Munkiren-e-Milad ki nayi kahani

  • Work-from-home

The_Dark_Knight

V.I.P Member
Senior Member
Apr 22, 2008
957
472
763
TM
For khan_amer janab mein ghalat tha thekh hai ? abb Eid-e-Milad Quran o Hadith say lazim dikhti hai tu iss ko manain aur jo jo sawalat hain woh aik dafa phir post karain.

And for Precious app ko apna elaaj karwana cahiye isse liye mein kehta hon app Quran o Hadith ko manti nhi so app ko batane aur behas karne ka koi faida nhi. sleep(}
 

faysalanis

Newbie
Sep 28, 2008
2
0
0
aray maray bahi ma app ko kya boloo app log apni apni boltay han chaloo farz kartay han milad karna faraz ha tu humaray nabai nay jo or baatay farmai han un per bhi tu aamaal karoo
ya peer or fakiri chooroo allah say mangoo kay kay allah hi daynay wala ha tum hari ortay tv per ati ha ghar gahr jaa kar tabliq ki dawat dati han ya urtoo ka kaam nai ha tum log wo hi kaam kartay ho jis ma tum hara fida ho aray maray bhi deen ki samaj ha nai tum may tu pahlay din learn karoo phr bahahaas karoo or allah say apnay guhanahoo ki maafi mangoo bayshak alllah maaf karnnay waloo ma say ha or maka or madina ma koi malad shareef nai hoti
app logo jaab hajj per jatay ho tu wapees aakaar ya hi boltay ho kay humari namaz nai howi wahnay kay malvi kay saat or phir apni wo namazay baad ma paharthay ho tu kya tum hara Hajj ho gay ?? bus dost deen ki kami ha or kuch nai allah hum sab ko maaf karay or sherk say bachay ameen
 

The_Dark_Knight

V.I.P Member
Senior Member
Apr 22, 2008
957
472
763
TM
aray maray bahi ma app ko kya boloo app log apni apni boltay han chaloo farz kartay han milad karna faraz ha tu humaray nabai nay jo or baatay farmai han un per bhi tu aamaal karoo
ya peer or fakiri chooroo allah say mangoo kay kay allah hi daynay wala ha tum hari ortay tv per ati ha ghar gahr jaa kar tabliq ki dawat dati han ya urtoo ka kaam nai ha tum log wo hi kaam kartay ho jis ma tum hara fida ho aray maray bhi deen ki samaj ha nai tum may tu pahlay din learn karoo phr bahahaas karoo or allah say apnay guhanahoo ki maafi mangoo bayshak alllah maaf karnnay waloo ma say ha or maka or madina ma koi malad shareef nai hoti
app logo jaab hajj per jatay ho tu wapees aakaar ya hi boltay ho kay humari namaz nai howi wahnay kay malvi kay saat or phir apni wo namazay baad ma paharthay ho tu kya tum hara Hajj ho gay ?? bus dost deen ki kami ha or kuch nai allah hum sab ko maaf karay or sherk say bachay ameen
1. Hum aghar Milad manaty hein tu Huzoor sallalahu alaihe wassalam ki Dosri Sunnaton per amal karna chorty bhi nahi aur unn sy kisi aur ko rokty bhi nahi so app ka yeh ilzaam bilkul bay bunyad hai.

2. Beshak Allah daine wala hai hum ne inkar kiya hai kya ?

3. Humari Ortain aghar Tableegh karti hain tu Ba Parda jati hain app logon ki tarha Lal Masjid aur Jamia Hafsa ki Girls say hum Khulay Amm Jaloos nahi nikalwaty aur hum Eid-e-Milad ka Jaloos karain tu app Bid'at ka fatwa lagaty ho aur khudh apni Aurton say Sayasi Jaloos Nikalwaty ho Sharam ani cahiye.

4. Makkah aur Madinah Mein Milad abb aghar nahi hota tu Pehly tu Hota tha na jab wahan Najdi Government nahi thi aghar iss ka sabot cahiye tu mein dai sakta hon.

5. Haan humari kisi Ghustakh ya Badmazhab ky Peechy Namaz nahi hoti aur yeh sabit kar dein ky Imam-e-Kabah ky Peechy Namaz ada karna Hajj ka aik Rukan hai aur aghar uss ky pechy namaz nah parhi jai tu Hajj nahi hota.
 
Dec 4, 2008
2
0
0
It is a requirement of the Holy Quran to show respect on the Meelad of Rasoolullah (sallal laahu alaihi wasallam). Allah Ta'ala says: "In the bounty of Allah Almighty and His Mercy, in that, let them rejoice, that is better than the wealth they accumulate". (Surah Yunus: 58) Almighty Allah had ordered us to rejoice on His Mercy and Rasoolullah (sallal laahu alaihi wasallam) is the greatest Mercy of Allah Ta'ala to all the Worlds.

In the time of Rasoolullah (sallal laahu alaihi wasallam), the period of the Sahabah and in the period of the Tabi'in, Meelad was not celebrated as it is done in the present form. But the Holy Prophet (sallal laahu alaihi wasallam), Sahabah or Tabi'in did not prohibit it as well. This is an accepted principle of Shari'ah that the performance of something is proof of Jawaaz (permissibility), and not doing it is NOT the proof of its prohibition.

