Eid-e-Milad Un Nabi (sallalahu alaihe wassalam) Quran-o-Hadith ki Roshni main Jaiz!

  • Work-from-home

Mehreen12123

Newbie
Jan 24, 2013
6
4
3
اگر آپ آئمہ کرام سے ثابت کر سکتے ہیں تو مہربانی کر کے امام ابو حنیفہ رحم اللہ سے ثابت کریں. اور یہ بھی بتایں کہ انھوں نے پہلی میلاد شریف کب اور کہاں منائی
تا کہ باقی سب بھی آپ کے علم سے فائدہ اٹھائیں

[DOUBLEPOST=1359047897][/DOUBLEPOST]Eid Milad un Nabi Salallahu Alayhi WasalamOr Aqida or Saboot
 
Attachments

  • Like
Reactions: Abidi

lovelyalltime

I LOVE ALLAH
TM Star
Feb 4, 2012
1,656
1,533
913
lekon sochnay wali bat ye ha k agar jo tarjuma unho ne tabdeel kiya wo b aik insan ne he likha tha aur wo insan b ghalti kar sakta ha to phir aapka ye kehna nahi banta k unka naam iss lie tameez se nahi lena chahyay k unho ne tarjumay ko badal dala,

shuru se lay kar boht se logon ne Quran pak ka urdu main tarjuma kiya aur in sab tarjumon main boht se faraq aur ikhtalafat mojud hain lekon siraf Imam Ahmad Raza ko he hadf'e tanqeed kioun banaya jata ha? iss sawal k jawab ke detail main jaaen to behas lambi ho jaae gee,lekon agar siraf 3 lafzon main iss sawal ka jawab dhunda jaae to wo ye ho ga:
"kadurat,bughaz,tuassab"
aur agar aap Imam Ahmad Raza ko siraf iss lie bura kehtay hain k aap k nazdeek unka tarjuma ghalt ha to it means k agar hamaray nazdeek baqi tarjumay ghalt hain to aapkay naqsh'e qadam pe chaltay hue humain baqi tarjuma karnay walon ko bura kehna chahyay,lekon ma to har giza bura nahi kahoon ga kiounk iss se un logon ke dil azari ho gee jo un tarjumon ko sahi samajhtay hain,ma to iss nazriyay par yaqeen rakhta hun k humain kisi b maslak se related kisi b musalman shakhsiyat ko bura bhala nahi kehna chahyay,kiounk agar kuch log un shakhsiyat ko ghalat samjhtay hotay hain to boht se chahnay walay b hotay hain jinke dil azari ke jati ha aur kisi ke dil azari b to aik gunah he ha,
agar aap tarjumon ka aik jaiza lain to....
Pehli bat ye nazar aati ha k jin mumalik main b urdu zuban boli ya samjhi jati ha to wahan sab se ziada jis tarjumay ko maqbuliyat hasil hui ha wo Imam Ahmad Raza ka tarjuma he ha,aur ye aik tasleem shuda haqeqat ha k barr'e sagheer Pak'o hind main majority yehi tarjuma parhti aur khareedti ha,ye bat aap kisi b publisher ya book seller se puch saktay hain,
ab aap ye kahain ge k majority kisi cheez ko parakhnay ka miyar nahi ha aur awam to saada loh hoti ha,
lekon agar ulma aur scholars ke taraf dekhain to unke majority b Imam Ahmad Raza k tarjumay ko sahi qarar deti ha,even Moulana Kousar Niazi jaisay neutral mufakar jinho ne har maktaba fikar k ulma se taleem hasil ke unho ne b issi tarjumay ko sahi qarar detay hue dusray tarjumon ke ghaltiyon ke nishandahi ke,
ab aap wohi bat duhraaen ge,k jaisay oper kaha gaya k un ulma karam se samajhnay main ghalti ho sakti ha to phir bat wohien aa kar ruk jati ha k ghalt to aap log aur aap k hum khiyal b ho saktay hain,to phir behtar ha k hum dusron ke islah karnay se pehlay apni islah karain,jo jis tarjumay ko sahi samajhta ha wo ussko parh lay,
kisi ko bura kehnay ke bijaae ye socha jaae k behtar faisla karnay wali Allah ke zat ha k kon sahi tarjuma parhta ha aur kon Quran aur hadees ko sahi samajhta ha.

