Flirt

  • Work-from-home

Dark

Darknes will Fall
VIP
Jun 21, 2007
28,885
12,579
1,313
flirt kis kaam may kiya jata hai wajdaaan? ???konse dunia may rhetee ho app... ::)
-----

??? ??? ::) 8)

ma insano ke donia ma rahta ho ab moja kia pata kis ka bara ma bate ho rhe ha ,piare ka , nafretma, larie ma ,ya pher tang karna ma :(
 
RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
wajdan said:
flirt kis kaam may kiya jata hai wajdaaan? ???konse dunia may rhetee ho app... ::)
-----

??? ??? ::) 8)

ma insano ke donia ma rahta ho ab moja kia pata kis ka bara ma bate ho rhe ha ,piare ka , nafretma, larie ma ,ya pher tang karna ma :(
ofcourse lov ki he baat ho rahi hai :mad:
 
Dark

Darknes will Fall
VIP
Jun 21, 2007
28,885
12,579
1,313
ma kia bato ma to abe chota sa bacha ho ???
 
Dark

Darknes will Fall
VIP
Jun 21, 2007
28,885
12,579
1,313
to kia 16 year ka bucha nahe hota

ap apne mama ya papa sa pocho wo ap ko bucha he samgta ha na ka dadema

;D ;D ;D ;D ;D
 
unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan

Mama papa k liay to bacha ager 100 saal ka bhi ho jay to wo bacha he rehta hai
 
sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
redrose65 said:
sach ko tasleem kar lo wajdaaan :D
Asal baat ye hai hai flirt to dono hi kersaktay hai kyun k aaj kal k zamanay main koi kisi se peechay nahi lakin gurls zara narm tabiat ki hoti hai is liya jald hi involve ho jaati hai aur is ko muhabbat samajhnay lagti hai prob yahi se hoti hai aur wo chahti hain k end shadi par ho jab k boys sirf involve hi hotay hain isay muhabbat nahi samajhtay is liya unko flirt ka naam dia jaata hai larkay 1 se ziada larkyun main bhi involve hosaktay hain kyun k larkon k muqaablon main larkian ziada khoobsurat hoti hain aur wo sirf beuty hi dekhtay hain is liya unko har jaga khoobsurat larki nazar aati hai to wo wahi dil paink waqay hojaatay hain jab k larki narm dil honay ki waja se sirf 1 larkay main hi involve hoti hai agar to shadi ho jye to khair warna muhabbat naakaam kehlaati hai

lakin zuroori nahi k sirf larkay hi flirt hon laila ki khatir baazaar main pathar khanay wala kon tha

majnoo

sheeree ki khatir doodh ki nehar kis nay nikaali (aswali ya naqli i dont know)

farhaad

is k ilawa sassi k saath punnu heer k saath raaja etc

asal baat ye hai k aaj kal sachi muhabbat nayaab hai is liya mera khayaal hai

gurls = guys dono barabar kam koi nahi​

am i right??
 
gurls = guys dono barabar kam koi nahi

am i right??

itna lamba likhna ke kia zaroret the ante

wajdan na kon sa man lana ha ap ke baat ante

ya Flirt ka kame sirf larkia he karte ha

ager mara sath kia to ma ios ka dant tore kar ios ka hath ha da do ga

kio ka wajdan bhoot he haternake ha

;D ;D ;D ;D ;D ;D ;D ;D
 
Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
ss_ss u r right... sub ek hhi j-se hain hur kaam main abh larke or larkiaan barabar hain isliye hum kisi ko nahi kehsakte k kon xadah hain yah kon kum
 
sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
Astaghfirullah i m not anti
understand

aur agar tum kisi k haath tor do gay to tumhaari bhi wig utaar li jye gi is liya bach ker rehna

aur waisay bhi pyaar main badla kia lena muhabbat to naam hi qurbaani ka hai
tor phor kernay ka nahi
ok
 
unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
ss_ss said:
Astaghfirullah i m not anti
understand

aur agar tum kisi k haath tor do gay to tumhaari bhi wig utaar li jye gi is liya bach ker rehna

aur waisay bhi pyaar main badla kia lena muhabbat to naam hi qurbaani ka hai
tor phor kernay ka nahi
ok
Hey ss_ss
Introduce ur self

General>>>Introduce urself
Regards,
Moderator
 
Dark

Darknes will Fall
VIP
Jun 21, 2007
28,885
12,579
1,313
Astaghfirullah i m not anti
understand

aur agar tum kisi k haath tor do gay to tumhaari bhi wig utaar li jye gi is liya bach ker rehna

aur waisay bhi pyaar main badla kia lena muhabbat to naam hi qurbaani ka hai
tor phor kernay ka nahi
ok
samajh agie wajdan
I also agree wid ss_ss

In sab ka ek he jawab ante ss_ss

wajdan in batoo ko nahe manta

Sab bata he ha
;D ;D
 
Top