Munkiren-e-Milad ki nayi kahani

  • Work-from-home

Precious

Banned
Sep 21, 2008
782
63
0
Kia Muhammad Sallaho Alaihi Wasallim nain ya sahaba ya 4 khalifaon ya Ali raiz Allah ano nain kabhi Muhammad Sallaho Alaihi Wasallim nain salgira manai?
 
khan_amer

Newbie
Oct 23, 2008
48
7
0
^^ App kay sawal maiN eak Addition kerta chalooN, 12 Rabi-ul-Awal kay dinooN main akser molvi yeh misra buhat duhratay haiN, Manatay haiN sabi milad, magr shaitan nahi manata.

Ab na tu milad key rasomaat Aswa-e-Rasool (SAAW) say sabit haiN aur na'hi App (SAAW) kay Ashaab (RZA) kay dor maiN aisi koy riwayat hay... tu iss misray ka kya matlab howa...??
 
Lahol Wala quwat.

Yay to unki salgira manana huwa. Saligira to ungraiz manatay hain her saal. Jo kay aik shaitani kaam hai. (munh chupa kar boling. apni salgira manati hoon cake khanay kay liaay, Cake bohat pasand hai isliaay per yay manti hoon salgira manana yani kafrion ki taqleed karna kafiron kay mutradif hai).
 
Arsall

Newbie
Sep 30, 2008
50
11
0
g

milad k maenay kiya hain..?? salgirah... aur salgirah manana islam main haram hai.., aur jo log manantay hain aur dusron ko bhi targheeb detay hain aur jo nahi manata usay bura bhala kahtay hain.. wo jawab day hongay ALLAH k huzoor,, INSHALLAH...
 
Arsall

Newbie
Sep 30, 2008
50
11
0
aik baat aur arz karta chaloon..
balkay rehnay dain us ka reference nahi hay mere pas filhal, reference k sath bataonga...
 
The_Dark_Knight

V.I.P Member
Senior Member
Apr 22, 2008
957
472
763
TM
munkareen-e-milad say sirf ek question aghar answer hai tu do nahi tu kal tak app ki posts delete hon gi.

1. Kya rasool allah ne ya quran ne milad-e-mustafa manane say mana farmaya ?
Aghar mana farmaya tu saboot dein.
 
khan_amer

Newbie
Oct 23, 2008
48
7
0
munkareen-e-milad say sirf ek question aghar answer hai tu do nahi tu kal tak app ki posts delete hon gi.

1. Kya rasool allah ne ya quran ne milad-e-mustafa manane say mana farmaya ?
Aghar mana farmaya tu saboot dein.

ham tu nahi ker saktay , App sirf do kaam karaiN ( Ju kay maiN daway say keh sakta hooN kay app kabhi nahi karaiN gay)

1) uper pochay gay sawalooN kay jawab day daiN

2) Quran, Sahi Hadees and/r sunnat, Aswa-e-Sahaba (RZA) say sabit ker daiN kay Milaad manana ja'iz hay.

Kaash kay app meray daway ko ghalat sabit ker daiN...
 
Shahid Nazeer

Newbie
Sep 10, 2008
74
19
0
Nabi Kareem Sallallahu Alaihai Wasallam ne jo kia Usko karna sunnat hai aur jo nahi kiya usko na karna sunnat hai. Kyonke Nabi Kareem Sallallahu Alaihai Wasallam ne kabhi apni BIRTH DAY nahi manayi isliay milad na manana sunnat hai. Aur manana BIDAT hai.

Bralvi Nabi Kareem Sallallahu Alaihai Wasallam ki wafat ke din JASHAN kyon mantay hain. Aunke iss dunya se chalay janay ki khoshi main?
 
Yaar mujhe jiss baat ka shakh tha woh sahi nikli app sab bilkul......... khair chorain!!!

Meine app say pocha na ke bhai hum aik kam karty hai MUBAH SAMAJH kar Mubah woh kam hai jiss ko nah karain tu gunnah nahi milta aur kar lain tu sawab hai.
Tirmadi Shareef ki Hadith mein hai ke Rasool Allah sallalahu alahie wassalam ne farmaya Allah aur Uss ke Rasool ne jo halal kiya woh halal, jo haram woh haram aur jiss ke bary mein koi hukm nahi woh tum per muaf hai.

Abb app say mein yeh pochta hon ke Segrit peena Jaiz hai ya najaiz ? iss ka jawaz Quran-o-Hadith say lain.

Hum yeh nahi kehty ke Jo Milad nahi manata woh kafir hai laikin itna zaror kehty hai ke Gumrah hai ke uss ko Nabi ki aamid ki khushi nhi hoti.

App aisa karain ke Quran o Hadith say MILAAD Shareef ko nah manane ka saboot lai aain.
 
  • Like
Reactions: TM MEN

Jo Riwayt Wahabi pesh karty hain ke Rasool Allah ki wafaat 12 Rabi-ul-Awal ko hai aur Hazrat Aisha say riwayt hai woh bilkul JHOOTI hai aur uss ki koi asal nahi.
Aur Waisy bhi Humare Nabi zinda hai app logh jo marzi kaho.
aur meine jo pocha uss ka bhi koi jawab dain.
 
The_Dark_Knight

V.I.P Member
Senior Member
Apr 22, 2008
957
472
763
TM
^^ App kay sawal maiN eak Addition kerta chalooN, 12 Rabi-ul-Awal kay dinooN main akser molvi yeh misra buhat duhratay haiN, Manatay haiN sabi milad, magr shaitan nahi manata.