قرآن کے ترجمے میں احمد رضا خان بریلوی کی طرف سے کی گئی تحریف کے واضح ثبوت
مثال کے طور پر احمد رضا خان کے ترجمہ کے امیجز یہاں لگائے گئے ہییں اور سرخ رنگ غلطی کی نشاندہی کے لئے جبکہ سبز رنگ درستگی کی نشاندہی کے لئے استعمال کی گیاہے
تدعون:
قرآن پاک میں جہاں جہاں تدعون غیر اللہ کی پکار کے لئے استعمال ہوا ہے ، بریلوی صاحب نے جان بوجھ کر وہاں عبادت کا لفظ استعمال کیا ہے ۔ ثبوت کے طور پر یہ آیات ملاحظہ فرمائیے۔
یہاں پہ یہ بات قابل غور ہے کہ جہاں پر تدعون کا ترجمہ پوجنا ہونا ممکن نہ تھا یا وہاں پر غیر اللہ کی پکار زیر بحث نہ تھی وہاں پہ احمد رضا خان صاحب نے ترجمہ صیح کیا ہے
یدع، یدعوا، یدعون:یہاں پہ بھی وہی کام کیا ہے احمد رضا خان صاحب نے جہاں پہ غیراللہ کی پکار کے عقیدے پر زد پڑتی تھی وہاں پر پوجنا اور جہاں پر ضرورت نہ تھی یا ترجمہ نہیں ہو سکتا تھا تو وہاں پر پکارنا
کچھ مزید ثبوت

[DOUBLEPOST=1359054451][/DOUBLEPOST]

سلام. میرا سوال ادھر کا ادھر ہی ہے کہ امام ابو حنیفہ رحم اللہ نے اگر میلاد منائی ہے تو صحیح سند سے ثابت کریں اور یہ بھی بتا دیں کہ کب اور کہاں منائی
[DOUBLEPOST=1359055044][/DOUBLEPOST]
جشن عید میلادالنبی ﷺ منانے والوں کے لئے لمحہ فکریہ
عید میلاد النبی ﷺ یا بارہ وفات۔۔۔؟
آج جو دن عیدوں کی عید قرار دیا جاتا ہے آج سے کچھ عرصہ پہلے بارہ وفات کے نام سے مشہور و معروف تھا اور ایک بریلوی عالم نے اسے عید میلاد النبی قرار دلوایا۔ بریلوی عالم کا اقرار۔
کیا اس سے یہ بات ثابت نہیں ہو جاتی کہ بریلوی علماء اس دن کو جو عید قرار دینے کے لیے قرآن و حدیث سے استدلال کرنے کی کوشش کرتے ہیں وہ صرف دھوکہ و تحریفات کا شاہکار ہوتے ہیں۔
 
Mehreen12123

Newbie
Jan 24, 2013
6
4
3
in main se kon kon se kaam muhammad sallal laho alaihi wasallam or Sahaba-e-Karam (Alehim Ridwan) ke dor main sabit hain agar nahi to phir jo fatwa Milad Un Nab salallahu alayhi wasalam per lgat ho wo ye sary kaam bhi bidyat hain gor farmain[DOUBLEPOST=1359057995][/DOUBLEPOST]daleel illm walon ko di jati he
 
