُﺱ ﮐﮯ ﺁﺯﻣﺎﻧﮯ ﮐﮯ
ﻋﺠﺐ ﺍﻭﺯﺍﻥ ﮨﯿﮟ، ﺟﻦ ﮐﻮ
ﻧﮧ ﮨﻢ ﺳﻤﺠﮭﮯ
ﻧﮧ ﺗﻢ ﺳﻤﺠﮭﮯ
ﻧﮧ ﮐﻮﺋﯽ ﺍﻭﺭ ﺳﻤﺠﮭﺎ ﮨﮯ
ﺯﻣﯿﻦ ﻭ ﺁﺳﻤﺎﮞ ﻣﯿﮟ ﮐﺲ ﻗﺪﺭ ﻣﺨﻠﻮﻕ ﮨﮯ ﺍُﺱ ﮐﯽ
ﮐﺴﯽ ﮐﻮ ﺑﮭﯽ ﻧﮩﯿﮟ، ﻭﮦ ﺻﺮﻑ ﮨﻢ ﮐﻮ ﺁﺯﻣﺎﺗﺎ ﮨﮯ
ﮨﻤﺎﺭﯼ ﺯﻧﺪﮔﯽ ﮐﮯ ﺍﺭﺗﻘﺎﺀ ﮐﮯ ﺑِﯿﺞ ﺑﻨﻨﮯ ﺳﮯ ﮨﻤﺎﺭﮮ ﭘﯿﮍ
ﺑﻨﻨﮯ ﺗﮏ
ﮨﻤﯿﮟ ﻭﮦ ﺁﺯﻣﺎﺗﺎ ﮨﮯ
ﮐﺴﯽ ﮐﻮ ﺳﺎﺕ ﺩﯾﺘﺎ ﮨﮯ
ﮐﺴﯽ ﮐﻮ ﺳﺎﺕ ﺳﮯ ﺯﯾﺎﺩﮦ
ﮐﺴﯽ ﮐﻮ ﺍﯾﮏ ﺩﯾﺘﺎ ﮨﮯ
ﮐﺴﯽ ﮐﻮ ﺍﯾﮏ ﺳﮯ ﺑﮭﯽ ﮐﻢ
ﻭﮦ ﺑﺲ ﯾﮧ ﺩﯾﮑﮭﺘﺎ ﮨﮯ ﮐﮧ
ﮐﻮﺋﯽ ﺟﺐ ﭨُﻮﭨﺘﺎ ﮨﮯ ﺗﻮ
ﻭﮦ ﺍﭘﻨﮯ ﻇﺮﻑ ﮐﯽ ﮐِﻦ ﻭﺳﻌﺘﻮﮞ ﭘﮧ ﺟﺎ ﮐﮯ ﮐﺘﻨﺎ ﺻﺒﺮ ﮐﺮﺗﺎ
ﮨﮯ
ﮨﻤﯿﮟ ﻭﮦ ﺁﺯﻣﺎﺗﺎ ﮨﮯ


(mushaf )
 
  • Like
Reactions: ujalaa

zaryaab

Aching for peace
TM Star
Apr 12, 2013
3,590
1,362
263
Us nay thak ker ser bed crown se tika diya or aankhain mondleen, us ka dil udaas tha, rooh bojhal thi.
ab usay rahat chahiye thi, sukoon chahiyey tha.
apnay khandaan walon ki qed se nikalnay kay ehsaas ko mehsoos kerney ki his chahiye thi.
usay gham se nijaat chahiye thi.
us nay holay say labon ko herkat di or aankhain monday dheemii awaaz main dua mangnay lagi

" Ya Alllah, Main aap ki bandi hun, aor aap kay banday ki betee hun, or apki bandee ki betee hun,. meri peshaani ap key qaboo main hai, merey haq me aap ka hukm jaari hai, aap ka faisla merey baray me insaan per mabni hai..
Main aap se sawal kerti hun, aap ker her us naam k wastay se jo aap nay apnay lye pasand kiya, ya apni kitaab main utara, ya apni makhlooq me say kisi ko sikhaya ya apnay ilm ghaib main aap ne is ko ikhtyar ker rkha hai.is baat ko k aap QURAN E Azeem ko merey dil ki bahar or meri aankhon ka noor bana dain or mere fikr or gham ko ley janay ka zariya bana dain"

wo dua k alfaaz ko bar bar dohrati gyee, yahan tak k dil main sukoon uter gaya. uski aankhain bojhal hogain or wo neend main doob gyee. ...(mushaf)
 
  • Like
Reactions: ujalaa
Top