Aaj Ki Sehri Aur Aftaari Mohtrma Shehr-e-Tanhayi k Sath 27-5-2019

  • Work-from-home

Seemab_khan

ღ ƮɨƮŁɨɨɨ ღ
Moderator
Dec 7, 2012
6,424
4,483
1,313
✮hმΓἶρυΓ, ρმκἶჰནმῆ✮
Assalam o AlaiKum wrwb!!

well TM Parivaaar!! jesa k ap sbko maloom hy k hmari behn @shehr-e-tanhayi muhtarma ramadan me sbky choty shy ,, nanney munney interviews ly rhi hyn :joy ,,, so mene socha k kch hm bhi unka interview ly lyn :)

so here we go :)

1۔Ramzaan ul Mubarak Kaisa Guzar Raha Hai?

2۔Sehri K Waqat Asaani Se Uth Jaati HaiN?

3۔Sehri MeiN Kiya khana Pasand Karti HaiN?

4.Rozay Ki Halat MeiN Saara Din Kiya Routine Rehti Hai?'

5.Rozay Ki Halat MeiN Kabhi Bhool Chook Se Kuch Khaa Liya Ho?

6. Aftaari MeiN Pasandeeda Cheez Koun Si Hai Ya Koun Si Cheez Na Ho To Aftaari Ka Dastarkhvaan Adhoora Lagta Hai?

7.Sehri Aur Aftaari Bnaanay MeiN Help Karti Hain?

8۔Pehla Roza Kis Umar MeiN Rakha?

9۔Ramzaan Ul Mubarak K Havalay Se Koyi Yaadgar Waqiya?

10۔Ramzaan Ul Mubarak K Havalay Se Koyi Naseehat?

11-Rmadan me kbhi kisi py bht ghussa aaya rozy ki halat mein?

12-Aftari bnany me help krti hyn k nhi?

13-Kitny ghanty ka roza hota hyn apky yahan?

14-Pakistan me guzara huwa ramadan best tha ya Denmark?

aap sb bhi sawalat ki barish kr skty hyn :p

Shukriyaaa :)

Last edited:

Seemab_khan

ღ ƮɨƮŁɨɨɨ ღ
Moderator
Dec 7, 2012
6,424
4,483
1,313
✮hმΓἶρυΓ, ρმκἶჰནმῆ✮
@Don @saviou @Shiraz-Khan @shehr-e-tanhayi @Hoorain @RedRose64
@Aaylaaaaa @minaahil @Umm-e-ahmad @H@!der @khalid_khan @Untamed-Heart
@duaabatool @Armaghankhan @zaryaab-irtiza @DiLkash @Seemab_khan @Mahen @Masha
@Cyra @Kavi @rooja @Aaidah @BeautyRose @Gaggan @hasandawar @AnadiL @Prince-Farry
@Hasii @Masha @Bird-Of-Paradise @Besharam @shzd @hinakhan0 @zehar @bilal_ishaq_786
@Belahadi @Manahi007 @BeautyRose @ujalaa @*Sonu* @Guriyaa_Ranee @illusionist
@sonu-unique @shahijutt @ujalaa @Layla @Fantasy @Babar-Azam @AM_ @Princess_Nisa
@Shanzykhan @sweet bhoot @NXXXS @IceCream @zahra1234 @AnadiL @Basitkikhushi
@Pari @whiteros @namaal @Abid Mahmood @Iceage-TM @Toobi @i love sahabah
@NamaL @Fa!th @MSC @yoursks @thefire1 @nighatnaseem21 @Fanii @naazii @Miss_Tittli
@junaid_ak47 @Guriya_Rani @Azeyy @Gul-e-lala @maryamtaqdeesmo @HorrorReturns
@shzd @p3arl @Atif-adi @Lost Passenger @marzish @Pakhtoon @candy @Asma_tufail
@Rubi @Tariq Saeed @Mas00m-DeVil @Wafa_Khan @amazingcreator @marib @Raat ki Rani
@Ghazal_Ka_Chiragh @Binte_Hawwa @sweet_c_kuri @sabha_khan40 @Masoom_girl @hariya
@Aayat @italianVirus @Ziddi_anGel @sabeha @attiya @Princess_E @Asheer @aira_roy
@shailina @maanu115 @Dua001 @pyaridua @xortica_ @DesiGirl @huny @AshirFrhan
@Rahath @Shireen @zonii @Noor_Afridi @sweet bhoot @Lightman @Noorjee @hafaz
@Bela @LuViSh @aribak @BabyDoll @Silent_tear_hurt @gulfishan @Manxil
@errorsss @diya. @isma33 @hashmi_jan @smarty_dollie @Era_Emaan
@saimaaaaaaa @Nighaat @crystal_eyez @Mantasha_Zawaar @zaatzarra @reality
@Hudx @Stunning_beauty @Zia_Hayderi @Fadiii @Aqsh_Arch @St0rm @ROHAAN @Learn-Fast @arzi_zeest @Pakhtun
 