Attachments

  • Like
Reactions: Abidi

lovelyalltime

I LOVE ALLAH
TM Star
Feb 4, 2012
1,656
1,533
913
in main se kon kon se kaam muhammad sallal laho alaihi wasallam or Sahaba-e-Karam (Alehim Ridwan) ke dor main sabit hain agar nahi to phir jo fatwa Milad Un Nab salallahu alayhi wasalam per lgat ho wo ye sary kaam bhi bidyat hain gor farmain

salam. mohterma aap say jo poocha giya aus ka jawab daian. aap nay jo pages attach kiya haian woh aap deoband aur ahlehadees hazrat say poochaian.

main to aik musalman hoon. jis ki bat bhi quran aur sahih ahadees say sabit hoti hai mann leta hoon.

agar aap milad ka saboot quran aur sahih ahadees say daian gee to thaik warna paper attach kernay say kuch nahin banta.

agar milad manan itnay he sawab ka kaam tha to sahabh kew ais say mehroom rahay.
 
  • Like
Reactions: shizz

Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
.. @lovelyalltime bhai aapko mery post ko quote karnay se pehlay apnay sabiqa aur mojuda record ko to madenazar rakhna chahyay tha..ab ma aik aisay banday ke aik aik bat ka jawab day kar apna waqt zaya karoon k jo apni kisi b thread main bar bar duhranay k bawajud b meray sawalat k jawab denay par amada nahi hota aur iss thread main b pehlay yehi kam kar chuka ha,
pata nahi aap main kab koi positive change aaeye gee.
 
فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi

قرآن کے ترجمے میں احمد رضا خان بریلوی کی طرف سے کی گئی تحریف کے واضح ثبوت
مثال کے طور پر احمد رضا خان کے ترجمہ کے امیجز یہاں لگائے گئے ہییں اور سرخ رنگ غلطی کی نشاندہی کے لئے جبکہ سبز رنگ درستگی کی نشاندہی کے لئے استعمال کی گیاہے
تدعون:
قرآن پاک میں جہاں جہاں تدعون غیر اللہ کی پکار کے لئے استعمال ہوا ہے ، بریلوی صاحب نے جان بوجھ کر وہاں عبادت کا لفظ استعمال کیا ہے ۔ ثبوت کے طور پر یہ آیات ملاحظہ فرمائیے۔
یہاں پہ یہ بات قابل غور ہے کہ جہاں پر تدعون کا ترجمہ پوجنا ہونا ممکن نہ تھا یا وہاں پر غیر اللہ کی پکار زیر بحث نہ تھی وہاں پہ احمد رضا خان صاحب نے ترجمہ صیح کیا ہے
یدع، یدعوا، یدعون:یہاں پہ بھی وہی کام کیا ہے احمد رضا خان صاحب نے جہاں پہ غیراللہ کی پکار کے عقیدے پر زد پڑتی تھی وہاں پر پوجنا اور جہاں پر ضرورت نہ تھی یا ترجمہ نہیں ہو سکتا تھا تو وہاں پر پکارنا
کچھ مزید ثبوت

[DOUBLEPOST=1359054451][/DOUBLEPOST]

سلام. میرا سوال ادھر کا ادھر ہی ہے کہ امام ابو حنیفہ رحم اللہ نے اگر میلاد منائی ہے تو صحیح سند سے ثابت کریں اور یہ بھی بتا دیں کہ کب اور کہاں منائی
[DOUBLEPOST=1359055044][/DOUBLEPOST]
جشن عید میلادالنبی ﷺ منانے والوں کے لئے لمحہ فکریہ
عید میلاد النبی ﷺ یا بارہ وفات۔۔۔؟
آج جو دن عیدوں کی عید قرار دیا جاتا ہے آج سے کچھ عرصہ پہلے بارہ وفات کے نام سے مشہور و معروف تھا اور ایک بریلوی عالم نے اسے عید میلاد النبی قرار دلوایا۔ بریلوی عالم کا اقرار۔
کیا اس سے یہ بات ثابت نہیں ہو جاتی کہ بریلوی علماء اس دن کو جو عید قرار دینے کے لیے قرآن و حدیث سے استدلال کرنے کی کوشش کرتے ہیں وہ صرف دھوکہ و تحریفات کا شاہکار ہوتے ہیں۔
woww yar zabardast lovely bro mashAllah se kaafi achi tehqeeq rakhte ho ap
lekin kitna acha hota na agr mukhalif party b kisi tehqeeq ko tehqeeq ki bina pr hi reject karti ya kisi ilm ko ilm ke zariye hi ghalt kehti sad afsos is qoum per jiske nazdeek Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ki Muhabbat Tariqa or ahkamaat bhi koi importance nhi rakhte apni zidd or ana se barh ker
warna baat agr ilm ki hoti to yahan aiteraaz krne walon ki postings main b ilm nazr arha hota shaksi dushmani ka zehr nhi ugla ja rha hota
 
Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
in main se kon kon se kaam muhammad sallal laho alaihi wasallam or Sahaba-e-Karam (Alehim Ridwan) ke dor main sabit hain agar nahi to phir jo fatwa Milad Un Nab salallahu alayhi wasalam per lgat ho wo ye sary kaam bhi bidyat hain gor farmain[DOUBLEPOST=1359057995][/DOUBLEPOST]daleel illm walon ko di jati he
Nice...aapke ye post un logon k lie lamha'e fikriya ha jo siraf melad aur melad mananay walon ko target kartay hain,
 
Mehreen12123

Newbie
Jan 24, 2013
6
4
3
salam. mohterma aap say jo poocha giya aus ka jawab daian. aap nay jo pages attach kiya haian woh aap deoband aur ahlehadees hazrat say poochaian.

main to aik musalman hoon. jis ki bat bhi quran aur sahih ahadees say sabit hoti hai mann leta hoon.

agar aap milad ka saboot quran aur sahih ahadees say daian gee to thaik warna paper attach kernay say kuch nahin banta.

agar milad manan itnay he sawab ka kaam tha to sahabh kew ais say mehroom rahay.[/quote]

pehle ye baat zehan main beetha lain agar ye baatain samajhna chate ho to kis na kis ki pervi karan ho gi
or us ki baat ko hujjt samajh kar us per yaqeen karo kyoun ke bager pervi aap koi baat khud se quran or hadees parh kar samajah nahi sakte kyoun ke Quran e Pak Main Allh Azawjl ka irshad he ke bohat se log
is ko parh kar gumrah ho jainge jis tarha khawarij ne Quran e Pak ki ayaat khud mafhoom khud se samajh kar Hazrat Ali Karam Allah Wajho or sahaba e karam ridwanallah ko mushrik khe diya Ali Karam Allah Wajho ne un se Jang ki bohat mashoor waqia he lehaz khud mujthid ban-ny ki koshis na karain gumrahi ka andesha he abi bhi waqht he ulma e karam ke daaman se wabst hojao Quran e Pak ki is ayat ghor farmain jis main Allah Azawjl irshad farmata he illm walo se pooch lo. ye nahi farmaya ke khud quran or hadees se samajah lo hadees e pak jis ka mafhoom he jis ka koi peer nahi us ka peer iblees he. or mehser main bhi her saksh apne imamo ke saath pukara jaega a hanafiyon, a shafiyon, a hambilyon, a malikyon hadeed ka mafhoom likhne main koi galti ho jaey to Allah Azawajl ki bargah main moafi ilteja he app khud bhi confirm kar lo wo sahi he ya galat magar khud se nahi kisi aalim se.

