nazar andaz karna jurm ho ga

  • Work-from-home

dr maqsood hasni

Senior Member
Aug 11, 2008
943
286
1,163
72
kasur, pakistan
18 ropay fi paper marking nay na’seraf binae chein li hai balkah qatal-o-gharat ka bazaar garam kar diya hai. Es main tabdili lanay ki zarorat ko nazar andaz karna danista tilimi miyar ka baira gharaq kanay kay mutradaf ho ga.
 
  • Like
Reactions: Hoorain and nrbhayo

dr maqsood hasni

Senior Member
Aug 11, 2008
943
286
1,163
72
kasur, pakistan
"Dr.uncle paper ki bat to chorain ap baki sab cheezain he dekh lein kia wo sab zulm nahe?"
yahaan en hawaloon say motalaq guftagu kayoon nahain kartay??????????????
khul kar kaho
amal nahain ho ga na'sahi,
baat to samay aa'ay gi.
hamaray mulak main taleem ko kundi churi say kata ja raha hai.
ustad bai'waqar ho giya hai.
 
  • Like
Reactions: nrbhayo

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
haan main nay kub kaha k ap nay koch ghalat kaha hai..sab koch sahi kaha hai..lakin thora smajhna parta hai ap ki baat ko..lakin hoti gr8 batain hain {}{43r5
 

Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar
asaal main humare andaar ka insaan maar gaya hai aur

hum atnay ahsaan faramosh hoo gahai hai k apnay

alwaha hum ko koi dosraa nazar hee nahi atay hai

hum kasey bhi mamlai main bolna passand hee nahi

kartai humare khuad k alaam atnay karaab hai

jiss k badlai main hum saab k saat iss taraha hota hai


 

dr maqsood hasni

Senior Member
Aug 11, 2008
943
286
1,163
72
kasur, pakistan
darust,
hamain apnay andar k insan ko zinda karna ho ga warna aata kal hamaray khisay main galiaan dalay ga. hum kam az kam nishan'dahi to kar saktay hain.
tovajo k liay shukarreya.
 

unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
"Dr.uncle paper ki bat to chorain ap baki sab cheezain he dekh lein kia wo sab zulm nahe?"
yahaan en hawaloon say motalaq guftagu kayoon nahain kartay??????????????
khul kar kaho
amal nahain ho ga na'sahi,
baat to samay aa'ay gi.
hamaray mulak main taleem ko kundi churi say kata ja raha hai.
ustad bai'waqar ho giya hai.

mera mutlab tha k sirf paper ki bat kion karain baki chezain bhi dekhain to sir dewar per marnay ko dil kerta hai
 

Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar
darust,
hamain apnay andar k insan ko zinda karna ho ga warna aata kal hamaray khisay main galiaan dalay ga. hum kam az kam nishan'dahi to kar saktay hain.
tovajo k liay shukarreya.

bhai andar k insaan jaab taak nahi jaag saktaa jaab tak humare dil main khuaf e khuda na pidaa hoo
 
Top