Pakhtun

KhurramShahzad
TM Star
Mar 30, 2010
2,094
579
1,213
39
Mardan , KP
Assalam o AlaiKum wrwb!!

well TM Parivaaar!! jesa k ap sbko maloom hy k hmari behn @shehr-e-tanhayi muhtarma ramadan me sbky choty shy ,, nanney munney interviews ly rhi hyn :joy ,,, so mene socha k kch hm bhi unka interview ly lyn :)

so here we go :)

1۔Ramzaan ul Mubarak Kaisa Guzar Raha Hai?

2۔Sehri K Waqat Asaani Se Uth Jaati HaiN?

3۔Sehri MeiN Kiya khana Pasand Karti HaiN?

4.Rozay Ki Halat MeiN Saara Din Kiya Routine Rehti Hai?'

5.Rozay Ki Halat MeiN Kabhi Bhool Chook Se Kuch Khaa Liya Ho?

6. Aftaari MeiN Pasandeeda Cheez Koun Si Hai Ya Koun Si Cheez Na Ho To Aftaari Ka Dastarkhvaan Adhoora Lagta Hai?

7.Sehri Aur Aftaari Bnaanay MeiN Help Karti Hain?

8۔Pehla Roza Kis Umar MeiN Rakha?

9۔Ramzaan Ul Mubarak K Havalay Se Koyi Yaadgar Waqiya?

10۔Ramzaan Ul Mubarak K Havalay Se Koyi Naseehat?

11-Rmadan me kbhi kisi py bht ghussa aaya rozy ki halat mein?

12-Aftari bnany me help krti hyn k nhi?

13-Kitny ghanty ka roza hota hyn apky yahan?

14-Pakistan me guzara huwa ramadan best tha ya Denmark?

aap sb bhi sawalat ki barish kr skty hyn :p

Shukriyaaa :)

zabrdast...
 
  • Like
Reactions: Seemab_khan

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155

Wa Alaykum Assalam
Marhaba Mohtarma @shehr-e-tanhayi
 
  • Like
Reactions: Seemab_khan

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
Assalam o AlaiKum wrwb!!

well TM Parivaaar!! jesa k ap sbko maloom hy k hmari behn @shehr-e-tanhayi muhtarma ramadan me sbky choty shy ,, nanney munney interviews ly rhi hyn :joy ,,, so mene socha k kch hm bhi unka interview ly lyn :)

so here we go :)

Wa allaykum salam.
sab se pehle to aap ka bahot shukria k aap ne humein bulaya.... doosra shukria is baat k liay k aap ne humaray liay sawari ka intzaam kiya.
1۔Ramzaan ul Mubarak Kaisa Guzar Raha Hai?
Allah Paak ka shukar hai Jis ne Ramzan Ul Mubarak Ki BarkatoN Se Nawaza. Acha Guzar Raah hai. Agarchay Saray Rozay Nahi Rakh Paa Rahay Hospital Mein Admit Honay ki Waja Se. Lakin jo Rozay Ghar Guzrtay Hain,ahot Achay Guzar Rahay HaiN.

2۔Sehri K Waqat Asaani Se Uth Jaati HaiN?
Isha K baad se sehri tak time hi kitna bachta hai. 19 ghantay se zyada ka roza hai.

3۔Sehri MeiN Kiya khana Pasand Karti HaiN?
Praatha chicken ya gosht k shorbay k saath Lassi aur makhan lazmi ho.

