*****Golden words*****

  • Work-from-home

Rowais

Newbie
Jul 11, 2007
13
10
0
35
**sub say acha wo wqt hai jo namaz main guzry**
**insano ki by garz khidmat karna insaniyat ki meraj hai**
**jo shuks ALLAH say darta hai wo kabhi badla nahi lyta**
**insan apni toheen maf karsakta hai bhool nahi sakta**
**sucha insan dunya main hamyesha kamyab rehta hai**
**har hal main khush rehna zinda dili ki elamat hai**
**bura na hona bhi naiki hai**
**jis say muhabat ki jaye us say muqabla nahi kiya jata **
**kabhi na girna koi kamal nahi balk gir kar sunbhal jana kamal hai**
**ALLAH hamyesha subar karny walo k satha hota hai**
**kisi ko pa lyena mhabat nahi balk kisi k dil main apny liye jagha bna lyna muhabat hai**
**soch amal ki rooh hai**
**jab dil totta hai to kisi ko pta nahi chalta kyu k dil k tottnay ki awaz nahi hoti**
**jo muhabat ko thukraye wo is bewaqoof ki mannend hai jis ny ghar aii dolat ko thukraya**
 
  • Like
Reactions: nrbhayo
Top