jab kabhi kahin waado wafa ki baat chali hai

  • Work-from-home

Dark

Darknes will Fall
VIP
Jun 21, 2007
28,885
12,579
1,313
jab kabhi kahin waado wafa ki baat chali hai
meri ankhon se ashqon ki barsat chali hai

guzra jo kabhi dil se yaadon ka karwan
mere sath ranj o gum ki barat cgali hai

na koi tamanana khawahish,na hi koi arzoo
fir bhi dil main kyun teri chahat chali hai

tuje kiya pataa kiya halaat ho gai tere bagair
ankhen nam,ruh preshan,bejan muskurahat chali hai..
 
  • Like
Reactions: nrbhayo
Top