4.Rozay Ki Halat MeiN Saara Din Kiya Routine Rehti Hai?'

Din ka kuch hissa araam... namzaz k time namaz, thora time kitchen mein..... sath sath Tm... Aur Quran Paak (Tarjuma) ki classes.

5.Rozay Ki Halat MeiN Kabhi Bhool Chook Se Kuch Khaa Liya Ho?
Nahi... aisa kuch yaad nahi hai.

6. Aftaari MeiN Pasandeeda Cheez Koun Si Hai Ya Koun Si Cheez Na Ho To Aftaari Ka Dastarkhvaan Adhoora Lagta Hai?

Khajoor, samosay aur chatni..... baaqi bhalay kuch na ho, guzara ho jata hai.

7.Sehri Aur Aftaari Bnaanay MeiN Help Karti Hain?
jee bilkul

8۔Pehla Roza Kis Umar MeiN Rakha?

shayed 8 saal ki umr mein.

9۔Ramzaan Ul Mubarak K Havalay Se Koyi Yaadgar Waqiya?
Abbu ki death huyi 17 Ramzan ko... aur hum unhen aakhri baar dekh b na paaey.
(Ab har Ramzan mein bas yehi baat yaad reti hai.)

10۔Ramzaan Ul Mubarak K Havalay Se Koyi Naseehat?
Naseehat karnay walay hum koun... albata aik achi baat zaroor kehna chaheN gay k jitna ho sakay, is maheenay ki barkatoN ko samaitiay... kiya pata aglay ramzan mein hum hain ya nahi.

11-Rmadan me kbhi kisi py bht ghussa aaya rozy ki halat mein?
Allah paak ka shukar hai k hum ghussa pee janay walon mein se hain. Ramzan mein bhi aur baaqi maheenoN mein bhi.

12-Aftari bnany me help krti hyn k nhi?
jee bilkul.... balkay zyada tar hum khud bnatay hain.

13-Kitny ghanty ka roza hota hyn apky yahan?
19 se zyada ka

14-Pakistan me guzara huwa ramadan best tha ya Denmark?
Pakistan meiN ....
Dadi amma khud lassi aur makhan bnati theen sehri se bahot pehle uth kar... woh kami kabhi poori nahi ho sakti na woh waqat wapis aa sakta hai.

aap sb bhi sawalat ki barish kr skty hyn :p

Shukriyaaa :)

jee jee kijiay sawaloN ki barish
@Seemab_khan siso zara humara chaata to pakraiay ga.
 
bakhoobi jawab dia hain ap ny... baqi Allah ap ko sbar ata farmaye...
 
  • Like
Reactions: shehr-e-tanhayi

Allah apko mukammal sehat dy with aafiyat aameeeen..

Allah abbu jaan py karwat karwat apni rehmatein nazil farmayen aameen summa aamen.. [-O<

jawabaat buht khoob thy .. :-bd

sawalaat ka next session bhi aaye ga INshaaa'Allah... ;)

aur zahir hy hm gaari na bhejty tou aap interview dyne sy inkaar kr dytiii.. :p drr syy bhejy hyn gaari :D

ye chaata b ab hm e pkren gy??? hm bheeg gaye is barish me tou??
 
Asheer

ஜÇatch-me'ıf U-caŋஜ
Super Star
Feb 10, 2013
11,974
5,140
1,113
Karachi
Assalam o AlaiKum wrwb!!

well TM Parivaaar!! jesa k ap sbko maloom hy k hmari behn @shehr-e-tanhayi muhtarma ramadan me sbky choty shy ,, nanney munney interviews ly rhi hyn :joy ,,, so mene socha k kch hm bhi unka interview ly lyn :)

so here we go :)

Wa allaykum salam.
sab se pehle to aap ka bahot shukria k aap ne humein bulaya.... doosra shukria is baat k liay k aap ne humaray liay sawari ka intzaam kiya.
1۔Ramzaan ul Mubarak Kaisa Guzar Raha Hai?
Allah Paak ka shukar hai Jis ne Ramzan Ul Mubarak Ki BarkatoN Se Nawaza. Acha Guzar Raah hai. Agarchay Saray Rozay Nahi Rakh Paa Rahay Hospital Mein Admit Honay ki Waja Se. Lakin jo Rozay Ghar Guzrtay Hain,ahot Achay Guzar Rahay HaiN.

