well, i think its a nice topic ....
mein aap logo ko ek bat bata ta hon ...
aap logo ko pata hai k hamari is ummat par Alllah ka zada azaab kiun nahi ata .... i mean waysa azab jaysa k pehli ki umato par ata tha .....
Hazrat Muhammad SAW say pehle ki jo ummatein thin ... un logo par bahut sakht sakht azab aa chukay hain .... kissi ko samnder nay mita dia kisssi ko zameen nay nigal lia ... or bhi bahut kuch
per is ummmat par yeh azab is lie nahi ata coz yeh ummat Allah say Astaghfar karti hai ......
coz Allah apnay bando say 70 mao(mothers) k barabar piyaar karta hai .....
to jaab koi ek ma apnay kisi bachay ki bari say bari ghalti ko maaf kar deti hai to Allah to hum 70 mao k bara bar piyaar karta hai to wo kayse hame maaf nahi kare ga .... but hum phir bhi gunnah pay gunnah kartay rehte hain
anywayz nice topic
respect added for ya
Astaghfirrullah
Astaghfirrullah
Astaghfirrullah
Astaghfirrullah