agar yon hi ye dil satata rahega
to ik din mera ji hi jata rahega
to ik din mera ji hi jata rahega
main jata hun dil ko tere pas chore
meri yad tujhko dilata rahega
meri yad tujhko dilata rahega
gali se teri dil ko le to chala hun
main pahunchunga jab tak ye ata rahega
main pahunchunga jab tak ye ata rahega
qafas main koi tum se ai ham-safiron
khabar kal ki hamko sunata rahega
khafa ho k ai "Dard" mar to chala tukhabar kal ki hamko sunata rahega
kahan tak gam apna chupata rahega