Aye watan hum hain teri shama k parwanon main

  • Work-from-home

Dark

Darknes will Fall
VIP
Jun 21, 2007
28,885
12,579
1,313
Aye watan hum hain teri shama k parwanon main
Zindagi hosh main hay josh hay imanoon main

Dil us shakh ki manddn hay yeh tapte mahdan
Yeh lachakte huwe jungal yeh therakte huwe arman
Yeh paharoon ki ghataon main jawani ki uthaan
Yeh machalte huwe daryaon main angrayi ki shahan
Kitne roshan hain diye tere shabistanon main

Tere mazdoor ki aankhon k sharare le kar
Tere dhekan k mathe k sitare le kar
Chandani boyen ge jhilte huwe mahdanon main

Hum tujhe aag ka darya naheen banne deen ge
Nafrat ka tamasha naheen banne deen ge
Tuj ko paleen ge mohabbat k gulistanon main

Aye watan hum hain teri shama k parwanon main
Zindagi hosh main hay josh hay imanoon main
 
  • Like
Reactions: nrbhayo
Top