Munkiren-e-Milad ki nayi kahani

  • Work-from-home

THE TRUTH

Newbie
Sep 14, 2009
2
1
0
39
AOA,
AP NE KAHA K MILAD KI NAFI QURAN -O - HADITH SE SABIT KARIEN.
JO KAAM DEEN MEIN M0JOD HI NAHI , JO SAHABA IKRAM SE SABIT HI NAHI , TU OS KAAM KI IS SE BARI NAFI KIYA HOGI.

BHAI AP NE MASHA ALLAH QURAN PAK SE SABIT KER DIYA K MILAD JAYAZ HAI , LEKIN SAHABA IKRAM SE YEH SABIT NAHI HUA.BHAI AP HUM SE BEHTER SAHABA IKRAM KI SHAAN K BARE MEIN JANTE HAIN K ALLAH AZZAWAJAL NE UN KO DUNIYA MEIN HI JANAT KI BASHARAT SUNA DI.
AP 14th SADI K MULLA , NAOZBILLAH KIYA SAHABA IKRAM SE ZYDA QURAN PAK KO SMJHTE HAIN?
KIYA SAHABA IKRAM , NOAZBILLAH ITNE KM FEHM THE K UNHIEHN QURAN PAK KI IN AYAT KA MAFHOOM HI SMJH NAHI SAKE K MILAD MANANA CHAHIE.

BHAI KUCH TU KHAUF-E-KHUDA KARO.SAHABA IKRAM KI YEH GUSTAKHIAN BUND KARO.
YEH SUB KAAM BIDAAT HAIN AUR HER BIDAAT GUMRAHI HAI AUR HER GUMRAHI JAHANUM KI TARAF LE JAYE GI.

ALLAH AP KO SMJH ATA FERMAYE.(AMEEN).
 
  • Like
Reactions: Bint-e-Aisha

mohdaslam

Newbie
Nov 30, 2009
2
0
0
asslamualaikum ,aap k jawabaat parh kar afsos hota h kyun aap qoum ko gumrah kar rahe h .allah aap ko hidayat or tofeeq ata farmay.warna yehi haal raha to wo din door nahi jab allah ki pakarh aap logon ko apne shikanje me kas legi allah aap ko muaf farmai.

---------- Post added at 02:01 AM ---------- Previous post was at 01:43 AM ----------

asslamualaikum , firqa parasti ke bare me jo sawalat aap se kiye gaye or jo dalail or jawabat aap ne diye or jo ilzamat aap ne dewbandiyon per lagaye hain or jin oraaq ke tukrhon ko aap ne suboot ke tor per zahir kiya h it is to much it is to much wrong. ghalat bayani ki bhi ek had hoti h .lekin aap or aap jese log sirf apni kahi hui baton ko sahi or sacha sabit karne k liye har had ko paar kar dete h na to aap ke nazdeek khuda ka khof mani rakhta h na muashre k gumrah hone ka dar. cuntinue.......

---------- Post added at 02:29 AM ---------- Previous post was at 02:01 AM ----------

or herat h un logon per jo gumrahiyat ki baton ko parh kar un per yaqeen kar k gumrah ho jate h or apni aaqbat ko kharab karte h meri tamam musalman bhaiyon se guzarish h k wo aisi kisi baat per yaqeen na karain jo humain allah taala ki giraft me pahuncha de allah hum sab ko sahi or ghalat ki samajh ata farmai.(aameen) Han to janab chand sawalat hain mere bhi jin ke jawabat shayad hi aap dena pasand farmai.ye jo aap ne chand oraaq ki photo kar k numayan kiye hain or jin kitabon ka hawala diya h in tehreeron ka haqeeqat se kitna talluq h kya waqai in ki tafseer wohi h jo aap ne bayaan ki h kyunki koi bhi ze-hosh musalman in per yaqeen nahi kar sakta is k alawa jo tahqeer amez batain aap ne dewbandi ulema k i shan me ki hain or jo tohmat un per lagai h iske liye allah muaf farmai. ab me tum se poochta hoon k ahmed raza khan ki perwi karne walon ki tareekh kitni purani h tamam bidaat apne ander samet k dawa karte h ahle sunnat hone ka to be cuntinue.........
 

rizwanshazad

Newbie
Dec 11, 2009
1
0
0
41
kia post hay ap log mailad kay maslay man uljahy han udhar doshamn humarai safon man gos aia hay.or rozana kain muslman boom blast man shaheed ho jatay han.
human apni safon man ithad paida karna hay.
imam khamini ka irshad haykah"tum hath bandny ki fikar man lagay ho or doshman tum ko fana karnay kay chaker man hay"
then ab ya question ap par hay.

