Larkay+Larkiyan=Dosti?

  • Work-from-home

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
bas jaa raha hoo hamesha ke lie soone ke lie...bht jaag lia hai...ab soone ka time aagia hai lagta hai..{)^})
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
@ DR UNCLE. ap kia kehna cha rahay hain mughe smjah nahi aye ap ki baat ki.plz thora explain kijye. {(thinkg)}

@ Farry..kis nay kaha hai itni raat ko beth k computer use karo..jaldi so jaya karo na..or phir aisay mess likh k perishan mut karo haan {}{5tr
 

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
arey doo din se computer use nhi kia..ab jakar use kar raha hoo..nd u keh rahi hoo me comp use karta hoo raat bhar...{)^})
 

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
arey meri pyaari behan..zaroori hai ke jab hum apna msn choor dete hai online karke..tu hum online hi hai...mai tu mostly yehi karta hoo ke apna msn khula choor deta hoo..nd switch user karke chala jata hoo....taake me ke comp par koi na aye...{(girlangel)}
 

zard

Newbie
Jan 5, 2010
2
0
901
Larke or larkiyan , aag or petrol ki tarah hai, kisi bhi soorate haal main saath nahi reh sakte, sirf eek pakeezah rishte main rehsakte hai jahan haar cheez jayiz hai...yani shaadi...
 

Ang3l

Newbie
May 20, 2010
202
60
0
31
khi
Pehle mein yeh manti thi k haan gurls n boys can b frndz lekin ab i think i was wrong .....
 

Bela

~*~A|!c3 in w0nd3r|@nd~*~
Active Member
Feb 4, 2010
5,975
3,851
1,113
Madrid, Spain
yap girls n guys can be frnds...........
infact can be most sincere frnds...........
 

CHINTU

Newbie
Mar 24, 2009
349
185
0
37
U.S.A
ye baat sach hai ki ladka aur ladki ke beech ek dosti ka rishta ho sakta hai aur aisi dosti ka rishta jo dosti pakki ho dosti ki jo limits hoti hai us limit ke bahar jakar dosti nahi lekin sachhi aur pakki dosti ho sakti hai
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
impossible {(popcorn)}

jesi dosti larkio ki larkio k saath larko ki larko k saath ho sakti hay wesi dosti aik lakry aur larki may nhi reh sakti
 
Top