Debate Round - Team A Vs Team B - 2nd Round ( Back To Back Games Again)

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

Mahen

Alhamdulillah
VIP
Jun 9, 2012
21,845
16,877
1,313
laнore
koi bi nahi :( kia kiya jaye ???
aik to u ny time bi 11 ka kar dia :(
koi nahi hai tou simple wait karye .. time ab mein pouch k deti :-? abi tou fir mein 10/11 bajye end kar deti ho phly sara din sari rat chlta ta round ..!
 
shzd

*$* ShAzi Ch00zA *$*
Super Star
Jun 24, 2013
5,292
1,542
1,313
jannat
ab ap k samny haim main akela he behas karon kia :(:( main to wait kar raha hon na... ye points kis ko mily gy??
ary bro jab bat wazeh hy to aap kiun kisi ka wait kr ray ho chup kr k surrender kro k sirf payar se hi tarbiat hoti hy bachon ki.
maar to sara sar bigarrr hoti hy
 
shzd

*$* ShAzi Ch00zA *$*
Super Star
Jun 24, 2013
5,292
1,542
1,313
jannat
aesa piyar bi kisi kaam ka nahi mere bhai jo bachy ko bigaar dy.. agar maar ka dar bachy main nahi hoga to wo piyar se bigry na k acha bany ga :)
jitna piyaar ka haq hai utna he maar ka bi..
mar to baro baro ko seddha kar deti hai . bachy maar k dar se ziyada party hain :)
lo g kia baat hy bachy maar k dar se ziada parrhty haain kia bat hy.??? wht is thissss
o mery dosto baat parrhny ki ho rai hy ya tarbiat ki??
taaleem to tarbiat ka ek juzz hy busss.
aur tarbiat wohi thi jo meri nibi (saw) ki unki maa hazrat aamana ne ki.. 6 saal tak.
lakin us mn ne kaheen maar thi aur na hi taaleem ka koi ansaar
mera yeh daawa hy k wo tarbiat dunya k sbb se aala shkal hy tarbiat ki...

baqi @Mahiya aur baqi mem. achy se jaanty hain.
thiss is prooof
jis pe aitraaz aaj tak kaafiron ne bhi ni kiaaa.
baqi koi kuchh b keh skta hy
 
Asif_Khan

* L0vE FoR ALL*
TM Star
Aug 9, 2013
4,804
1,987
263
In FrienDs HEART Always...

bhai haam aj k bacho ko apny nabi se mila rahy hain kia ..toba..
bro wo ALLAH k nabi hain..
hum sirf bacho ki baat kar rahy hain..
maar ka hukam to humary NABI ny bi dia hai.... NAMAZ k bary main to ap kesy keh sakty ho k maar lazmi nahi hai :)
@Mahiya
 
shzd

*$* ShAzi Ch00zA *$*
Super Star
Jun 24, 2013
5,292
1,542
1,313
jannat
@Asheer

haan baat to waziya he hai k maar bi piyar k sath honi chahiye :)
thanks ap ny maan lia
chl aap kuchh to many lakin aaj k topic se aap phir b hat ry hain .
kiiun k tarbiat mn maar ka mtlab sirf waldain ya guardian ki tarf se bachy pe koi baat zabardasti dalna hota hy..aur zabardasti ki mar to maar hoti hy lakin aap ne apny bayan mn fifity fifty to khud maan liaaa.baqi neechy ki line parrhain
kiun agr bacha koi kaam krna kliy raaz hy to thorri mar k b zarurat ni hoti...
iska mtlab payar se sbb chlta hy jab bachy ka payar se mind bana dia jay to koi aisy baat ni bachti jo usko maar k krwana parry ya zabardasti.
zabardasti ka mtlab dilo dimagh mn jang hy.
aur nateejah kharaab
 
Asif_Khan

* L0vE FoR ALL*
TM Star
Aug 9, 2013
4,804
1,987
263
In FrienDs HEART Always...
chl aap kuchh to many lakin aaj k topic se aap phir b hat ry hain .
kiiun k tarbiat mn maar ka mtlab sirf waldain ya guardian ki tarf se bachy pe koi baat zabardasti dalna hota hy..aur zabardasti ki mar to maar hoti hy lakin aap ne apny bayan mn fifity fifty to khud maan liaaa.baqi neechy ki line parrhain
kiun agr bacha koi kaam krna kliy raaz hy to thorri mar k b zarurat ni hoti...
iska mtlab payar se sbb chlta hy jab bachy ka payar se mind bana dia jay to koi aisy baat ni bachti jo usko maar k krwana parry ya zabardasti.
zabardasti ka mtlab dilo dimagh mn jang hy.
aur nateejah kharaab
humara topic hai k piyaar k sath maar na k only maar..

pehly topic parho :p
@Mahiya
 
shzd

*$* ShAzi Ch00zA *$*
Super Star
Jun 24, 2013
5,292
1,542
1,313
jannat
bhai haam aj k bacho ko apny nabi se mila rahy hain kia ..toba..
bro wo ALLAH k nabi hain..
hum sirf bacho ki baat kar rahy hain..
maar ka hukam to humary NABI ny bi dia hai.... NAMAZ k bary main to ap kesy keh sakty ho k maar lazmi nahi hai :)
@Mahiya
kia baat hy jnab
mila ni rahy yahi to problem hy dost
k hmain milana hy un se
unk jaisa banana hy hum ne apny bachon ko.
iska hukam hy sunnat kehty hain iskoo
aap ki itaala k liy bataya hy.
haan apko na banana ho shaid apny bachon ko mujhy khwahish hy k mery bachy sunnat pe amal paira hon har kaam waisa krn jaisy mery nabi(saw) ne kia.

jab koi daleel ni nikli to toba toba parrh di. insaan aisa hi hy. jab koi tadbeer ni nikalti to toba kr shary khraa hota hy.

lakin yeh debate hy bro.
aapko koi daleel deni hy mazboot
jo aap dy ni pay
try again same point

@Mahiya
point to b noted
 
Status
Not open for further replies.
Top