---------- Post added at 10:30 AM ---------- Previous post was at 10:24 AM ----------

ap logo ko kuch ahsas nahi hay.
 

سرفروش

Senior Member
Sep 18, 2009
655
851
93
Karachi
میرے بھاءی اسلام علیكم ڈارك صاحب جو پہلے موڈریٹر تھے انہوں نے اس اسلام سیكشن میں فرقہ پرستی كو فروغ دیا تھا اس پر كافی بحث ومباحثہ ہوچكا ہے اور سچ بات یہی ہے كہ ڈارك صاحب نے كتاب تو شءر كردی لیكن ان كے پاس علم ہی نہیں تھا كہ وہ ان پر ہونے والے اعتراضات كا جواب دے پاتے بہر حال یہ قصہ پارینہ ہوچكا ہے ان كو دوبارہ كھولنے كی ضرورت نہں اور نۓ موڈریٹر اور ان كی ٹیم نۓ اصول طریقہ كار پر اسلام سیكشن میں كام كرہے ہیں اس لۓ مناسب بھی نہیں ہے انہیں تكلیف یا زحمت دی جاۓ
ایسے تمام فرقہ پرستی كے ٹھریڈ بہت پیچھے چلے گۓ ہیں اگر ان پر كوءی بات كی جاۓ گی تو یقینا یہ ٹھریڈ اوپر آجاۓ گا اس لۓ میرا مشورہ ہے ان فرقہ پرستی جیسے موضوعات كو دوبارہ جگایا نہ جاۓ
 
  • Like
Reactions: Bint-e-Aisha

chirya

Newbie
Feb 6, 2009
1
1
0
plz continue this.

assalamoalaikum

main kafi arsay kay baad ai hon or yeh thread main nay aj daikha or akhiri msg kay baray main kahon gi keh jab ap forum banatay hain chats kartay hain tao apnay deen peh baat kiyo nehi?agar koi ghalat kehta hai tao humara farz hai keh ghalat ko ghalat kahien burai ko dil main bura janna iemaan ki sab say adna kisam hai or is say barh kay hai zuban say bura kehna so main tao kahon gi ap dartay hain tao dartay rahain..


Allah taala soora e younus main irshad farmata hai:

ay pyaray rasool(SAW) ap logon ko bta dain keh jab Allah taala tum par apna fazal farmaay or apni rehmat say tumhain nawazay tao phir is par khoob khushi ka izhaar karo or is khushi mannay par jo tum apna maal kharch karo gay woh is maal say behtar hai jo tum apnay pass jamma kar kay rakhtay ho.

or irshaad hai keh

hum nay ap ko tamaam jahanon kay liyay rehmat bana kar bhaija yani Rehmattal lill Alaimeen.

tao kon hai jo Rasool Pak (SAW) say zayada kisi or ko naimat samajta hai
?????????????????????????????
 
  • Like
Reactions: nrbhayo

Bint-e-Aisha

Maria ki Mama
VIP
Jun 16, 2009
9,885
6,437
713
chaand pe
plz members in threads ko dubara discuss mat kren

qk ye purana thread he or ab ispe mazeed behes krk kuch nhi pana qk humare sawalon ya jawab ka reponse jis ne dena he wo sahab ab yahan nhi aate

so plz ap log mazeed in threads ko na cheren

jo naye thread bane hen unko dekhen
 

Klashnfolk

Newbie
Jan 18, 2010
10
15
0
Aray yaar aap sab larnay kuyn lag jaatay ko, Kisi ne Manna hai to manay nahi Manna to na manay magar bhai is baat ka khayal karlo ke Kis Azeem Hasti (Sallallahu Aleh Wasallam) ka Naam le ke aap log lar rahay ho, kuch adab kar lo bhaiyon
 
