Mere dil ki kitab
ko padhna kabhi,
Sapno me aake mujh se
milna kabhi
Maine duniya sajai
hai tere liye,
Meri nazro ki ummed
ban’na kabhi
Bahut dur hai sitaro
se roshan jahan,
Zra humkadam banke mere
sath chalna kabhi
Bahut nazuk seene mai
DIL hai mera,
Tum andaz e mohabbat
banke dha’rkna kabhi