||| Can Money Buy The Happiness? |||

  • Work-from-home

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
no n never..may waisay may totally money k agianst hon..or is topic per to totally against may hon
money waqai ati jati chez hai or money say khusiyaan to nahi..haan ghum or lariyaan zaroori milain gein..coz jitna ziyada money hoga utni ziyada lariyaan or gher ka sakon barbad hotay nazar aya hai
 
unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
no we cant buy happiness wid the help of money....mana k money k baghair is dunia may rehna mumkin nahe but insan apni khushian kabhi money say nahe khareed sakta..but aik taraf ye point positive bhi hai k ager ap k pas money hoga to ap sakoon ki or khushi ki life guzaro gay but ager nahe hoga to ofcourse ap k pas phir koch bhi nahe hoga
so i m agree wid both
 
HaRrIz

Newbie
Nov 20, 2007
346
59
0
38
Salamz.. Achey Reply They Par Ap Logon Nai Topic Sahi Se Read Nahi Kya .. Ek Khattoon Is Topic K Against Hai Pata Nahee Kyun?? Waja Bata Deen Kyun Against Hain Warna Topic Again Parhen.
 
Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
money can buy everything money can buy u a world... a house.. ur fav car ne thing u wish 2 have but money never can buy u happiness... :)
 
sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
main tm sub k against hoon zara ghor se suno

money se khushi buy ki jasakti hai lakin har khushi nahi agr aap log ye sochtay hain k ss kia keh rahi hai to zara kisi ghareeb k bachay se poocho jis k pass eid par pehnnay k liy new dress na hon school k liya fee na hon new books available na hon zara un longo se poocho jin ki betian sirf is waja se ghar par hain k wo jazaiz nahi de saktay zara un longo se poocho jin ko is dor ki mehgai nay maar daala

agr kisi greeb k bachay ko eid par new dress dia jye to kia wo khush nahi hoga kia aap kop roohani khushi nahi milay gi??? yes or no

agr kisi bachay ki school ki fee ada kr di jye to us k parents aap k liya dua nahi karain karain gay k aap waqt par us k kaam aye?? yes or no

mony se har khushi nahi lakin doosron k liya apnay liya khushyan zuroor buy ki jasakti hain

lakin sirf ye sochna mony mony mony thats wrong aur waisay bhi ye topic to nahi hai na
sirf mony ho haan
m i wrong??
 
RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
~*SS*~ said:

haan Ss may bhi unhe loogn k aginst hon jo money ko apna sab koch smajh letee hain..or pas paison ka bhoot un k dimagh per sawar rehtaa hai..
 
unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
HaRrIz said:
Salamz.. Achey Reply They Par Ap Logon Nai Topic Sahi Se Read Nahi Kya .. Ek Khattoon Is Topic K Against Hai Pata Nahee Kyun?? Waja Bata Deen Kyun Against Hain Warna Topic Again Parhen.
kahin ye mein to nahe {}{78iu
 
HaRrIz

Newbie
Nov 20, 2007
346
59
0
38
SaLaamz .. Sab Se Acha Reply Or Samjh Aney Wala Reply Unique Style Ka Thaa.. Go A Head Buddy .. God Bless Yaa.
 
Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
i guess money could buy anything but it can never buy happiness... even though if it could but can't b 4vere...
 
Top