Ab na tu milad key rasomaat Aswa-e-Rasool (SAAW) say sabit haiN aur na'hi App (SAAW) kay Ashaab (RZA) kay dor maiN aisi koy riwayat hay... tu iss misray ka kya matlab howa...??
oho tu Milaad manane say mana kab aur kahan kiya gaya yeh sabit karain naa janab
 
Shahid Nazeer

Newbie
Sep 10, 2008
74
19
0
Milad Kabhi maya hi nahi gya. Isliay iss bidat ko sabit nahi kia ja sakta. Jo Nabi Karemm Sallallahu Alaihai Wassalam ke BIRTH DAY manatay hain. Woh isko Hadees se sabit karain.
 
Precious

Banned
Sep 21, 2008
782
63
0
munkareen-e-milad say sirf ek question aghar answer hai tu do nahi tu kal tak app ki posts delete hon gi.

1. Kya rasool allah ne ya quran ne milad-e-mustafa manane say mana farmaya ?
Aghar mana farmaya tu saboot dein.

No way dhumki naheen fazool ki thats very wrong for a moderator.
 
khan_amer

Newbie
Oct 23, 2008
48
7
0
Yaar mujhe jiss baat ka shakh tha woh sahi nikli app sab bilkul......... khair chorain!!!

Meine app say pocha na ke bhai hum aik kam karty hai MUBAH SAMAJH kar Mubah woh kam hai jiss ko nah karain tu gunnah nahi milta aur kar lain tu sawab hai.
Tirmadi Shareef ki Hadith mein hai ke Rasool Allah sallalahu alahie wassalam ne farmaya Allah aur Uss ke Rasool ne jo halal kiya woh halal, jo haram woh haram aur jiss ke bary mein koi hukm nahi woh tum per muaf hai.

Abb app say mein yeh pochta hon ke Segrit peena Jaiz hai ya najaiz ? iss ka jawaz Quran-o-Hadith say lain.

Hum yeh nahi kehty ke Jo Milad nahi manata woh kafir hai laikin itna zaror kehty hai ke Gumrah hai ke uss ko Nabi ki aamid ki khushi nhi hoti.

App aisa karain ke Quran o Hadith say MILAAD Shareef ko nah manane ka saboot lai aain.
Milad ko Mubah kis nay kiya, iss say pehli dafa kis nay manaya, Imam Abu Hanifa ya baqi kay aima iss baray maiN kya mo'qaf rakhtay haiN, kuch roshni DalaiN gay app iss per...

Yani jisay Nabi (SAAW) kay aanay key khushi nahi, woh Muslmaan kaisay howa? kindly explain, jab kay bukhari key hadees hay kay Jab kisi shakhas kay liya App (SAAW) key zaat sab say zyada ahem na ho jaye even kay woh App (SAAW) ko apnay maa baap aur degr rishtay darooN per tarjeeh day aur un say sab zyada muhabat karay...

Ab app keh rahay haiN eak mubah amal ( baqool app kay) ko na kernay walay kay karay maiN app ka guman hay kay ussay App (SAAW) kay amad key khusi nahi? aap key batooN maiN buhat zyada contradiction hay, infact mera khayal hay kay app khud nahi jantay kay app kehna kya chah rahay haiN...
 
khan_amer

Newbie
Oct 23, 2008
48
7
0
per app kay bayan say tu yeh Eid Mubaah nahi lazim hoti nazr aa rahi hay, ju Aadhi ayaat iss article maiN likhi haiN un say iss ka mubah honay ka nahi, lazim honay kay ahtaymaal ho raha hay, Jab iss say pehlay wali post maiN app nay issay mubah kaha tha?

Mera sawal seedha hay, Iss Eid ko CharooN Ai'ma maiN say kiss nay mubah qaraar diya.

App kay Hazrat Hasaan (RZA) wali riwayat bhi kafi ajeeb hay, puri riwayat say yeh kaheeN bhi pata nahi chalta kay App (RZA) Eid Milad walay din naat goyee ker rahay thay...

Kindly sawal ka jawab day daiN..

waisay app per kafi sawal due ho gay haiN...
 
Precious

Banned
Sep 21, 2008
782
63
0
Dark bhai aap nain jitni bhi qurani ayaat say sabit karnay ki koshish ki hai Milad un nabi ki wo Allah ki rahmat aur inayaat ki hain to un say aap nain milaad un nabi kaisay gar'h lia?
 
Precious

Banned
Sep 21, 2008
782
63
0
Aur yaad karo Allah ki naimat jo tum per hai. (Para 4, Sura Al e Imran, Ayat 103)
Apnay rub ki naimat ka khoob charcha karo. (Para 30, Sura Zuha, Ayat 11)
Tum farmao Allah hi kay fazal aur uski rahmat aur usi par chahiaay kay khush karain aur un kay sub dhun daulat bahtiray hain. (Para 11, Sura Yunus, Ayat 58)
Aur hum nain Aap sallalho Alaihi Wasallim ko tamaam jahanon kay liaay rahmat bana kar bhaija. (Para 17, Sura Anbiya, Ayat 107)
Bayshak Allah ka bar’a ahsaan huwa Musalmanon par kay un main unhi main say aik rasool bhaija. (Para 4, Sura Aal e Imran, Ayat 164)
Agar tum (naimaton par) shukr karo gay to tum ko aur bhi doon ga, Agar tum (meri naimat) ki nashukri karogay to bayshak mera azab sukht hai. (Sura Ibrahim)
Aur unhain Allah kay din yaad dilaoo. (Sura Ibraheen, Ayat 5)
LOL kis nain in ayat ko Salgira e nabwi SAW kay saboot kay tor par gar'h lia.
 
Top