My First Poetry

  • Work-from-home

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
Main Ab Bhi Chota Bacha Hun
Or Sab Se Larta Rehta Hun
Tumhari Sab Baaton Ke Badle
Main Sab Se Leta Phirta Hun
Tum Ne To Chun Lya Apna Sathi
Main Ab Bhi Tanha Rehta Hun
Main Ab Bhi Chota Bacha Hun
Or Sab Se Larta Rehta Hun
Tumhe Yaad Hai Woh Peepal Ka Darakht?
Jis Ki Sab Se Onchi Shaakh Per
June Ki Tapti Dhoop Main
Maine Naam Tumhara Likha Tha
Or Shaam Ke Thande Saaye Main
Tumhe Haath Pakar Ker Laya Tha
Tumko Woh Naam Dikhaya Tha
Jisse Dekh Ker Tum Muskurayin Thi
Or Suraj Ki Woh Kirnen Jo
Patton Ko Cheer Ke Ayin Thi
Tumhari Muskarahat Ke Sang
Kitne Hi Rang Woh Layin Thi
Main Bhool Chuka Hon Baten Sab
Yaadon Main Guzaari Raaten Sab
Per Ab Bhi Chota Bacha Hun
Woh Chehra Bhool Nahi Pata Hun
Or Sab Se Larta Rehta Hun
Ab Tum Bhi Nahi Woh Waqt Bhi Nahi
Per Naam Abhi Bhi Zinda Hai
Jo Ussi Shaakh Pe Likha Hai
Or Mujhko Moun Chirata Hai
Tumhari Yaad Dilata Hai
Main Chahta Hun Ab Usse Mitana
Tumhari Sab Yaadon Ko Bhulana
Pehle Chota Tha To Darakht Per Charh Jata Tha
Magar Ab Bara Hun To Haath Nahi Jaata
Main Abhi Chota Bacha Hun
Khud Se Bhi Larta Rehta Hun
Ab Bhi Kisi Se Banti Nahi
Main Tanha Tanha Phirta Hun
Or Bachon Ke Woh Risalen Jo
Parhne Ko Tumse Leta Tha
Lekin La Parwahi Ke Ba'as
Saare Hi Kho Deta Tha
Phir Jab Wapis Lene Tum Ati Thi
Koi Ek Bhi Dhond Na Pati Thi
Phir Kitna Mujhse Larti Thi
Pehro Naraz Rehti Thi
Tum Khud Bhi To Kitni Bholi Thi
Jald Hi Sab Bhool Jati Thi
Phir Jab Naye Risalen Lati Thi
Or Mujhko Batlati Thi
Phir Mere Mangne Per Mujhko
Foren Hi De Jati Thi
Main Ab Bhi Chota Bacha Hun
Or Wesa Hi La Parwah Hun
Sab Cheezen Kho Deta Hun
Per Woh Risalen Baqi Hain
Jo Bohot Qarine Se Rakhe Hain
Tumhari Yaad Dilate Hain
Or Mujhko Yeh Samjhate Hain
Main Ab Bhi Chota Bacha Hun
Or Sab Se Larta Rehta Hun
Or Lar Lar Kar Jab Thak Jata Hun
To Chupke Se Tanhayi Main
Un Risalon Ko Parh Leta Hun
Un Main Hai Basi Khushbo Tumhari
Main Lams Tumhara Chohta Hun
Or Do Aanso Gira Deta Hun
Main Ab Bhi Chota Bacha Hun
Or Ab Bhi Boht Khush Rehta Hun
Hansta Hun Or Hansata Hun
Per Ankhon Main Jo Nami Hai Tehri
Usko Nahi Chupa Pata Hun
Mujhe Parhne Wale Pochte Hain
Kabhi Sanjidah Bhi Hote Ho?
Mujhe Dekhne Wale Kehte Hain
Hamesha Sanjidah Hi Kyun Rehte Ho
Main Abhi Chota Bacha Hun
Duhri Shaksiyat Main Jeeta Hun
Or Sab Se Larta Rehta Hun..
 

