According To ISlam: Bank Mein Job

  • Work-from-home

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
biyaa haditsain to bohat hain, jis ka jo dil ata hai follow karta... masla yeh hai jis ka bank main current account hai woh koshish kartay kay kisi tarah woh apnay ap ko sacha sabit kar day, jo bank mian chokidar ka kaam karta hai woh koshish karay ka kisi esay alam ko donday jo us ko support kartay.. or ap log koshish karo gay jo bank main kaam kartay hain un ko ghalat sabit karnay ki sleep(}
or ap koshish kartay hy ki bs bahes kare koi ser bole to ap pair bole koi pair bole to ap ser bole ek kahawat hy meri taraf samaj me ny ae tu puch lena

ap jese ko penda ny so lutha bolte
 
  • Like
Reactions: ~Prince-Farry~

The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
to phir ap ne muje jowab nahi, askar log majboor ho kar bank main kaam kartay hain.. kia un ki kamai haram hai.. agar un ki kamai haram hai to phir current ya saving account walon ka paisa kesay hilal hai
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
to phir ap ne muje jowab nahi, askar log majboor ho kar bank main kaam kartay hain.. kia un ki kamai haram hai.. agar un ki kamai haram hai to phir current ya saving account walon ka paisa kesay hilal hai
bhia khud sakhta sawal na karu ese koi majburi haich ny ke ap bank me kam kerke hi pait palo ye bas bahane heele hy or kch ny
 
The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
bhia khud sakhta sawal na karu ese koi majburi haich ny ke ap bank me kam kerke hi pait palo ye bas bahane heele hy or kch ny
aik banda hai security guard hai, us ko koi or job nahi milti, computer nahi ata.. kon uss ko rakhay ga.. or us ko paisay mil rahay or woh apnay bacho ka pait paal raha to phir kia woh jahanam main jaye ga... sood ki waja se uss ka kia kasoor hai
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
aik banda hai security guard hai, us ko koi or job nahi milti, computer nahi ata.. kon uss ko rakhay ga.. or us ko paisay mil rahay or woh apnay bacho ka pait paal raha to phir kia woh jahanam main jaye ga... sood ki waja se uss ka kia kasoor hai
bekar bat hy bhia kahin kam ny milra aj dunia bhar me labour ki kami hy hunhar se zyada labour paisa kamare ye sb geele bahano ka koi mtlabich ny hy
 
The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
bekar bat hy bhia kahin kam ny milra aj dunia bhar me labour ki kami hy hunhar se zyada labour paisa kamare ye sb geele bahano ka koi mtlabich ny hy
yeh baat kehnay mian bohat asan hai lekan karnay main bohat mushkil hai... Ap bank main manger hain ap ko tankhawa hai 2000$ to kia ap us kaam ko chor 300 rs diyar ki job karain gay... har shaks asani chahta hai... aglli dunia kis ne dekhi hai... zaban se to sab kalima partay hain... or ess umeed pe jeetay hain kay kal jannat mian jayen gay sab... Yeh halat security guard ki woh bala air conditioner ki job chor kar kyun garmi main jaye ga... or mazdoori bhi aj kal nahi milti... mazdooron ki tadaad bohat ho gai hai
 
HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
abhi ap baat meri samj gai, baaz dafa insan kay sath majboori hoti uss kay bagair koi chara nahi hota... or yahan pe kuch log bohat alam ban rahay hain or keh rahay kay chokidar or bank jo amla karta un ki tankhawa bhi haram hai... agar woh haram hai to sab ka hajj bhi haram hai, sab ki salarian bhi haram hain.... jahan pe bank ka talaq to quran mian saaf likha, so

آپ نے خود لکھا ہے کہ بنکوں کا نظام چلتا ہی سود پر ہے اور سود کے بارے میں ایک حدیث ملاحظہ فرمائیں:‌
صحيح مسلم (3/ 1219)
106 - (1598) حَدَّثَنَا مُحَمَّدُ بْنُ الصَّبَّاحِ، وَزُهَيْرُ بْنُ حَرْبٍ، وَعُثْمَانُ بْنُ أَبِي شَيْبَةَ، قَالُوا: حَدَّثَنَا هُشَيْمٌ، أَخْبَرَنَا أَبُو الزُّبَيْرِ، عَنْ جَابِرٍ، قَالَ: «لَعَنَ رَسُولُ اللهِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ آكِلَ الرِّبَا، وَمُؤْكِلَهُ، وَكَاتِبَهُ، وَشَاهِدَيْهِ»، وَقَالَ: «هُمْ سَوَاءٌ»
''رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے سود لینے والے ، دینے والے ، لکھنے والے اور اس کے گواہ بننے والوں پر لعنت کی ہے اور فرمایا ہے کہ یہ سب اس جرم میں برابر کے شریک ہیں۔''
معلوم ہوا کہ سودی معاملے میں کسی بھی طرح کا تعاون سود لینے دینے کے مترادف ہے لہذا ایسے اداروں‌ میں کام کرنا جائز نہیں ۔
واللہ اعلم بالصواب ، وعلمہ احکم وابرم !!!

kehnay ka maqsad hai jo log bank main account khelatay hain kay woh tawaon nahi kartay bank kay sath.. yeni woh soodi nizam ko apni zindagi ka hissa bantay hain lain dain kartay hain.. quran main to saaf likha hai kay sood lenay walon kay khilaaf allah ki jang hai
well sab se pahli baat tu Islamic Issue pe Jo log bhi apna knowledge share krtay hain yah Information mangtay hain un main koi muqabla nahi hota k kaun zyda Janta hay kaun kam..! so better hay personal comments na kiye jain balkay Jo issue hay us pe baat ki Jaye is se kise ki sehat yah izzat main koi farq nahi parta ager woh related issue k baray main ilm nahi rakhta..! aur Jo Deen ka sahi ilm rakhta hay usay Appreciate kerna chahiye Chahay woh koi bhi hOo.