raha milad ka saboot to pehle apne un kamo per ghor kar lo jo Quran e Pak Main nahi hain or sahabah ne bhi nahi kiye or aap karte ho likhne ko main likh doon magar tum khud behter jante ho[DOUBLEPOST=1359121273][/DOUBLEPOST]Aap ki islah ki neyat se arz he or is ayat e quran e pak per amal ki bhi neyat he jis ka mafhoom ha ke musalman ko samjao ke musalman ko samjahan faida deta he (Allah Azawaj se dua he ke tumehin samajah aajae)

pehle ye baat zehan main beetha lain agar ye baatain samajhna chate ho to kis na kis ki pervi karan ho gi
or us ki baat ko hujjt samajh kar us per yaqeen karo kyoun ke bager pervi aap koi baat khud se quran or hadees parh kar samajah nahi sakte kyoun ke Quran e Pak Main Allh Azawjl ka irshad he ke bohat se log
is ko parh kar gumrah ho jainge jis tarha khawarij ne Quran e Pak ki ayaat khud mafhoom khud se samajh kar Hazrat Ali Karam Allah Wajho or sahaba e karam ridwanallah ko mushrik khe diya Ali Karam Allah Wajho ne un se Jang ki bohat mashoor waqia he lehaz khud mujthid ban-ny ki koshis na karain gumrahi ka andesha he abi bhi waqht he ulma e karam ke daaman se wabst hojao Quran e Pak ki is ayat ghor farmain jis main Allah Azawjl irshad farmata he illm walo se pooch lo. ye nahi farmaya ke khud quran or hadees se samajah lo hadees e pak jis ka mafhoom he jis ka koi peer nahi us ka peer iblees he. or mehser main bhi her saksh apne imamo ke saath pukara jaega a hanafiyon, a shafiyon, a hambilyon, a malikyon hadeed ka mafhoom likhne main koi galti ho jaey to Allah Azawajl ki bargah main moafi ilteja he app khud bhi confirm kar lo wo sahi he ya galat magar khud se nahi kisi aalim se.

raha milad ka saboot to pehle apne un kamo per ghor kar lo jo Quran e Pak Main nahi hain or sahabah ne bhi nahi kiye or aap karte ho likhne ko main likh doon magar tum khud behter jante ho
 
