Bro n Sis

  • Work-from-home

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
Assalam-o-Alikum..

kia hal hai app sub ka..

well app sub bro n sis k relation ka paa hi hoga k kitna strong relation hota hai so app apne words main in k relation ko explain karain...

or dosra yeh hai k.. maine aksar larkioon ko dekha hai k unko apne bahioon se shekayat hoti hai k wo humhare bahi sahi se baat nahi karte fair nahi rehte.. apna kaam karwate rehte hai..

to phir app in behno ko kia advice dogi or app ki expect karti hoon apne bahioon se..

hope app log yahan ache se reply do.. thanks..
bye

Allah hafiz :)

 

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
well..bhai agar koi kaam karte bhi hai behnoo ke lie woh kabhi galat hota nhi hai...woh bhala hi chahte hai....for example...agar koi larki kisi ko like karti hai or pyar karti hai...or uske bhai ko pata chalta hai..so its obvious ke woh angry hota hai nd woh apni behan ko us larke se baat nhi karne deta...or kabhi kabahr bhai us larke ke ghar bhi chala jata hai or bolta hai ke meri behan se door raho... ab ap log kaho ge ke bhai bhi tu larke hai..or woh bhi kisi larki ko pasand karte hoge...nd woh larki bhi kisi ki behan hoogi..tu uska bhai ko bhi gussa ata hooga... tu iska matlab yehi hi hota hai ke bhai bhi galat kaam karte hai lakin woh galat kaam bhalaye ke lie bhi hote hai kabhi kabhar...agar yeh cheezei sahi age mei hoo tu behtar rehta hai..or agar jaldi age mei hotu insaan ko pehle educated hona chahiye..i mean first woh apni education mei tawajja dei...pher yeh cheezain uske baad soche...haa agar ap ki education khatam hoochuki hai den ap apne parents ko bata doo..woh bhi kuch nhi kehte.... so mostly aise kaamo mei ap bhai ko doosh nhi dei sakte... or rahi baat dosri...woh ap log batao..meine bas is nazarye ki baat bataye... i hope u guyz get my point..:)
 
  • Like
Reactions: nrbhayo

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
aik dum new or bohat change or zaberdasst topic lagaya hai pari..

well behan bhayon k baray may ziyada koch nahi bas yehi kahongi k jis tarhaan ammi abu k sath humaraa bohat piyaar hota hai or wo humaray liye kabhi ghalat nahi soch skatay isi tarhaan hum bhayon yah behno ssay bhi utna he piyaar kartay hain or hamesha yehi hope kartay ayein hain k wo hamesha humaray liye acha sochtay hain..

well main larkion ko bhayon ko bura bhalaa kehne k liye sirf yehi kahongi k jin k pas bhai nahi hain un say bhayon ki qadar pochi jay..or bhayon ka ghusay may rehna he thik hai..or wo bhi parents ki tarhan her jaiz wishes pori karnay may kabhi dair nahi kartay..
 
  • Like
Reactions: nrbhayo

sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
bhayion ko chaheya k apni behno ki bhi khshi ka khayaal rakhain aksar families main aisa hota hai k bhai apni behno ko khaas ahmiat nahi detay aur har cheez par apna haq samajhtay hain is liya un ko ghuroor hojata hai apnay aap par jab k wo kisi qabil bhi nahi hotay
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
thx 4 replying every1...

well dats rite jo bhi app sub ne kahan...let c more replies...



 

chota_don

Active Member
Jul 9, 2008
250
121
743
39
May kya batoo meri to bhena hi nahi ahi Eik thi us ko Allah nay cheen liya muj say .
 
Top