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
Main Ab Bhi Chota Bacha Hun
Or Sab Se Larta Rehta Hun
Tumhari Sab Baaton Ke Badle
Main Sab Se Leta Phirta Hun
Tum Ne To Chun Lya Apna Sathi
Main Ab Bhi Tanha Rehta Hun
Main Ab Bhi Chota Bacha Hun
Or Sab Se Larta Rehta Hun
Tumhe Yaad Hai Woh Peepal Ka Darakht?
Jis Ki Sab Se Onchi Shaakh Per
June Ki Tapti Dhoop Main
Maine Naam Tumhara Likha Tha
Or Shaam Ke Thande Saaye Main
Tumhe Haath Pakar Ker Laya Tha
Tumko Woh Naam Dikhaya Tha
Jisse Dekh Ker Tum Muskurayin Thi
Or Suraj Ki Woh Kirnen Jo
Patton Ko Cheer Ke Ayin Thi
Tumhari Muskarahat Ke Sang
Kitne Hi Rang Woh Layin Thi
Main Bhool Chuka Hon Baten Sab
Yaadon Main Guzaari Raaten Sab
Per Ab Bhi Chota Bacha Hun
Woh Chehra Bhool Nahi Pata Hun
Or Sab Se Larta Rehta Hun
Ab Tum Bhi Nahi Woh Waqt Bhi Nahi
Per Naam Abhi Bhi Zinda Hai
Jo Ussi Shaakh Pe Likha Hai
Or Mujhko Moun Chirata Hai
Tumhari Yaad Dilata Hai
Main Chahta Hun Ab Usse Mitana
Tumhari Sab Yaadon Ko Bhulana
Pehle Chota Tha To Darakht Per Charh Jata Tha
Magar Ab Bara Hun To Haath Nahi Jaata
Main Abhi Chota Bacha Hun
Khud Se Bhi Larta Rehta Hun
Ab Bhi Kisi Se Banti Nahi
Main Tanha Tanha Phirta Hun
Or Bachon Ke Woh Risalen Jo
Parhne Ko Tumse Leta Tha
Lekin La Parwahi Ke Ba'as
Saare Hi Kho Deta Tha
Phir Jab Wapis Lene Tum Ati Thi
Koi Ek Bhi Dhond Na Pati Thi
Phir Kitna Mujhse Larti Thi
Pehro Naraz Rehti Thi
Tum Khud Bhi To Kitni Bholi Thi
Jald Hi Sab Bhool Jati Thi
Phir Jab Naye Risalen Lati Thi
Or Mujhko Batlati Thi
Phir Mere Mangne Per Mujhko
Foren Hi De Jati Thi
Main Ab Bhi Chota Bacha Hun
Or Wesa Hi La Parwah Hun
Sab Cheezen Kho Deta Hun
Per Woh Risalen Baqi Hain
Jo Bohot Qarine Se Rakhe Hain
Tumhari Yaad Dilate Hain
Or Mujhko Yeh Samjhate Hain
Main Ab Bhi Chota Bacha Hun
Or Sab Se Larta Rehta Hun
Or Lar Lar Kar Jab Thak Jata Hun
To Chupke Se Tanhayi Main
Un Risalon Ko Parh Leta Hun
Un Main Hai Basi Khushbo Tumhari
Main Lams Tumhara Chohta Hun
Or Do Aanso Gira Deta Hun
Main Ab Bhi Chota Bacha Hun
Or Ab Bhi Boht Khush Rehta Hun
Hansta Hun Or Hansata Hun
Per Ankhon Main Jo Nami Hai Tehri
Usko Nahi Chupa Pata Hun
Mujhe Parhne Wale Pochte Hain
Kabhi Sanjidah Bhi Hote Ho?
Mujhe Dekhne Wale Kehte Hain
Hamesha Sanjidah Hi Kyun Rehte Ho
Main Abhi Chota Bacha Hun
Duhri Shaksiyat Main Jeeta Hun
Or Sab Se Larta Rehta Hun..
sach bolo to dil ko cho gaye tumhare nazam..
bht he ache or behtareen kawish hay...
great job sach may...may apni wall par b share karonge:)
 

Fa!th

--> BIRDY ♪♫♩
Hot Shot
Jul 20, 2010
37,229
12,298
1,113
Who Cares....
wow allaaaaaa poetry fahad kya baat hai
especially this line keep it up :-bd

Pehle Chota Tha To Darakht Per Charh Jata Tha
Magar Ab Bara Hun To Haath Nahi Jaata
 

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
ahan...........
Ye Nazam kab likhi...?
kyun likhii?
kis k liye likhii?
aur mujhe tagg bhi nahi kiyaa...kyunnn?
Waise jo kuch likha hai bht umdaa likha hai Fahadd..
Keep it up...gr8 job..
 

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
thank you @~Bahaar~ and @anoush maine jab yeh share ki thi us time apni likhi hoi or b kafi share ki thi but us time tag krna hi nhi ata tha isliye kya hi nhi tag kher thank you for tareef
 
  • Like
Reactions: anoush

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
wowww sweet one bohat sada magar purasar alfaz hain!
Larte to aap waqe hi bohat ho :p
very ncie :-bd,,
 
Top