  • Like
Reactions: Abidi

shizz

Active Member
Sep 26, 2012
157
390
113
pakistan
lekon sochnay wali bat ye ha k agar jo tarjuma unho ne tabdeel kiya wo b aik insan ne he likha tha aur wo insan b ghalti kar sakta ha to phir aapka ye kehna nahi banta k unka naam iss lie tameez se nahi lena chahyay k unho ne tarjumay ko badal dala,
shuru se lay kar boht se logon ne Quran pak ka urdu main tarjuma kiya aur in sab tarjumon main boht se faraq aur ikhtalafat mojud hain lekon siraf Imam Ahmad Raza ko he hadf'e tanqeed kioun banaya jata ha? iss sawal k jawab ke detail main jaaen to behas lambi ho jaae gee,lekon agar siraf 3 lafzon main iss sawal ka jawab dhunda jaae to wo ye ho ga:
"kadurat,bughaz,tuassab"
aur agar aap Imam Ahmad Raza ko siraf iss lie bura kehtay hain k aap k nazdeek unka tarjuma ghalt ha to it means k agar hamaray nazdeek baqi tarjumay ghalt hain to aapkay naqsh'e qadam pe chaltay hue humain baqi tarjuma karnay walon ko bura kehna chahyay,lekon ma to har giza bura nahi kahoon ga kiounk iss se un logon ke dil azari ho gee jo un tarjumon ko sahi samajhtay hain,ma to iss nazriyay par yaqeen rakhta hun k humain kisi b maslak se related kisi b musalman shakhsiyat ko bura bhala nahi kehna chahyay,kiounk agar kuch log un shakhsiyat ko ghalat samjhtay hotay hain to boht se chahnay walay b hotay hain jinke dil azari ke jati ha aur kisi ke dil azari b to aik gunah he ha,
agar aap tarjumon ka aik jaiza lain to....
Pehli bat ye nazar aati ha k jin mumalik main b urdu zuban boli ya samjhi jati ha to wahan sab se ziada jis tarjumay ko maqbuliyat hasil hui ha wo Imam Ahmad Raza ka tarjuma he ha,aur ye aik tasleem shuda haqeqat ha k barr'e sagheer Pak'o hind main majority yehi tarjuma parhti aur khareedti ha,ye bat aap kisi b publisher ya book seller se puch saktay hain,
ab aap ye kahain ge k majority kisi cheez ko parakhnay ka miyar nahi ha aur awam to saada loh hoti ha,
lekon agar ulma aur scholars ke taraf dekhain to unke majority b Imam Ahmad Raza k tarjumay ko sahi qarar deti ha,even Moulana Kousar Niazi jaisay neutral mufakar jinho ne har maktaba fikar k ulma se taleem hasil ke unho ne b issi tarjumay ko sahi qarar detay hue dusray tarjumon ke ghaltiyon ke nishandahi ke,
ab aap wohi bat duhraaen ge,k jaisay oper kaha gaya k un ulma karam se samajhnay main ghalti ho sakti ha to phir bat wohien aa kar ruk jati ha k ghalt to aap log aur aap k hum khiyal b ho saktay hain,to phir behtar ha k hum dusron ke islah karnay se pehlay apni islah karain,jo jis tarjumay ko sahi samajhta ha wo ussko parh lay,
kisi ko bura kehnay ke bijaae ye socha jaae k behtar faisla karnay wali Allah ke zat ha k kon sahi tarjuma parhta ha aur kon Quran aur hadees ko sahi samajhta ha.
ap un sb k naam hme ginwa dijye jinhon ne Quran k tarjume main tehreef ki hai,
aap ki itlaa k lye arz hai k Quran ka tarjuma koi tabdeel nhi krta han albatta quran k turjume ki tafaseer log apni marzi se kr dete hain is lye sirf wohi tafaseer qabl e qabool hain jinhe sahi ahadees ki roshni mai bayan kia gaya ho,
aapki baton se saf zahir hai k ap k nazdeek quran ka tarjuma ghalat krna koi ahm bat nhi hai jiska dil chahe is main tabdeeli kr skta hai lekin usko barabar izzat di jae. use kuch na kaha jae or na uski ghalti ki nishandahi ki jae chahe log gumrah hote rhen,[DOUBLEPOST=1359179179][/DOUBLEPOST]
ترجمہ قرآن لغت کی بنیاد پر ہوتا ہے .... اور لغت ایک ایسی چیز ہے کہ کوئی اس میں بد دیانتی کرتے ہوئے قرآن کا ترجمہ کچھ اور کرے گا تو یہ اللہ تعالٰی کے ساتھ اس کا معاملہ ہے۔

قرآن کے ترجمہ میں دیوبند،، اہل حدیث،، مودودی، اور بعض بریلوی ترجمہ کرنے والوں نے بہت ہی عمدہ اور اچھا ترجمہ کیا ہوا ہے اور ترجمہ قرآن کرنے میں کوئی ہیر پھیر نہیں کیا ہے

اب ایک بات آ جاتی ہے ہاشیہ بندی کی..... اس میں لوگوں نے اپنے عقائد پیش کیے ہیں

ویسے میں جناب احمد رضا خان کے ترجمہ کی بات نہیں کی.... کیونکہ انہوں نے جانے کیوں قرآن کو بھی ترجمہ کرتے ہوئے نہیں بخشا اور اسی طرح ڈاکٹر طاہر القادری صاحب ترجمہ قرآن کرتے وقت بعض جگہوں پر ان کو شاید ڈائریکٹ شیطان نے کہا کہ اس طرح ترجمہ کرو

قرآن کی تفسیر کے کچھ اصول ہیں:

تفسیر قرآن بالقرآن.... پہلا اصول یہ ہے کہ قرآن ہی کی آیات کا ترجمہ وتفسیر قرآن ہی کی کسی دوسری آیت سے کی جائے۔

