Hijab

  • Work-from-home

JaSmInE-DoLl

Newbie
Mar 11, 2010
3
0
0
Multan
I dnt thnk so...........sub larkia ak jaise nahe hote yae her kisi ki souch hote hae,ap logo nae b ak shair suna he hoga............"jin k cheroo per hoty haen NIQAB,un gunah hotae haen be-hisab"anyway Panchu ungliya braber nahe hote.............
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Wa Alaykum Assalam Wrwb
isme kaafi baaten aachuki hain...ham aur kuch nahi kehna chahte
bas ek point jo isme missing hai wo ye k

asal me Islam ki sahi taleem na hone ki wajhe se Hijab ka maqsad inko nahi pata
kuch to maa baap k kehne par pahente hain
kuch mashre ko dekh kar
kuch isko sahi samajh k aur kuch bas aisi hi fashion ye kuch aur keh lijiye

magar asal maqsad ko agar janna hai to Hijab se related Quran k sare aatay dhundiye aur sath hi Hadees ka mutala ki jiye
phir apni zindagi me amal karen aur uska faidah aur sukun dekhen

Allah hame deen ki sahi samajh aata faramaye Aameen
Jazakallah khair

salam...
i ve a question for u guyz..especially girlz...
ap ne idhar dekha hi hooga ke kuch larkia or ortoon..woh hijab nhi pehanti....nd kuch larkia pehanti hai..tu mera question yeh hai ke woh larkia jo hijaab nhi pehanti..woh q nhi pehanti?...mujhe nhi pata idhar kon kon nhi pehanta...lakin jitni mujhe knwledge hai...mujhe lagta hai larkio ko hijaab pehanna chahiye...{(thinkg)}


---------- Post added at 07:47 PM ---------- Previous post was at 07:45 PM ----------

ye sher ek tohmat hai hamari parda nasheen behno k liye
ye ek shayar ka khayal hai bas aur kuch nahi
aap aaj nazar dauda k dekhiye gunah kahan ho rahe hain
aur pardah aurat ki izzat aur asmat uske rutbe k liye hai

Allah hame deen ki sahi taleem hasil karne ki taufeeq de Aameen

I dnt thnk so...........sub larkia ak jaise nahe hote yae her kisi ki souch hote hae,ap logo nae b ak shair suna he hoga............"jin k cheroo per hoty haen NIQAB,un gunah hotae haen be-hisab"anyway Panchu ungliya braber nahe hote.............
 
Top