How many ducks?

  • Work-from-home

Blue-Black

chai-mein-biscuit
TM Star
May 27, 2014
1,921
607
1,213
KARACHI
جائیے ہم نہیں کھیلتے😐😕😑.
آدھا کیسے؟ کون سا بچہ ہے؟😐. جہاں صرف آنکھیں یا چونچ بھی نظر آ رہی..اسے بھی ایک ہی کاونٹ کرنا ہے😐
umar ke sath sath aap logon ki nazar bhi kam ho gai hai,ghour se dekhen
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
kaam se kab tak bhagengi,
chulha bartan to sanbhalna hi parega 😂 😂
🤣 🤣 🤣 Hum to jaisay haiN waisay hi raheN gay

Aap ki itlaah k liay arz hai k hum chulha bartan sambhalnay k sath sath saleeqa mandi k sabhi kaam ba-khoobi kar letay haiN.
Kaam se nahi bhagtay... daal saaf karnay se katratay haiN.
 

Blue-Black

chai-mein-biscuit
TM Star
May 27, 2014
1,921
607
1,213
KARACHI
🤣 🤣 🤣 Hum to jaisay haiN waisay hi raheN gay

Aap ki itlaah k liay arz hai k hum chulha bartan sambhalnay k sath sath saleeqa mandi k sabhi kaam ba-khoobi kar letay haiN.
Kaam se nahi bhagtay... daal saaf karnay se katratay haiN.
daal saaf kar na bhi ek kaam hai,
daal phir kis se saaf kar wayengi?🤔🤔
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
daal saaf kar na bhi ek kaam hai,
daal phir kis se saaf kar wayengi?🤔🤔
yahan saaf suthri daal mil jati hai.
daal ka naam is liay liya k aik baar PK mein humara dil kiya daal bana k khanay ko..... yaqeen kijiay k itna time laga saaf karnay mein k woh din yadgar ban k reh gaya. Ab to masoor ki daal ko jab b dekheiN wohi din yaad ata hai.
Ab pata nahi k daal hoti hi aisi hai ya humaray sabar ka imthaan tha koyi.
 

Blue-Black

chai-mein-biscuit
TM Star
May 27, 2014
1,921
607
1,213
KARACHI
yahan saaf suthri daal mil jati hai.
daal ka naam is liay liya k aik baar PK mein humara dil kiya daal bana k khanay ko..... yaqeen kijiay k itna time laga saaf karnay mein k woh din yadgar ban k reh gaya. Ab to masoor ki daal ko jab b dekheiN wohi din yaad ata hai.
Ab pata nahi k daal hoti hi aisi hai ya humaray sabar ka imthaan tha koyi.
karachi main to saaf suthri daal milti hai
aap ne sasti wali li hogi 😂
 
Top