main guzra jhonka hun hawa ka

  • Work-from-home

rehanckl

Newbie
Jan 28, 2010
1,485
1,215
0
33
main guzra jhonka hun hawa ka

ik nakaam khiladri hun paayr ka

na ban sakun ga ab kisi ka

aisa thukhraya gaya hun yaar ka

jab mile tmhen jaan to kahdena

kia sila diya hai Aatish ki wafa ka

aye kistarah dil ko qara mere

har sukh rasta dundh leta hai farar ka

na karon yaqeen ab kisi ka

hai andaza muje toote aitbaar ka

har lamha yaad dalata hai

kaise paya hai yeh tuhfaa saza ka...

ujdri barbad zindagi ka hasratun k lutne ka...

apno k dokhe ka tere bharhose ka...

haan ik nakaam khiladi hun pyaar ka...!!!
 
  • Like
Reactions: nrbhayo
Top