Jab Baat Ho Muhabbat Aur Jang ki.......

  • Work-from-home

sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
Asalamo aliekum

Piyaray Saathion

Kia Muhabbat Aur Jang Main Sub Kuch Jaiz Hai?

Meray Khayaal Main Jis
Muhabbat Main Sub Kuch Jaiz Maan Liya Jye To Wo Jald Nafrat Main Badal Jaati Hai.
Aur Jis Jang Main Sub Kuch Jaiz Samjha Jye Wo Kabhi Khatam Nahi Hoti

Aap Ka Kia Khayaal Hai?
 
  • Like
Reactions: SaeedThaheem

pakigirl

Newbie
Jun 3, 2007
815
12
0
37
jung jung hoti hai jung may sab kuch jaiz hota hai per mohabbbat may jung kasi ye tuo koi baat nahi hiu k mohabbat may bhi jung aajaye phir pyar or jung may kiay fark hai jab pyar may bhi jung aajaye
 
Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
yea i m not really agree wid u ss_ss...

muhabbat mein agar sab kuch jaiz ho gaye to ...... mmmmmmmmmmmmmm ...... i dun kno

par
wo muhabbat hi kaysi jo baad mein najfrat mein badal gaye .....

or jung to us waqt tak chalti hai jaab koi ek har na gaye .....

thats wat i thought .....
 
sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
pakigirl said:
jung jung hoti hai jung may sab kuch jaiz hota hai per mohabbbat may jung kasi ye tuo koi baat nahi hiu k mohabbat may bhi jung aajaye phir pyar or jung may kiay fark hai jab pyar may bhi jung aajaye
oho zara ghor se parho k main nay likha hai k

ye baat mashoor kyun hai k muhabbat aur jang main sub kuch jaiz hai.
 
Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
Meray Khayaal Main Jis
Muhabbat Main Sub Kuch Jaiz Maan Liya Jye To Wo Jald Nafrat Main Badal Jaati Hai.
Aur Jis Jang Main Sub Kuch Jaiz Samjha Jye Wo Kabhi Khatam Nahi Hoti
wayse mein ne is cheez ka jawab dia tha ...... :)
 
sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
theek hai actually baat ye hai k
mera matlab hi ye hai k muhabbat main sub kuch jaiz nahi manna chaheya

kyun k dekha gaya hai k jo log limitation ko cross kertay hai ya ye k muhabbat main unk andaza hi nahi hota k un ki family ki bhi koi izzat hai..kyun k agar aap sub kuch jaiz samjhain gay to to har buri baat bhi aap ko achi lagay gi..muhabbat main sub kuch jaiz maan ker yaani apni izzat ko dao par lagana,parents ki izzat kharab,ye sub doosri muhabbaton k liya nafraton ka bais hoti hain.aur jab nafratain peda honay lagain to ye kaisay mumkin hai k doosron ko kanton pay sula ker aap khud muhabbat ki saij par so jyen muhabbat to khatam ho hi gai na(lakin ye baat un longo k liya jo muhabbat main sub kuch jaiz samajhtay hain)

ab baat aati hai jang ki

agar jang main sub kuch jaiz maan liya jye kia ye kabhi khatam hogi.
shayad aap aisay longo se waqif nahi jin k yehan sadion se larayan chal rahi hain aur wo sub kuch jaiz maan ker intihai behrehmi ka muzahira kertay hain..jang k bhi kuch usool hain
jo hamaray pyaray nabi-e-paak(S.A.W) nay 14 sadi pehlay sikhaa diya
us waqt jang main ye kaha jaata tha k jab tum par pehal ki jye to tum bhi muqaabla kerna ,khas tor par aurton aur bachon ,buzurgon ka khayaal aur izzat kerna
isi sila rehmi ki waja se jang main anay walay kitnay qaidi aap huzurary paak (S.A.W)ka husn-e-sooluk dekh ker muslim ho jaatay thay...to kia is se hamain ye lesson milla k jang main sub kuch jaiz hai?????

jia nay kaha hai bilkul ghalat hai aur main is ko nahi maanti k jang aur muhabbat main sub kuch jaiz hona chaheya..

any more question plz???????????
 
Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
ok i dun wannna say anything about dis anymore.......

i think i neva get ur topic anywayz...
one thing i would like ti mention which is when ever u say BAI-e-PAAK (SAW) plzzz plzz plzz always put (SAW) wid that ....

is reply mien aap nay (SAW) nahi likha tha ... but mein ne edit kar k sahi kar dia ... but next time becarefull
ok
thanks
 
sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
DON said:

ok thanx
 
sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
ss_ss said:
DON said:
ok i dun wannna say anything about dis anymore.......

i think i neva get ur topic anywayz...
one thing i would like ti mention which is when ever u say BAI-e-PAAK (SAW) plzzz plzz plzz always put (SAW) wid that ....

is reply mien aap nay (SAW) nahi likha tha ... but mein ne edit kar k sahi kar dia ... but next time becarefull
ok
thanks

THANKS AGAIN
ok thanx
 
Top