Aaj ki sehri aur aftaari Seemab Khan k saath 30-5-2019

  • Work-from-home

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
Aslaam O Allaykum Tm K Sathiyo :)


Aaj Ki Sehri Aur Aftari Walay Silsala MeiN Hum 21-5-2019 K Mehmaan @Seemab_khan Mohtrma Ko Bulaa Rahay HaiN Aur Un Se Kuch Baat Cheet Kartay HaiN.

Aap Log Bhi Sawalaat Pooch Saktay HaiN.



1۔Ramzaan ul Mubarak Kaisa Guzar Raha Hai?

2۔Sehri K Waqat Asaani Se Uth Jaati HaiN?

3۔Sehri MeiN Kiya khana Pasand Karti HaiN?

4.Rozay Ki Halat MeiN Saara Din Kiya Routine Rehti Hai?'

5.Rozay Ki Halat MeiN Kabhi Bhool Chook Se Kuch Khaa Liya Ho?

6. Aftaari MeiN Pasandeeda Cheez Koun Si Hai Ya Koun Si Cheez Na Ho To Aftaari Ka Dastarkhvaan Adhoora Lagta Hai?

7.Sehri Aur Aftaari Bnaanay MeiN Help Karti Hain?

8۔Pehla Roza Kis Umar MeiN Rakha?

9۔Ramzaan Ul Mubarak K Havalay Se Koyi Yaadgar Waqiya?

10۔Ramzaan Ul Mubarak K Havalay Se Koyi Naseehat?







السلام و علیکم تفریح میلہ کے ساتھیو

آج کی سحری اور افطاری کے سلسلہ میں آج ہماری مہمان ہیں
@Seemab_khan محترمہ

آپ لوگ بھی سوالات پوچھ سکتے ہیں۔
ہمارے سوالات کچھ یوں ہیں
پہلا سوال۔۔ ماہ رمضان کیسا گزر رہا ہے؟
دوسرا سوال۔۔۔سحری کے وقت آسانی سے اٹھ جاتی ہیں؟
تیسرا سوال۔۔۔سحری میں کیا کھانا پسند کرتی ہیں؟
چوتھا سوال۔۔۔روزے کی حالت میں سارا دن کیا روٹین رہتی ہے؟
پانچواں سوال۔۔۔روزے کی حالت میں کبھی بھول چوک سے کچھ کھا پی لیا ہو؟
چھٹا سوال۔۔۔افطاری میں پسندیدہ چیز کون سی ہے یا کون سی چیز کے بغیر افطاری کا دسترخوان ادھورا لگتا ہے؟
ساتواں سوال۔۔۔سحری اور افطاری بنانے میں مدد کرتی ہیں؟
آٹھواں سوال۔۔۔پہلا روزہ کس عمر میں رکھا؟
نواں سوال۔۔۔رمضان المبارک کے حوالے سے کوئی یادگار واقعہ؟
دسواں سوال۔۔۔رمضان المبارک کے حوالے سے کوئی نصیحت؟



 
Last edited:

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
@Don @saviou @Shiraz-Khan @shehr-e-tanhayi @Hoorain @RedRose64
@Aaylaaaaa @minaahil @Umm-e-ahmad @H@!der @khalid_khan @Untamed-Heart
@duaabatool @Armaghankhan @zaryaab-irtiza @DiLkash @Seemab_khan @Mahen @Masha
@Cyra @Kavi @rooja @Aaidah @BeautyRose @Gaggan @hasandawar @AnadiL @Prince-Farry
@Hasii @Masha @Bird-Of-Paradise @Besharam @shzd @hinakhan0 @zehar @bilal_ishaq_786
@Belahadi @Manahi007 @BeautyRose @ujalaa @*Sonu* @Guriyaa_Ranee @illusionist
@sonu-unique @shahijutt @ujalaa @Layla @Fantasy @Babar-Azam @AM_ @Princess_Nisa
@Shanzykhan @sweet bhoot @NXXXS @IceCream @zahra1234 @AnadiL @Basitkikhushi
@Pari @whiteros @namaal @Abid Mahmood @Iceage-TM @Toobi @i love sahabah
@NamaL @Fa!th @MSC @yoursks @thefire1 @nighatnaseem21 @Fanii @naazii @Miss_Tittli
@junaid_ak47 @Guriya_Rani @Azeyy @Gul-e-lala @maryamtaqdeesmo @HorrorReturns
@shzd @p3arl @Atif-adi @Lost Passenger @marzish @Pakhtoon @candy @Asma_tufail
@Rubi @Tariq Saeed @Mas00m-DeVil @Wafa_Khan @amazingcreator @marib @Raat ki Rani
@Ghazal_Ka_Chiragh @Binte_Hawwa @sweet_c_kuri @sabha_khan40 @Masoom_girl @hariya
@Aayat @italianVirus @Ziddi_anGel @sabeha @attiya @Princess_E @Asheer @aira_roy
@shailina @maanu115 @Dua001 @pyaridua @xortica_ @DesiGirl @huny @AshirFrhan
@Rahath @Shireen @zonii @Noor_Afridi @sweet bhoot @Lightman @Noorjee @hafaz
@Bela @LuViSh @aribak @BabyDoll @Silent_tear_hurt @gulfishan @Manxil
@errorsss @diya. @isma33 @hashmi_jan @smarty_dollie @Era_Emaan
@saimaaaaaaa @Nighaat @crystal_eyez @Mantasha_Zawaar @zaatzarra @reality
@Hudx @Stunning_beauty @Zia_Hayderi @Fadiii @Aqsh_Arch @St0rm @ROHAAN @Pakhtun @Adeeha_
 
