aik aur ghazal doston ki nazar UMEED HAI APPKO PASAND AYEGI

  • Work-from-home

anniasim

Newbie
Sep 17, 2010
37
32
0
chand be noor hai koi usko roshan mahtab kare
wo jhalak dikhaye zara mere dil ko betaab kare

tanhai ki kitab main band hon main,sukhe phool ki tarha
khole koi kitab sukhe phool ko shadab kare

mojon main doobti hon ubhar atti hon
koi to leher barhe ,bhar k mujhe zer e aabb kare

:)aur mera sab se pasandida shair arz hai:)

hujoome dostan main bhi ,main tanha ho gai hon
mere mehbob se kaho ab aur na mujhe barbad kare

ab to meri riyazatoon ka samar de moola
koi to aye aa ke mujhe abad kare
 

SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
hmmm nice shayri....... :-bd

tanhai ki kitab main band hon main,sukhe phool ki tarha
khole koi kitab sukhe phool ko shadab kare

hmmmmm mera favourite to yeh wala hai very nice.....

keep sharing with us.... :D
 

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
hmmmm....
well done...achi koshish hai..
MashAllah achi ghazal hai..
But

mojon main doobti hon ubhar atti hon
koi to leher barhe ,bhar k mujhe zer e aabb kare

Ye sher mujhe samjh nahi ayaa kyun k aap laher se kah rahi hai k Zer e aab kare..
mere khyal me aise hona chahiye tha..
Moujon me doobti hun ubhar aati hun
koi to laher barhe,barh k mujhe kinar e aab kare:p

Mei shayera nahi hun..plzzz mazerat k saath,,if im wrong..extr.sorry

Shikwa-e-ashq nahi Jurat-e-guftar nahin
mary hathon main jabar ki talwar nahin
Ibn-e-Adam hun insan se Mohabat ki hai
Aag ka chand ka Pathar ka paristar nahin
ae khuda mujh ko meri Ibadat k badly Mohabat de de
Main teri kisi b jannat ka kharidar nahin
jis ne insan se mohabat hi na ki ho
wo dar haqiqat khuda ka b talabgaar nahin

 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
chand be noor hai koi usko roshan mahtab kare
wo jhalak dikhaye zara mere dil ko betaab kare

tanhai ki kitab main band hon main,sukhe phool ki tarha
khole koi kitab sukhe phool ko shadab kare

mojon main doobti hon ubhar atti hon
koi to leher barhe ,bhar k mujhe zer e aabb kare

:)aur mera sab se pasandida shair arz hai:)

hujoome dostan main bhi ,main tanha ho gai hon
mere mehbob se kaho ab aur na mujhe barbad kare

ab to meri riyazatoon ka samar de moola
koi to aye aa ke mujhe abad kare
waah mohtarma kya baat hai
lajwaab khaas kar apka paseendida sher hame bhi pasand hai :)

hujoome dostan main bhi ,main tanha ho gai hon
mere mehbob se kaho ab aur na mujhe barbad kare
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
hmmmm....
well done...achi koshish hai..

MashAllah achi ghazal hai..
But

mojon main doobti hon ubhar atti hon
koi to leher barhe ,bhar k mujhe zer e aabb kare

Ye sher mujhe samjh nahi ayaa kyun k aap laher se kah rahi hai k Zer e aab kare..
mere khyal me aise hona chahiye tha..
Moujon me doobti hun ubhar aati hun
koi to laher barhe,barh k mujhe kinar e aab kare:p

Mei shayera nahi hun..plzzz mazerat k saath,,if im wrong..extr.sorry

masha Allah kya baat hai
shayeta nahi to ye haal hai agar shayera hote to kya hota
waise aap bohot ache shayera ho hamare liye :)
 
  • Like
Reactions: ~Bahaar~

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
hehehe....nahi janab...

Lafzon ki tarteeb hume nahi aati..
Radeef aur Qafiye ki tameez hume nahi..

Lekin koshish kartay hain,nakaam hote hain.. :p
anyhw Hausla afzaayi ka shukrya..


 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
hehehe....nahi janab...

Lafzon ki tarteeb hume nahi aati..
Radeef aur Qafiye ki tameez hume nahi..

