Aaj Phir May Nay Aik Khuwab Daikha Hay

  • Work-from-home

Dark

Darknes will Fall
VIP
Jun 21, 2007
28,885
12,579
1,313
aaj phir may nay aik khuwab daikha hay
or us may hansta chehra tumhara daikha hay




us khuwab may meray saath thi tum
or tumhay may nay bay naqaab daikha hay

jab saath tumharay chalta tha may
sub logo ko parayshan daikha hay

jab aankh khuli to saamnay kuch bhi nahi tha
may samajh gaya may nay phir mazaq daikha hay

 
  • Like
Reactions: nrbhayo
Top