  • Like
Reactions: Pakhtun

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Aslaam O Allaykum Tm K Sathiyo :)


Aaj Ki Sehri Aur Aftari Walay Silsala MeiN Hum 21-5-2019 K Mehmaan @Seemab_khan Mohtrma Ko Bulaa Rahay HaiN Aur Un Se Kuch Baat Cheet Kartay HaiN.

Aap Log Bhi Sawalaat Pooch Saktay HaiN.



1۔Ramzaan ul Mubarak Kaisa Guzar Raha Hai?

2۔Sehri K Waqat Asaani Se Uth Jaati HaiN?

3۔Sehri MeiN Kiya khana Pasand Karti HaiN?

4.Rozay Ki Halat MeiN Saara Din Kiya Routine Rehti Hai?'

5.Rozay Ki Halat MeiN Kabhi Bhool Chook Se Kuch Khaa Liya Ho?

6. Aftaari MeiN Pasandeeda Cheez Koun Si Hai Ya Koun Si Cheez Na Ho To Aftaari Ka Dastarkhvaan Adhoora Lagta Hai?

7.Sehri Aur Aftaari Bnaanay MeiN Help Karti Hain?

8۔Pehla Roza Kis Umar MeiN Rakha?

9۔Ramzaan Ul Mubarak K Havalay Se Koyi Yaadgar Waqiya?

10۔Ramzaan Ul Mubarak K Havalay Se Koyi Naseehat?







السلام و علیکم تفریح میلہ کے ساتھیو

آج کی سحری اور افطاری کے سلسلہ میں آج ہماری مہمان ہیں
@Seemab_khan محترمہ

آپ لوگ بھی سوالات پوچھ سکتے ہیں۔
ہمارے سوالات کچھ یوں ہیں
پہلا سوال۔۔ ماہ رمضان کیسا گزر رہا ہے؟
دوسرا سوال۔۔۔سحری کے وقت آسانی سے اٹھ جاتی ہیں؟
تیسرا سوال۔۔۔سحری میں کیا کھانا پسند کرتی ہیں؟
چوتھا سوال۔۔۔روزے کی حالت میں سارا دن کیا روٹین رہتی ہے؟
پانچواں سوال۔۔۔روزے کی حالت میں کبھی بھول چوک سے کچھ کھا پی لیا ہو؟
چھٹا سوال۔۔۔افطاری میں پسندیدہ چیز کون سی ہے یا کون سی چیز کے بغیر افطاری کا دسترخوان ادھورا لگتا ہے؟
ساتواں سوال۔۔۔سحری اور افطاری بنانے میں مدد کرتی ہیں؟
آٹھواں سوال۔۔۔پہلا روزہ کس عمر میں رکھا؟
نواں سوال۔۔۔رمضان المبارک کے حوالے سے کوئی یادگار واقعہ؟
دسواں سوال۔۔۔رمضان المبارک کے حوالے سے کوئی نصیحت؟




Wa Alaykum Assalam
Marhaba @Seemab_khan pathani sahiba
 
  • Like
Reactions: Seemab_khan

Seemab_khan

ღ ƮɨƮŁɨɨɨ ღ
Moderator
Dec 7, 2012
6,424
4,483
1,313
✮hმΓἶρυΓ, ρმκἶჰནმῆ✮
1۔Ramzaan ul Mubarak Kaisa Guzar Raha Hai?