Lekin koshish kartay hain,nakaam hote hain.. :p
anyhw Hausla afzaayi ka shukrya..


waah ji kya andaz hai

na lafzon ki tarteeb na radeef qafia ki tameez
...........................................................................

is ko mukammal karen ham to karne se rahe
 
  • Like
Reactions: ~Bahaar~

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513


waah ji kya andaz hai

na lafzon ki tarteeb na radeef qafia ki tameez
...........................................................................

is ko mukammal karen ham to karne se rahe
Shayer Hazrat se mazerath k saath:p;)


Lafzon ki tarteeb hume nahi aati
Radeef aur Qafiye ki tameez hume nahi aati
phir bhi meherban kahte hain hume shayera
kyun k humara dil torne ki tarkeeb unhe nahi aati:p:D
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Shayer Hazrat se mazerath k saath:p;)


Lafzon ki tarteeb hume nahi aati
Radeef aur Qafiye ki tameez hume nahi aati
phir bhi meherban kahte hain hume shayera
kyun k humara dil torne ki tarkeeb unhe nahi aati:p:D
waah kya baat hai ham to dher hogaye

ab kaun zalim hoga jo dil todega :p
 
  • Like
Reactions: ~Bahaar~

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513


waah kya baat hai ham to dher hogaye

ab kaun zalim hoga jo dil todega :p
Dher mat hoiye warna TM k poetry section ka kya hogaa...:)):))
Abhi humari decent si shayera Anniasimji dekhengi k unke sanjeeda thread me fun horaha hai to fauran hume nikal baher karengi..:eek::p
aapka kya hai aap to shayer ho...punishment to hume milegi.:(:(

 

anniasim

Newbie
Sep 17, 2010
37
32
0
hmmmm....
well done...achi koshish hai..

MashAllah achi ghazal hai..
But

mojon main doobti hon ubhar atti hon
koi to leher barhe ,bhar k mujhe zer e aabb kare

Ye sher mujhe samjh nahi ayaa kyun k aap laher se kah rahi hai k Zer e aab kare..
mere khyal me aise hona chahiye tha..
Moujon me doobti hun ubhar aati hun
koi to laher barhe,barh k mujhe kinar e aab kare:p

Mei shayera nahi hun..plzzz mazerat k saath,,if im wrong..extr.sorry

salam and thanks app sab ka k app ne meri ghazal ko pasand kia.

main bhi koi shaiyra na ho janab main to bas apne dimagh main bewaqt ane wale chand khayalon ko alfaz main bayan karti hon aur bas.
app ne jo sher banaya hai bohat khub mujhe khushi hai k mujhe app jese doston ka sath mila jo meri ghaltion ko sai karne main meri madad karen ge thanks again alot
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
tanhai ki kitab main band hon main,sukhe phool ki tarha
khole koi kitab sukhe phool ko shadab kare

very well done anni siso:-bd

keep it up anni siso u r superbb :)


n i must say ranger is right here

Moujon me doobti hun ubhar aati hun
koi to laher barhe,barh k mujhe kinar e aab kare:-bd
 
  • Like
Reactions: ~Bahaar~

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
boht hi aala....
ap ne boht umdah likhi..khaylat boht khoobsorat hain..
har lafz or misra boht khoob hai..

mojon main doobti hon ubhar atti hon
koi to leher barhe ,bhar k mujhe sahil e aabb kare

ese ho agr to zyda behtar hota.:)
likhte rhen
chand be noor hai koi usko roshan mahtab kare
wo jhalak dikhaye zara mere dil ko betaab kare

tanhai ki kitab main band hon main,sukhe phool ki tarha
khole koi kitab sukhe phool ko shadab kare

mojon main doobti hon ubhar atti hon
koi to leher barhe ,bhar k mujhe zer e aabb kare

:)aur mera sab se pasandida shair arz hai:)

hujoome dostan main bhi ,main tanha ho gai hon
mere mehbob se kaho ab aur na mujhe barbad kare

ab to meri riyazatoon ka samar de moola
koi to aye aa ke mujhe abad kare
 

Khamoush_Naina

TM Star
Sep 18, 2010
1,423
467
383
32
Karachi
nice shayri

---------- Post added at 10:03 AM ---------- Previous post was at 10:01 AM ----------

tanhai ki kitab main band hon main,sukhe phool ki tarha

good hoorin sis
 
Top