  • Like
Reactions: Bint-e-Aisha

haririhariri

Newbie
Feb 1, 2010
2
1
0
milad ki asliet aur us ka jeshan aur us ki ahmiyet

slamun 3la mnit tb3 al huda
ps ALLAH la'net krey us pr jo inkar krey sachi baat ka,
milad kahan se aaya?
1. christains marry christ miss (essa ki milad ka din)
2.aqiqa<means the shaving of hairs and the slaughter is for ALLAH's sake that thanks be to ALLAH as for the first scrifice to know who is poise
milad kion mnaya jaiye?
kya mohammed sel ALLAH alaiha wasellem ko nahin pta tha ke un ki padaish 9 rab-ul-awal ko hai? to manaye kion nahin ager ap unhain aalam-e-gaib bhi kehte ho, chalo choro merne ke baa'd ures bhi manatey ho? ures bi mohammed sel ALLAH alaiha wasellem ne mananey ka hukam nahin dya.
milad mana kion hai aur kya mana kya gya?
ager christainon ko dhekho gey to tum bhi christain bno gey ko wo bi apne nabi ka milad mnatey hain aur ALLAH ne un ki cheezoon ko apnane se mna fermaya hai
aur jashen wo bhi milad ka?
kya kahin mohamed sel ALLAH alaiha wasellem ne ftah(fateh hona) ka jashen manaya hai
bilkul nahin
aur ap loog bs khayal per chalto ho aur khayal haqiqet ke barey main kam nahin deta aur ALLAH sach ko jhooth per marta hai aur sach jhoooth ka sir phor(tor) deta hai
aur ay ALLAH ke bando ALLAH ki tref ao aur firq firqa met ho kya tum ne nahin dekha ke bani israiel ke 3 firqeh the phir ALLAH ne un main se 2 ko azab dya ke wo(aik burai ka hukem krne wala aur dosra ke met glet kaho dosrron ko aur apna kam kertey raho...) achai ka hukam nahin detey the na hi burey kam se roktey the.
ps tum log ALLAH ke ho jao na ke immam shafi ke na ke hanafi ke.....be shek immam ne ye baat nahin kahi ke tum firqa bn jao aur sirf meri pairwi kro belke hadith lain ke tum sunnat pr amel kro, mgher tum ne zulem kya apni jan pr aur kel ko pachtao gey...
ay ALLAH ke bando usi ki tref rujoo kro aur ALLAH hadiyet nahin deta us ko jo hadayet na chahe aur ALLAH us ko aur gumrah krey jo gumrah hona chahey take usey ALLAH sekht se sekht azab de amen<>(JIHAD){hariri}<email address:no[email protected] >[email protected]<
koi baat ho to ALLAH se hadayet manga kro ager tumhain khayal ho ke ferqeh bnain ge to mohammed sel ALLAH alaiha wasellem ne mna kya ke tum firqa firqa met ho jana aur aik dosrey ko qatel met kerna wana tum zalim ho jao gey aur jhanum hi garoor kerney walon ka kya khoob thikana nahin......الحمد الله

---------- Post added at 08:28 PM ---------- Previous post was at 08:17 PM ----------

aur milab ki 12 reb al awel calender utha ker dekho kya 12 reb al awel ko samwar aati hai jeb mohammed sel ALLAH alaiha waselllem paida hwey <>bilkul nahin
to phir dekho jo pir abdul qadir jelani ne kaha "bunya tut talibeen " main ke mohammed sel ALLAH alaiha wasellem ki paidish 10 moharrem ko hai,
ay logon ye galtian hai pichlon ki pr tumharey pas sach aa gya hai ab ALLAH ke deen ki pairwi kro
aur rafa-al-yadain ka rukoo ke sath kerney ki 4oo ke qreeb ahadeth(bukhari,muslim,juzz rafa yadain by bukhari and many) hain, aur pir abdul qader jilani ne issey kerney ka kaha hai aur sunnet main likha hai aur wo bhi kertey the ager ap ko nahin pta to un ki kitab "bunya tut talibeen" utha ker daikh lo
 