The Meelad celebration is not compulsory. It is Mustahab (recommended). Imam Jalaaluddin Suyuti (radi Allahu anhu) said that it is Mustahab for us to celebrate Meelad of the Holy Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) as to thank Allah. (Ruhul Bayaan)

Although the present form of Meelad is a Bid'ah (innovation) (Bid'ah Hasanah or Good Innovation), but the origin of Meelad is found in the time of Rasoolullah (sallal laahu alaihiwasallam). Rasoolullah (sallal laahu alaihi wasallam) himself made mention of his own Meelad by saying, "I am the Du'a of my father Hazrat Ebrahim (alaihis salaam), I am the good tidings of 'Isa (alaihis salaam), and I am the son of the two slaughtered ones (Hazrat Ismail - alaihis salaam and Hazrat Abdullah - radi Allahu anhu)."

The Holy Prophet's (sallal laahu alaihi wasallam) uncle and an arch enemy of Islam, Abu Lahab, set his slave Thuwaiba free being happy for the Meelad of Rasoolullah (sallal laahu alaihi wasallam). Abu Lahab's punishment is made light every Monday as a reward of his act, i.e. of expressing happiness for the birth of the Holy Prophet (sallal laahu alaihi wasallam). (Bukhari Shareef)

Rasoolullah (sallal laahu alaihi wasallam) expressed the virtues of Jummah (Friday) by saying that Hazrat Adam (alaihis salaam) was born on that day. Therefore, imagine the virtue of that day when Rasoolullah (sallal laahu alaihi wasallam) was born!

Hazrat Imam Shafi'i (radi Allahu anhu) said: "Any thing which opposes (or changes) the Quraan, Sunnah, Ijma (consensus) or the sayings of the Sahabah is Bid'ah. Any good deed which is not opposed to them is praiseworthy". (Meelad celebration does not oppose any of them)

Hazrat Moulana Abdus Sammi' (radi Allahu anhu) has counted 73 names of great scholars of Islam who wrote about the validity of Meelad celebrations. (Anwaare Saati'a)

Allama Jalaaluddin Suyuti (radi Allahu anhu) writes: "The Shari'ah commanded Aqeeqah on the birth (of a child). This is a way to thank Allah and rejoice, but on the time of death no such commandment has been given. In fact, mourning and grieving is prohibited. The same principle of Shari'ah demands that happiness and the joy should be expressed in Rabi-ul-Awwal on the birth of the beloved Rasool (sallal laahu alaihi wasallam) and not grieve on his Wisaal (Departure from this world)". (Husnul Maqsad Fee Amalil Moulid Al Haawi Lil Fatawa)

Imam Suyuti (radi Allahu anhu) writes about Meelad: "According to me, gatherings, recitations of the Quran, mentioning incidents of the holy life of Rasoolullah (sallal laahu alaihi wasallam) and mentioning those signs which appear at the time of his birth are amongst the good innovations in which a person is rewarded because in this there is respect, love and expression of happiness for the arrival of Rasoolullah (sallal laahu alaihi wasallam)". (Al Haavi Lil Fataawa)

Imam Qastalaani (radi Allahu anhu) writes: "In the month of the birth of Rasoolullah (sallal laahu alaihi wasallam) Muslims always had assemblies. In the nights of that month they gave charities and expressed happiness. They always increased good deeds in those nights. They always made arrangements to read the Meelad of Rasoolullah (sallal laahu alaihi wasallam) with the auspicious (hope) that Allah Ta'ala showers His blessings upon them. One of the experienced Barakah (blessing) of Meelad is that the year passes upon them peacefully. May Allah Ta'ala send His Blessings and Favour upon that person who took Meelaad-un-Nabi as Eid, so this Eid should become reason of hardness upon that person who has disease in his heart". (Mawahe bul Le Dunya)



Hazrat Sheikh Abdul Haqq Muhaddith Delwi (radi Allahu anhu) writes: "All Muslims have always celebrated Meelad functions in the month of Rabi-ul-Awwal. They always gave charities in the nights of that month and expressed their happiness. This is a common practice of Muslims that they particularly make mention of those incidents which are related to the birth of Rasoolullah (sallal laahu alaihi wasallam)". (Ma Sabata Bis Sunnah)
 
Dec 4, 2008
2
0
0
ab batao.. aur kitne proofs chahiye...

ek sach baat batau.. bura mat lagana...

Humko Rasulullah Sallahu Alaihe Wasallam se pyaar hai isliye hum Eid-E-Milaad manate hai..

Aur tumko Madrasa-e-deoband se pyaar hai isliye tum uska salana jashn manate ho...

zara ye to batana kis kitaab me likha hai ki madrasa-e-deoband ka salaana jashn mana sakte hai???

agar jawab nahi hai to samajh lo ki tum jhoothey ho.. kyu ki tum hamesha jo kehte ho wo karte nahi... aur jo likhte ho wo maante nahi..

First of all give answer to my question that where it is written to "celebrate the yearly function of madrasa-e-deoband?" if u dont answer this question i wont reply to any of ur comments...

