kaam ki batain

  • Work-from-home

Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar
* khuwaish jab zarorat ban jai tu iis ki takmeel k kayi najaiz rastay khul jaatay hain.

* waqeel aik aisa shaks hai jo aap ki jaidad dushmanon say bacha kar khud lailaita hai

* bacha beemar hou tu maa ko dua mangnay ka saleeqa khud ba khud ajata hai

* tajurba har insan ko kuch na kuch sikhata hai.sirf mohabat k maidan ko chor kar..

*har himakat k bad insan yai sochta hai k yai samajta hai k ab woh bara hogaya hai aur ab woh samajdar hogaya hai lakin ais anahie houta iis ka saboot uus ki agly himakat hoty hai.

*har kamiyab mard k peechay aik aurat ka hath houta hai and har na kamiyab mard k peechay buhat saary auraton ka ,..

*mohabat mazboot dilon ko kamzory ki masq karwaty hai.

*agar ghuror koi ilim houta tu us ki sindh yafta buhat sya houtay .
 
Top