Hüm Nä Bädläìñ Gäy

  • Work-from-home

MAH!

Newbie
Feb 3, 2010
11
11
0
UNITED ARAB EMIRATES
^~“Hum Na Badlen Gay Waqt Ki Raftaar Kay Sath “FARAZ”

~^“Hum Jab Bhi Milen Gay Andaaz Purana Ho Ga . . .”^~


```````Dard Itna Tha Zindagi Men, Dharkan Sath Dene Se Ghabra Gai FARAZ,
.
.
Band Thi Ankhein Kisi Ki Yaad Men, Mout Aai oR Dhoka Kha Gai-·



***Wo Deta Hai Dard Bus Hum Hee Ko

Kiya Samjhega Wo In Ankhon Ki Nami Ko

Laakhon Deewane Hon Jin K "FARAZ"

Wo Kiya Mehsoos Karega Ek Humari Kami Ko.



Mujhe Aaj b us k piyar ki shidat rone nhi deti,

"faraz "

Wo kehta tha main mar jaun ga tumhare ansuon k girny se pehle.




**rat aksar hum se ye sawal krti hai

faraz...

k kon hai tere dil main jo tujhy sone nai deta..



Ik umr ki judai mera naseeb kr k,

Wo tu chla geya hai batein ajeeb kr k.

Tarz-e-wafa ko uski kya naam doon, "Faraz"

Khud door hona chahta ha mujy qareb kr k.



***wo kehta hy pathar dil log rotey nahi faraz.

use kya khabar k chashmy humesha pathron se niklte hain..




**srif samundar hi py moqoof nahi madd-o-jazar..faraz.

chand to dil mein bhi toofaan utha deta hay,,,


**yehi darr tha k humse daman-e-muhabat na chhoot jaey

faraz

maloom na tha kal ye muhabat hi hamein chhor degi...


***bicharrnay walay ye kyon nahi samajhtay "faraz."

k yaadon say mohabbat ka guzaara nahi hota...



**ham bewafa nahi yunhi badnaaam ho gaey Faraz,
hazaaron chahnay waalay thay kis kis se wafa kartay...



*****``````us ki ankhon mein hum nay wafa dekhi thi,

mehktay phoolon ki ada dekhi thi.

yeh na socha tha k wo bay wafa ho ga FARAZ

us mein tu hum nay chahat ki intaha dekhi thi….


***“Mohabbat“ kar sakhte ho to rab se karo FARAZ“ “Mitti k khilono se kabhi “WAFA“ nahi MILTI“


******Hüm Nä Bädläìñ Gäy Wäqt Kì Räftåår Käy Säth “FÄRÄZ”

Hüm Jäb Bhì Mìléñ Gäy Añdååz Püräänä Hö Gä . . . /






 
  • Like
Reactions: nrbhayo
Top