Kash......

  • Work-from-home

Dark

Darknes will Fall
VIP
Jun 21, 2007
28,885
12,579
1,313
kashhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh

larkia aqel mand ho jaei :D
 

yasir

TM Star
Jun 23, 2007
1,011
137
63
37
lahore
KASH.............. ka ma marna na pahla ios ko last dafa dakh lo :'(

davdas ke tara ios ka gur ka samna jane da do :'( :'(
 

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
yasir said:
KASH.............. ka ma marna na pahla ios ko last dafa dakh lo :'(

davdas ke tara ios ka gur ka samna jane da do :'( :'(
ooo God .... Kash YASIR lo WISH puri ho gaye
 

Dark

Darknes will Fall
VIP
Jun 21, 2007
28,885
12,579
1,313
kash me tere haseen hath ka kangan hota
tu bare piyar se chao se bare maan ke sath
apni nazuk si kalai me charhati mujh ko
or be taabi se fuqat ki khizan lamhoon main
doobi jo ghumati mujh ko
me tere hath ki khushbo se mehak sa jata
jub kabhi tu mood main aa kar muje choma karti
tere honton ki mai hiddat se dehak sa jata
raat ko jub bhi tu neendon ke safar pe jati
mar marin hath ka ik takiya banaya karti
main tere kaan se lag kar kai bateen karta
tere zulfoon ko tere gaal ko choma karta jub bhi tu band qaba khoolne lagti jana
pani ankhon ko tere husn se khera karta
mujh ko betaab sa rakhta tere cahat ka nasha
main tere roh ke gulshan main mehakta rehta
main tere jism ke aangan main khataka rehta
kuch nahi tu benaam sa bhandhan hota
kash main tere haseen hath ka kangan hota
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
wajdan said:
kash me tere haseen hath ka kangan hota
tu bare piyar se chao se bare maan ke sath
apni nazuk si kalai me charhati mujh ko
or be taabi se fuqat ki khizan lamhoon main
doobi jo ghumati mujh ko
me tere hath ki khushbo se mehak sa jata
jub kabhi tu mood main aa kar muje choma karti
tere honton ki mai hiddat se dehak sa jata
raat ko jub bhi tu neendon ke safar pe jati
mar marin hath ka ik takiya banaya karti
main tere kaan se lag kar kai bateen karta
tere zulfoon ko tere gaal ko choma karta jub bhi tu band qaba khoolne lagti jana
pani ankhon ko tere husn se khera karta
mujh ko betaab sa rakhta tere cahat ka nasha
main tere roh ke gulshan main mehakta rehta
main tere jism ke aangan main khataka rehta
kuch nahi tu benaam sa bhandhan hota
kash main tere haseen hath ka kangan hota
KASH APP KI YEH KHUAHISH PORI HOON :p
 
Top