Ak Shararat Kartay Hain
Aao Mohabbat Kartay Hain
Hansti Aankhon Say Keh Do
Darya Hijrat Kartay Hain
Kuch DIL Aisay Hotay Hain Jin Per
Ham Bhi Hakomat Kartay Hain
Koii Baat Tu Hay Mujh Main
Dushman Bhi Izzat Kartay Hain
Zinda Rehna Hay Dushwaar
Acha Tu Himmat Kartay Hain
Waisay hotay nahi hain loog
Jaisi chahat kertay hain
Aksar Apnay Aap Say Ham
Teri Shikayat Kartay Hain
Aao Mohabbat Kartay Hain
Hansti Aankhon Say Keh Do
Darya Hijrat Kartay Hain
Kuch DIL Aisay Hotay Hain Jin Per
Ham Bhi Hakomat Kartay Hain
Koii Baat Tu Hay Mujh Main
Dushman Bhi Izzat Kartay Hain
Zinda Rehna Hay Dushwaar
Acha Tu Himmat Kartay Hain
Waisay hotay nahi hain loog
Jaisi chahat kertay hain
Aksar Apnay Aap Say Ham
Teri Shikayat Kartay Hain