Gaya zamana boht suhana

  • Work-from-home

Dark

Darknes will Fall
VIP
Jun 21, 2007
28,885
12,579
1,313
Gaya zamana boht suhana
Jo yaad aaun to laut aana

Wo aankhon aankhon main baat karna
Wo baaton baaton main raat karna
Kabhi hasana kabhi rulana
Humain tmhari he justaju hai
Tmhari chahat ki aarzu hai
Hmari chupmain b guftagu hai
Samj sako to humain btana
Jo yaad aaun to laut aana
 
  • Like
Reactions: nrbhayo
Top