Allah(azzawajal) And His Prophet(sallahu alaihe wasallam) Knows The Best.
 

sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
ap log jo yah comments deiya jaray hain bohat hi ziada lower class soch k hain ye salgira walgira hai

hum nabi-e-paak ki is dunya main anay k khshi manatay hain ok....agr ap ya kahain kyn to is ka jawab hai

un ka ana itni bari khshkhabri hai k jis ki waja se hum tamaam ummat se mumtaaz huay kitni bari bat

agr ap log ye khain k is din un ka wisaal hua to ye bat jaan lain k is dunya se jana to sub ko hai nabyo ko bhi tha

to sochnay wali bat hai un ka ana is dunya main ziada ahmiat rakhta ya jana??
 

sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
ab batao.. aur kitne proofs chahiye...

ek sach baat batau.. bura mat lagana...

Humko Rasulullah Sallahu Alaihe Wasallam se pyaar hai isliye hum Eid-E-Milaad manate hai..

Aur tumko Madrasa-e-deoband se pyaar hai isliye tum uska salana jashn manate ho...

zara ye to batana kis kitaab me likha hai ki madrasa-e-deoband ka salaana jashn mana sakte hai???

agar jawab nahi hai to samajh lo ki tum jhoothey ho.. kyu ki tum hamesha jo kehte ho wo karte nahi... aur jo likhte ho wo maante nahi..

First of all give answer to my question that where it is written to "celebrate the yearly function of madrasa-e-deoband?" if u dont answer this question i wont reply to any of ur comments...

Allah(azzawajal) And His Prophet(sallahu alaihe wasallam) Knows The Best.

mashAllah ye aj pata chala k deoband madarsay ki salgira manai jati hai

kyn bhui

kya ap ko wo ziada azez hain
kiya huzur-e-paak se ziada koi hai jis ki is dunya main anay ki khshi manai jasaky?
 

The_Dark_Knight

V.I.P Member
Senior Member
Apr 22, 2008
957
472
763
TM
Ise baat per Ulama-e-Haq yani Ulama e Ahl-e-Sunnat Wal Jama'at Barelwi... Deobandion say yeh Question karty hein ky app ne Madrasa Deoband ka 100 Sala Jashan manaya jiss ki Mehman-e-Kasosi INDARA GANDHI AIK KAFIRA THI. :(

Tu Huzoor sallalahu alaihe wassalam ka Meelad manaty kya hota hai > {(mad322u)}
 

tausifansari

Newbie
Jan 18, 2009
13
5
0
37
Mumbai , Mahrashtra , India...
Assalamualekum...

Hum Shahid Nazeer jo banned ho gaye hai unke liye sirf ek Dalil dena chahugaa.....
Pehle ye k Shahid Nazeer shirkho ki ginti me aaye...Musalman ho kar unko humare nabi k bhaare me nahi pata....

Aur hamari dali ye hi ki...

"Allah Jaanta hai { Mohammed (S.A.W) } Ka martaba...

Allah HAfiz....
 

tausifansari

Newbie
Jan 18, 2009
13
5
0
37
Mumbai , Mahrashtra , India...
Assalamualekum...

Hum Shahid Nazeer jo banned ho gaye hai unke liye sirf ek Dalil dena chahugaa.....
Pehle ye k Shahid Nazeer shirkho ki ginti me aaye...Musalman ho kar unko humare nabi k bhaare me nahi pata....

Aur hamari dali ye hi ki...

"Allah Jaanta hai { Mohammed (S.A.W) } Ka martaba...

Allah HAfiz....
 

Ahaq

Newbie
Dec 8, 2008
1
0
0
Sunniyo Ka Nabi S.A.W Zinda hain


App Hazrat Mohammad S.A.W Zinda hain , Nabi Khabi Nahi marta
 

sweetmithoo

Newbie
Jun 13, 2009
1
0
0
Mujay Apnay Nabe(S A W W) say Mohubat hay

Bhae lo goo ap apes may ak dosrey say es tera na bolay ???asal bat hay mohabat ke jis kay dil may jitne sma sake hay mary allah nay utne us ko de ha (aghar mayray allah taala abu jahal ko bukhs day to ap us ko dosakh may bhayj saktay ho aghar nahe tophir ap es bahas may na pro) baki tareekh parh ker day khay to pata chulta hay k allah taala nay atish buja de kaysoro kesra kay kingray toot gay or baqe burktay hazrat haleema sadia say dryaft hay jis nabe (s a w w) sayitane burtay wabusta hon os kay junam din ke khushee manay may kisee ko itraz nahee hona chaheyay ?aghar ap sab yay sub smjhoo to ap k haq may achaa hay ?(may apny bat kerta hon k mary dil ke khushee es may hay k may her peer k din (somwar)Hazoor ka melad mnaoo or un ke shan hay he ayse jo lafzo may buta nahe sukta.............................................. Note Aghar ap ko allaah taala nay koye olad de hay (ya b v k muhabat de hay) to es mohubat may tlash kro puta chalay ga ke es may kya maza hay>>>>>>>>>>..............
 
Top