تفسیر القرآن بالحدیث النبوی:... قرآنی آیات کی تفسیر ان احادیث کی روشنی میں کی جائے جو آپﷺ نے بیان فرمائے ہیں اور اپنے اصحاب کو واعظ ونصیحت کرتے ہوئے مذکورہ آیات کی کوئی تفسیر یا تشریح کی وہی اتھنٹک ہے

تفسیر القرآن بآثار الصحابۃ..... صحابہ کرام رضوان اللہ علیہم اجمعین کے بیان کے مطابق

تفسیر القرآن بأقوال الأئمۃ....
ائمہ تفسیر کے اقوال سے مدد لی جائے گی

لیکن اس میں یہ بات قابل غور ہے کہ اگر ہمیں پہلے اور دوسرے نمبر پر تفسیر کے لیے سیر حاصل مواد حاصل ہوتا ہے تو ہم کو اس کے بعد کچھ تلاش کرنے کی قطعی ضرورت نہیں ہے

جب اللہ کے قرآن میں کسی مسئلہ کی وضاحت ہو اور امام اعظم جناب حضرت محمد رسول اللہﷺ کے فرمان میں وضاحت موجود ہو... تو پھر ان دو چیزوں کو چھوڑ کر کسی تیسری کی طرف بھاگنا یقینا گمراہی ہی ہے

ہاں یہ چیز ضرور ہے کہ غیر اہل زبان ہونے کے ناطے عربی زبان کے اصل مغز کو سمجھنے میں کوئی غلطی لگے اور ترجمہ کرنے میں غلطی ہو جائے

لیکن ایک چیز یہ ہے کہ عربی کو اچھی طرح سمجھتے ہوئے.... اصل ترجمہ کی بجائے بد دیانتی کرتے ہوئے کوئی اور ترجمہ کر دیا جائے... یہ انتہائی اعلٰی درجہ کی بد دیانتی شمار ہو گی جو دین اسلام کے ساتھ کی جائے اور مسلمانوں کو دھوکا دینے کے لیے کی جائے

اور بد قسمتی سے جناب مولانا احمد رضا خان بریلوی اس چیز کے مرتکب ہوئے ہیں وہ بھی بار بار
 
Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
...jee @shizz aap mery post ko dobara parhain aur bataaen k ma ne kahan tehreef ka lafz istamal kiya ha jo ab ma aapko tehreef karnay walon k naam bataoon,aap shied mery bat ko sahi samajh he nahi saki hain,ma ne to ye kaha ha k shuru se boht se logon ne tarjuma kiya ha aur sab k tarajum main kaheen na kaheen faraq mojud ha,aur ma ye b nahi kehta k tarjuma ghalt karna aham bat nahi ha,ma to ye keh raha hun k jis tarha aapkay nazdeek dusray tarjum sahi hain aur Imam Ahmad Raza ka tarjuma ghalt ha to ye b to ho sakta ha k dusron ke opinion aap se yaksar mukhtilf ho,
aur siraf meray jaisay kam ilamon ke bat nahi balkay scholars ke majority b Imam Ahmad Raza k tarjumay ko drust qarar deti ha,
ma to boht kam ilam hun magar umeed nahi thee k aap ke malumat mehdud ho gee,
lughat k hisab se hota ha magar kai dafa aik he lafz k meanings aik se ziada hotay hain aur tab he ba muhawira tarjumay main farq aa jata ha,
anyway ma apnay aapko boht kam ilam samajhta hun aur aj kal boht busy b hun,ho sakta ha k ab kuch din tak yahan na aa sakun,jab masrufiyat kam ho gee to In Sha Allah ma trajum k hwala se mazeed study aur research karun ga aur aap b kejiyay ga phir he hum aik dusray ke bat ko sahi tarha se samajh sakain ge,
May God bless u,[DOUBLEPOST=1359189276][/DOUBLEPOST]Baqi agar aapkay nazdeek Imam Ahmad Raza ne musalmano k sath koi bad dianity ya dhoka kiya ha to shukar ha k majority aap se muttifaq nahi aur na he Moulana Kousar Niazi jaisa neutral scholar![DOUBLEPOST=1359189795][/DOUBLEPOST]Molana Kousar Niazi ke opinon k hawala se aik image upload karnay ke koshish kar raha tha magar bar bar try karnay k bawajud nahi ho raha chalain phir sahi,
 