Bht e ziada acha Alhamdulillah... Mera fvrt month... Dil udaas hy k ramzan ja rha hyy :(

2۔Sehri K Waqat Asaani Se Uth Jaati HaiN?

kbhi Kbhi e soti huu, auth jati huu ,, na uth sakuu to Baba aa k naak pkr k jagaty hyn :p( phr majburan jldii uthtii huu ;)) )

3۔Sehri MeiN Kiya khana Pasand Karti HaiN?

ummm... sehri me umooman mera mood kuch b khany ka nhi hota.. bs chicken nd qeema k elawa kch b ho bs thora sa kha lyti huu ,, phr chaii ka cup ly k apny bed py ;))

4.Rozay Ki Halat MeiN Saara Din Kiya Routine Rehti Hai?'

roza rkh k namaz parh k tilawat then kch air so jauu to thk nhi tou TM ,, then ghar k kaam ,, beech me phr tilawat ,, kch dair TM ,,, phr aftaari ki tayari,,, SUNDAY ko thori routine change hoti k kpry dhony hoty nd madrassa chali jati hu apni ustaani sahiba k pas (jin sy tarjama kiya)

5.Rozay Ki Halat MeiN Kabhi Bhool Chook Se Kuch Khaa Liya Ho?

ummmm.. no, kbhi bhi nahii,,, mera ek hm umr cxn kha lyta tha hmesha ,, me bs khwahish e krti reh gai hu :p (Allah jany wo bhool k khata tha ya bnta tha ;)) )

6. Aftaari MeiN Pasandeeda Cheez Koun Si Hai Ya Koun Si Cheez Na Ho To Aftaari Ka Dastarkhvaan Adhoora Lagta Hai?

ummm aisi shayd koi cheez nhi,,, han pakory mjhy pasand hyn (but khati nhi wo b stomach ulcer ki wjah sy) , gur ka sharbat to zruri hota (koi aur flavour nhi sharbat ka)

7.Sehri Aur Aftaari Bnaanay MeiN Help Karti Hain?

sehri mein kbhi kbhi,, aur aftari me hi bnati hu,, :)

8۔Pehla Roza Kis Umar MeiN Rakha?

ummmmm shayad 6 years (1 class me thi tb)

9۔Ramzaan Ul Mubarak K Havalay Se Koyi Yaadgar Waqiya?

buht saary hyn ...

last friday mera paper tha 2 sy 5 tk ,, ek dm barish shuru hu gaii 3:30 py,, bht e taiz baish .... phr hmary paper k khtm hony tk aur bhi taiz hoti rhi,, bht sa pani jama huwa colge me.. thn hm colege sy jb nikly tb bhi barish thi,,, koi gaari lift nhi dy rhi thi siwaye ek mashkook gaari k :p and ek police wali gaari k :p hm road side py barish me kbhi yahan kbhi wahan jaty ,,, but enjoyed alot ( barish me road side py chlna one of my fvrt ) and hm jahan rhty hyn wo zara commercial area hy tou hr koi aj kl construction kr rha hy ghr kii... us wjah sy gas ki pipe (main) toot gai thi then poory area me gas nhi thi,, barish ki wjah sy bijli v,,, ajeeb din tha na cooking hu skti thi na kch aur,,, kbhi gas ki load shedding nhi huii thi tou bht ajeeb din tha wo..

and 2nd waqiya kl ek uncle ki death huii 6 bjy shaam (accident sy) bs wo bht bht ziada dil udaas kr gaye (aftari b nhi bn rhi thi mjhsy,, inki death kbhi nhi bhool skti.. 6 sy raat 12 tk tou musalsal bs pagal hony wali kefiyat thi mjh py)



10۔Ramzaan Ul Mubarak K Havalay Se Koyi Naseehat?

naseehat tou nhi albata yeh zrur kahuu gi k ramzan just foodie season nhi hy k bs khaty peety rho (Allah sy apna taluq mazboot kren,, bss)

ramadan me jese gunahon sy bchny ki koshish krty hyn,, poory saal k liye ye amal kren tou zndgi me bht c asaaniyan paida hongiii...

aur yeh k zindgi 2 trah sy guzaari ja skti (acha kr k aur bura kr k) tou kyu na hm burai sy bch k achaiii walii zndgi guzaaren..??


Shukriyaaa :)



@shehr-e-tanhayi





 
  • Like
Reactions: shehr-e-tanhayi
Top