asif44

Newbie
Feb 3, 2010
2
0
0
Dear Brothers and sisters.
Aslam o Alikum

Mian ap se ilteja karta ho k ap zara haj k Munasik ko dekh ley. sary ky sary munasik celebration hain Hazrat Ibraheem A.H aur Hazrat Ismaeel A.H. Hazrat Hajra A.H. Phr us ky bad Namaz ko dekh ley. Namaz b Anbia A.H ke celebration hai. Fajr ke Namaz k waqt Hazrat Adam ke toba qabool howi. aour toba ke qabliat pr Hazrat Adam ne shukrany k tour pr 2 nafl ada key. ye 2 nafl Allah ni Umet e Muhammadia ko Fajr namaz ka gift ata kea. is tarh baqi namazian b kisi na kisi nabi ke yad hai. ap log q aik dosry ko challeng kr rahy hain. Melad to aj se 70 sal pehly soudi arabia mian be celebrate kea jata tha. melad to arab country me be celebrate kea jata hai. ap zara tareekh ko study kary to pta chaly ga. phr app log sahaba ikram aour payry Nabe PBUH ke sunt aour un ky muqam ke tarf jaen. thanks . agr kisi ko samhany main mushkil ho to my mail kr dey. main phr us ko with proof samjha do ga k melad manana jaiz hai k ni
thnks
 

سرفروش

Senior Member
Sep 18, 2009
655
851
93
Karachi
قرآن و سنت کے تمام موضوعات اور مسائل بڑے صاف، واضح اور کلیئر ہیں۔ لیکن یہ اس امت کی بدنصیبی سمجھیں کہ امت میں ایسے افراد پیدا ہوئے جن میں کچھ وہ تھے جنہوں نے خواہش نفس کی پیروی کرکے مسائل کو پیچیدہ بنایا کچھ وہ لوگ تھے جنہیں اپنے علم پر ناز وفخر تھا اور قرآن و حدیث کو اپنی عقل اور علم کے طابع کرکے ان مسائل کا دوسرا رخ متعین کرکے امت میں انتشار پیدا کیا۔
حق تو یہ ہ
ے
کہ ہم خود کو قرآن و سنت کے طابع کردیں ۔ لیکن افسوس صد افسوس
امت میں پھیلتا ہواانتشار اور ایک مسلمان کا دوسرے مسلمان کے گریبان تک بڑھتا ہوا یہ ہاتھ ہماری ذلت و رسوائی اور زوال کا سبب بنتا جارہا ہے ۔
اس امت کو دین اسلام کے بنیادی مقاصد پر کھڑا کرنے کی ضرورت ہے اور ایسے تمام مسائل جن میں اختلاف پایا جاتا ہے ہمیں دفن کردینا ہونگے۔
لہذا میری درخواست ہے کہ ایسے اختلافی مضامین جاری نہ کئے جائیں۔
اللہ تعالی ہمیں قرآن و سنت کی روشن تعلیمات کو سمجھنے کی قوت عطا فرمائے
 

ateeqahmad

Newbie
Feb 12, 2010
1
0
0
41

Aoa
mauje lagta hae maen app logon k sawloon k jawbat dy sakta hun phlay app ye btayeen k app kis ko mantay han yani kon c book
dosri bat k bat akal say samjne ki hae agar akal hy tu kisi aor k samjane ki zarort nahi hy
 
Feb 22, 2010
3
2
0
Nabi Kareem Sallallahu Alaihai Wasallam ne jo kia Usko karna sunnat hai aur jo mana kiya usko nahi karna or jis amal par Nabi Kareem Sallallahu Alaihai Wasallam khamosh rahi wo kar saktay hay our jo masail is kay allawa anay wallay waqat mai ho uska ka faisala ullmai waqt nay karna hai jo khud kisi ekk bat par mutfiq nahi hotai.