2۔Sehri K Waqat Asaani Se Uth Jaati HaiN?
Isha K baad se sehri tak time hi kitna bachta hai. 19 ghantay se zyada ka roza hai.

3۔Sehri MeiN Kiya khana Pasand Karti HaiN?
Praatha chicken ya gosht k shorbay k saath Lassi aur makhan lazmi ho.

4.Rozay Ki Halat MeiN Saara Din Kiya Routine Rehti Hai?'

Din ka kuch hissa araam... namzaz k time namaz, thora time kitchen mein..... sath sath Tm... Aur Quran Paak (Tarjuma) ki classes.

5.Rozay Ki Halat MeiN Kabhi Bhool Chook Se Kuch Khaa Liya Ho?
Nahi... aisa kuch yaad nahi hai.

6. Aftaari MeiN Pasandeeda Cheez Koun Si Hai Ya Koun Si Cheez Na Ho To Aftaari Ka Dastarkhvaan Adhoora Lagta Hai?

Khajoor, samosay aur chatni..... baaqi bhalay kuch na ho, guzara ho jata hai.

7.Sehri Aur Aftaari Bnaanay MeiN Help Karti Hain?
jee bilkul

8۔Pehla Roza Kis Umar MeiN Rakha?

shayed 8 saal ki umr mein.

9۔Ramzaan Ul Mubarak K Havalay Se Koyi Yaadgar Waqiya?
Abbu ki death huyi 17 Ramzan ko... aur hum unhen aakhri baar dekh b na paaey.
(Ab har Ramzan mein bas yehi baat yaad reti hai.)

10۔Ramzaan Ul Mubarak K Havalay Se Koyi Naseehat?
Naseehat karnay walay hum koun... albata aik achi baat zaroor kehna chaheN gay k jitna ho sakay, is maheenay ki barkatoN ko samaitiay... kiya pata aglay ramzan mein hum hain ya nahi.

11-Rmadan me kbhi kisi py bht ghussa aaya rozy ki halat mein?
Allah paak ka shukar hai k hum ghussa pee janay walon mein se hain. Ramzan mein bhi aur baaqi maheenoN mein bhi.

12-Aftari bnany me help krti hyn k nhi?
jee bilkul.... balkay zyada tar hum khud bnatay hain.

13-Kitny ghanty ka roza hota hyn apky yahan?
19 se zyada ka

14-Pakistan me guzara huwa ramadan best tha ya Denmark?
Pakistan meiN ....
Dadi amma khud lassi aur makhan bnati theen sehri se bahot pehle uth kar... woh kami kabhi poori nahi ho sakti na woh waqat wapis aa sakta hai.

aap sb bhi sawalat ki barish kr skty hyn :p

Shukriyaaa :)

jee jee kijiay sawaloN ki barish
@Seemab_khan siso zara humara chaata to pakraiay ga.
بہت اچھا لگا آپ کے بارے میں جان کر
ہاسپٹل میں کیوں ایڈمٹ تھیں؟ سب خیریت؟
 
shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
بہت اچھا لگا آپ کے بارے میں جان کر
ہاسپٹل میں کیوں ایڈمٹ تھیں؟ سب خیریت؟
Dimagh thikany par nahi rehta...
Bas usi ki waja se.
Btanay ka maqsad ye k khasosi Dua kijiay ga k sehatyabi ho. Ameen
 
  • Like
Reactions: Asheer

Asheer

ஜÇatch-me'ıf U-caŋஜ
Super Star
Feb 10, 2013
11,974
5,140
1,113
Karachi
Dimagh thikany par nahi rehta...
Bas usi ki waja se.
Btanay ka maqsad ye k khasosi Dua kijiay ga k sehatyabi ho. Ameen
بالکل ضرور ضرور ۔۔
اللہ آپ کو مکمل شفا و صحت و تندرستی عطا فرمائے اور آپ کی تمام پریشانیوں کو دور کریں آمین
 
Top