hme ap se mazeed bhs kr k apna wqt nhi barbad krna kyon k apka apki hr post main yehi jawab hota hai k meri post ko dobara parhen ya phir ap ne meri post ko smjha hi nhi,
Allah se dua hai k woh hm sbko deen ki sahi samajh ata frmae or aise logon se bachae jo ankhen hone k bawajood nhi dekh sakte khod to gumrah hain aor logon ko b gumrah kr rhe hain,
lijye ye b dekh lijye apne imam ahmed raza khan sahab ka karnama.
Quran main tehreef01.jpg
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
hme ap se mazeed bhs kr k apna wqt nhi barbad krna kyon k apka apki hr post main yehi jawab hota hai k meri post ko dobara parhen ya phir ap ne meri post ko smjha hi nhi,
Allah se dua hai k woh hm sbko deen ki sahi samajh ata frmae or aise logon se bachae jo ankhen hone k bawajood nhi dekh sakte khod to gumrah hain aor logon ko b gumrah kr rhe hain,
lijye ye b dekh lijye apne imam ahmed raza khan sahab ka karnama.
View attachment 58922

[DOUBLEPOST=1359207977][/DOUBLEPOST]
 
shizz

Active Member
Sep 26, 2012
157
390
113
pakistan
hadees e pak jis ka mafhoom he jis ka koi peer nahi us ka peer iblees he. or mehser main bhi her saksh apne imamo ke saath pukara jaega a hanafiyon, a shafiyon, a hambilyon, a malikyon
sis is hadees ka poora hawala dijye plz[DOUBLEPOST=1359288040][/DOUBLEPOST]
Allah Azawjl irshad farmata he illm walo se pooch lo
is ayat k baray mai bta dijye k is me zinda aalim se poochne ka zikr hai ya phir fot shuda aalim se???
kyon k imam abu hanifa k hawale se b ap log yehi ayat pesh krte hain. or abhi aap zinda aalim se poochne k lye is ayat ko pesh kr rhi hain.[DOUBLEPOST=1359288268][/DOUBLEPOST]
khud mujthid ban-ny ki koshis na karain gumrahi ka andesha he abi bhi waqht he ulma e karam ke daaman se wabst hojao
kia jin jin aalim se aj ap log apnay maslay daryaft krte hain woh mujtahid hain??? kyon k ijtehad ka darwaza to ap log khod hi band kr chuke hain.
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
....@shizz @Mehreen12123 aur baaqi sub khaas dhiyan rakhen ke aap ke posts Quran o ahadeeth ke mutabiq hi hon​
wagarna jese doosre thread me posts delete huwe hain yahaan bhi hongen​
mauzu agar Eid milad ka hai to ise najaiyz Quran o ahadeeth hi se saabit karen​
aur jaaiyz bhi Quran hi se saabit karne ki koshish karen​
kyunke ISLAM me ehmiyat Quran ahadeeth aur Sahaba radiallah anho ke sunnaton ki hai​
inke baad hone wali cheezen biddaten hain​
so TM ISLAMIC section me bhi QURAN O AHADEETH hi ki ijaazat hai baaqi cheezon ki nahin hai shukria !!​
 
lovelyalltime

I LOVE ALLAH
TM Star
Feb 4, 2012
1,656
1,533
913
Read[DOUBLEPOST=1359541686][/DOUBLEPOST]Read
salam. kia jo hawalay aap nay diya haian woh eid milad shareef minanay kay liya kafi haian.

kia aap kay hawalay qurana aur sahih ahadees say khatam ho ker loogoon ki ikhi hoi kitabaian haian.

kia bat hai aap ki.
 
  • Like
Reactions: shizz
Top