FINAL YA HA K APP MILLAD MANA CHAHTAY HAY TO SADAGI SA MANAY AUR ALLAH SUBHANA TALLA KE ABADAT KAR KAY MANAY OUR APP ALLAH TALLA KA SHAKAR ADA KAREY KA APP KO NABI KAREEM SALLALLAHU ALAIHAI WASALLAM KE UMMT MAY PEDA FARMAYA.

AGGAR AP NAHI MANANA CHAHTAY TO NA MANAY. MUKULFAT KAR KAY KISI KA DIL MET DUKAHI.
 

TM MEN

Newbie
Jan 20, 2010
107
17
0
47
subhan allah The_Dark_Knight


---------- Post added at 04:59 AM ---------- Previous post was at 04:57 AM ----------

The_Dark_Knight
 

*shehzadi*

TM Star
Apr 2, 2010
3,770
1,891
113
pakistan
jahan tek muje maloom h 12 rabi awal ko allah n farishto n khushyan manaie or alah n chaha k aj puri dunya asa kare is liye ud din alah n sab ko beta diya tha (jin ko bhi umeed thi ) take is din puri dunya khushyan manae

ager hum apne pada hone wale din p itni phudkiryan {(party1)}{(yahoo12)}mar te hen to nabi pak k liye kiu nahi?
 

nasirnoman

Active Member
Apr 30, 2008
380
574
1,193
محترمہ آپ نے جو بارہ ربیع الاول کے حوالے سے جو بات کہی کہ اس دن اللہ تعالیٰ نے سب کو بیٹا دیا تاکہ سب خوشیاں منائیں
کیا آپ اس روایت کا حوالہ پیش کرسکتیں ہیں ؟؟؟

اور دوسری عرض یہ کرنی تھی کہ ہم نے اپنی زندگیاں اپنا رہن سہن دین اسلام کے احکامات کے مطابق ڈھالنا ہے
نا کہ دین اسلام کو اپنی خواہشات کے مطابق ڈھالنا شروع کردیں گے ؟؟؟


دنیا والے تو پیدائش کی خوشی میں رقص و موسیقی کی محافل کاانعقاد بھی کرتے ہیں

تو کیا لوگوں کے ان رسم و رواج کو دیکھتے ہوئے اس عمل کے جائز ہونے کی دلیل لے لی جائے گی ؟؟؟

اللہ تعالیٰ ہم سب کو دین کی صحیح سمجھ اور عمل کی توفیق عطاء فرمائے آمین
 

*shehzadi*

TM Star
Apr 2, 2010
3,770
1,891
113
pakistan
قرآن و سنت کے تمام موضوعات اور مسائل بڑے صاف، واضح اور کلیئر ہیں۔ لیکن یہ اس امت کی بدنصیبی سمجھیں کہ امت میں ایسے افراد پیدا ہوئے جن میں کچھ وہ تھے جنہوں نے خواہش نفس کی پیروی کرکے مسائل کو پیچیدہ بنایا کچھ وہ لوگ تھے جنہیں اپنے علم پر ناز وفخر تھا اور قرآن و حدیث کو اپنی عقل اور علم کے طابع کرکے ان مسائل کا دوسرا رخ متعین کرکے امت میں انتشار پیدا کیا۔
حق تو یہ ہ
ے
کہ ہم خود کو قرآن و سنت کے طابع کردیں ۔ لیکن افسوس صد افسوس
امت میں پھیلتا ہواانتشار اور ایک مسلمان کا دوسرے مسلمان کے گریبان تک بڑھتا ہوا یہ ہاتھ ہماری ذلت و رسوائی اور زوال کا سبب بنتا جارہا ہے ۔
اس امت کو دین اسلام کے بنیادی مقاصد پر کھڑا کرنے کی ضرورت ہے اور ایسے تمام مسائل جن میں اختلاف پایا جاتا ہے ہمیں دفن کردینا ہونگے۔
لہذا میری درخواست ہے کہ ایسے اختلافی مضامین جاری نہ کئے جائیں۔
اللہ تعالی ہمیں قرآن و سنت کی روشن تعلیمات کو سمجھنے کی قوت عطا فرمائے

wah wah kiya bat h sarfarosh bhai ki
iise kahte hen sacha musalman
=D>
 
Top