Apnay honton par sajana chahta hon Aa tujhe main gungunaana chahta hon

  • Work-from-home

rehanckl

Newbie
Jan 28, 2010
1,485
1,215
0
33
Apnay honton par sajana chahta hon
Aa tujhe main gungunaana chahta hon

Koiy Aansoo teray daaman par ghiraa karboond ko mooti banana chahta hon

Thak gia main kartay kartay yaad tujh ko
Ab tujhe main yaad Aana chahta hon

chaa raha hay saary basti main andhera
roshni ko ghar jalaana chahta hon

Aakhary hichki teray zaanon pay AayeMoot b main shairaana chahta hon

Apnay honton par sajana chahta hon
Aa tujhe main gungunaana chahta hon
 
  • Like
Reactions: nrbhayo
Top