Aap Kaisay keh saktay hain k is terah Hajj haram hay..? aak insan Jo Allah k Ghar ki ziarat kernay ki tarap rakhta hay us k liye koshish krta hay, paise jama kerta hay us ki niyat naik hay kis sirf is base pe us k amaal zaiya ho jain gay woh bhi is surat main k woh Is A/c se koi lalach nahi rakhta, yah us ki wish pe nahi open hua woh yahan se koi benefit hasil nahi kerna chahta aur na hi us ki niyat aise the..! us nay aisa sirf is liye kia kyun k us nay us Criteria ko Follow kerna hay Jo lazmi hay. us k peechay us ka "ZAATI MUFAD" nahi hay.
aur Aaj aise bohat se Jobs hain jo Banking se related nahi mager wahan k workers ki salaries Bank A/c main aati hain aise surat main bhi woh person majbor hay kyun k us nay Jo kaam kia hay us ki salary laini hay ab woh usay Bank k through hi milay ge. ager woh Chahay bhi tu is k khilaaf nahi Ja sakta kyun k yah Organizations k rules main se hota hay. even well known Educational institutes main aak Teacher/ lecturer ki salary bhi Banck A/c main hi aati hay..!

ager ap ki nazer main Bank A/C hi haram kaam hay tu phir is ka solution kia hay according to Islam..? kyun k aisay tu nizam-e-zindagi nahi Chal sakta.
 
  • Like
Reactions: The horror

jaisay meray kehnay se hajj haram nahi ho saktai ess tarah woh log jo banko mian kaam kar rahay hain un pe log kyun fatway lagtay hain.. woh becharay to majboor hain. un kay paas koi chara nahi hai to ess liey woh kaam kar rahay hian... agar un ki salary haram to phir to koi bhi nahi bachta
aur Aaj aise bohat se Jobs hain jo Banking se related nahi mager wahan k workers ki salaries Bank A/c main aati hain aise surat main bhi woh person majbor hay kyun k us nay Jo kaam kia hay us ki salary laini hay ab woh usay Bank k through hi milay ge. ager woh Chahay bhi tu is k khilaaf nahi Ja sakta kyun k yah Organizations k rules main se hota hay. even well known Educational institutes main aak Teacher/ lecturer ki salary bhi Banck A/c main hi aati hay..!
lekan aj kal bohat si job ki salary bank account mian ati hai.. yani bank ko zaroorat bana dia gaya hai... ess banki nizam ko support karnay wali baat hai..
ager ap ki nazer main Bank A/C hi haram kaam hay tu phir is ka solution kia hay according to Islam..? kyun k aisay tu nizam-e-zindagi nahi Chal sakta.
ess ka solution hai islamic system of justice, jo dunia ko na pasand hai... kyun kay woh haqdar ko haq dilata hai... or ap ko pata islami nizam ki mukhalfat bhi hum jaisay hi log karain gay kyun kay hum munafiq hain
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
yeh baat kehnay mian bohat asan hai lekan karnay main bohat mushkil hai... Ap bank main manger hain ap ko tankhawa hai 2000$ to kia ap us kaam ko chor 300 rs diyar ki job karain gay... har shaks asani chahta hai... aglli dunia kis ne dekhi hai... zaban se to sab kalima partay hain... or ess umeed pe jeetay hain kay kal jannat mian jayen gay sab... Yeh halat security guard ki woh bala air conditioner ki job chor kar kyun garmi main jaye ga... or mazdoori bhi aj kal nahi milti... mazdooron ki tadaad bohat ho gai hai

نبى كريم صلى اللہ عليہ وسلم كا فرمان ہے:
" يقينا آپ اللہ تعالى كا تقوى اختيار كرتے ہوئے جو كام بھى ترك كريں گے تو اللہ تعالى اس كے بدلے ميں آپ كو اس سے بھى بہتر اور اچھا عطا فرمائے گا"
اسے امام احمد نے مسند احمد ميں روايت كيا ہے.
اور پھر اللہ تعالى تو اس سے قبل يہ فرما چكے ہيں:
{اور جو كوئى بھى اللہ تعالى كا تقوى اختيار كرتا ہے اللہ تعالى اس كے ليے نكلنے كى راہ بنا ديتا ہے، اور اسے روزى بھى وہاں سے عطا كرتا ہے جہاں سے اسے گمان بھى نہيں ہوتا، اور جو كوئى اللہ تعالى پر بھروسہ اور توكل كرتا ہے، تو اللہ تعالى اسے كافى ہو جاتا ہے} الطلاق ( 3 - 4 ) .
 
nisarhamad

Regular Member
Feb 24, 2015
70
36
18
اللہ تعالٰی نے اپنی ہر آیت میں صحیح وضاحت فر ما دی ہے مگر ہم وہ کمزور مسلمان ہے جن کے متعلق اللہ نے فرمایا ہے جہاں جان پہ بن رہی ہو وہاں [اللہ کی نام کے بغیر
کوئی چیز نہ کھاؤ الاّ یہ کہ اگر مجبور ہو جاؤ]دوسری جگہ پہ اللہ فرماتا ہے اگر جان
پہ بن جائے تو کفر کا دعوٰی بھی کر سکتے ہو اس لیے فتوٰی ٹھیک ہے مگر مجبوری کی حالت میں نرمی ہے یعنی بینک کی ملازمت کسی کی مجبوری بھی تو ہو سکتی ہے
 
Top