Piyaar & Judai ?

  • Work-from-home

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
saalamz friends

Kahaa jataa hai k her piyaar ka end judai hota hai

ap is baat say kitnay % agre kartay ho..apni baat ko explain karna mut bholiyayga {(popcorn)}
 
  • Like
Reactions: nrbhayo

atul32

Active Member
Jul 18, 2008
277
27
728
pyar means ek ho jana....juda means 2 ho jana.......2 bodies pass bhi ho to 2 hi rehti hai.....aur yadi man ek ho to body kitne bhi door ho ek hi hona hai......
 
innocentt

Newbie
Aug 1, 2008
31
7
0
pyaar ka matlab judai tab hota hai jab pyaar main koi bewafai ho !!!
well ager pyaar sacha hai to us main JUDAI nam ki cheez dur dur tak nazar nahin ati......
 
Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar
kaha jataa hai k zarori nahi k app kasey cheaz ko pyar karoo ya chahoo to woh app ko mill hee jahai gi

aur dekhaa jahai to yeh baat sach hai k aghar app duniyaa main kasey bhi cheaz ko panay ki try karoo

gai too woh cheaz app say dhoor hote chalee jahai gi
 
madhosh

Newbie
Sep 20, 2008
5
1
0
38
pakistan , Rawalpindi
zaroori nahi k pyar ma judai ho, judai tab hi ate ha jab pyar mukhlis na hoo , matlabi ban jaye , aik sachaye na rahey iss ma ,

pyar ka matlab shaadi ya hamesha milan hi nahi hota , real pyar tu insaan k dil ma hota ha jisko insan k liye biyan karna bi mushkil ha , pyar tu naam hanse muskarahat ka , judai ka nahi ,

kuch logg kehtey hain k first time dekha tu pyar ho gya , first time insan aik larki ma ya aik larkey ma kia kia dekhta ha , sirf face , otherthing kia hai ,

i dont believe that first time dekha aur pyar howa , pyar ma insan ki halaat aise hote k insan apne mehboob ko khushboo se uss ki sansoo se uskey ahat se , pehchaan jata ha ,

pyar kia ha iss ki importance kia hai , who know that
 
*Noor*

Newbie
Sep 21, 2008
30
5
0
Kyun, tussi auna?

{(goodpost)}
 
  • Like
Reactions: nrbhayo

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
lazmi nahi hur pyaar ka end judai hi hoo...

judaie tub ati hai jub apne pyaar par bharoosa na hoo.... bharoosa rakhoge to kamiyaab hoge...
 
tariqmahmood

Newbie
Aug 27, 2008
10
0
0
i think pyar ko abi tak koi samaj he naheen saka k pyar hota kya hay her shair apni feelings say is ko tashbeeh deta hay koi kehta hay k pyar dokha hay pyar life hay actual pyar insan ka apna app hota hay jo phoot phoot kar bahr ata hay han jo pyar husband wife man hota hay wo he such hay kuyn k allah he nay ye kaha hay k tum donon means husband wife man hum pyar rakh datay han achay larkay k leay achi larki aour buray k leay buri thats all
 
Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
arey yeh sab cheezein bakwas hai..
in cheezo mei nahi parho tu behtar hai..
poori life kharab kardeti hai..{(thinkg)}
 
Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar
zaroori nahi k pyar ma judai ho, judai tab hi ate ha jab pyar mukhlis na hoo , matlabi ban jaye , aik sachaye na rahey iss ma ,

pyar ka matlab shaadi ya hamesha milan hi nahi hota , real pyar tu insaan k dil ma hota ha jisko insan k liye biyan karna bi mushkil ha , pyar tu naam hanse muskarahat ka , judai ka nahi ,

kuch logg kehtey hain k first time dekha tu pyar ho gya , first time insan aik larki ma ya aik larkey ma kia kia dekhta ha , sirf face , otherthing kia hai ,

i dont believe that first time dekha aur pyar howa , pyar ma insan ki halaat aise hote k insan apne mehboob ko khushboo se uss ki sansoo se uskey ahat se , pehchaan jata ha ,

pyar kia ha iss ki importance kia hai , who know that

bura nahi manaa sister per lagta hai app films bohaat zada dhekte hoo app joo bool rahee hoo asey batain seref kitaboo main hee achee lagtee hai real life main nahi
 
waqas411

Regular Member
Oct 10, 2008
53
15
708
karachi
Judai ka matlab ke app fail hogai pyar ma .wese zaroori nahi ke dunya ma har cheez milay .MENE JISE SUBSE ZYADA PYAR KYA THA AIK MAHEENAY MA SATH CHOD DYA AUR KOI WAJHA BHE NAHI BATAI .APP LOG BATA SAKTAY HAIN KE YE KYA THA.LEKIN ALLAH JANATA HAI KE MA SACHA THA.WESE AIK JATI HAI TO DOSRI LIFE AA HI JATI HAI .YE SUB FILM MA HOTA HAI KE MOHABAT AIK SE HOTI HAI .HAQEEQAT MA AISA KUCH NAHI HOTA.
 
atul32

Active Member
Jul 18, 2008
277
27
728
aap kisiko pyar karte hai usse aapka use pane ka haq nahi ban jata...vaise bhi pyar pane ka naam nahi dete jane ka naam hai...bina return ki ummeed liye...agar return ki ummeed hai to aap pyar me bhi business kar rahe hai...maine aapko pyar kiya aap bhi mujhko karo...
uski khushi meri khushi hai...kya farq padta hai ki wo mere sath nahi kisi aur ke sath khush hai...lekin hamara pyar aisa hi hai...use khush hona chahiye to sirf mere sath...yahi pati patni kar rahe...ek doosre ke gardan pe talwar rakhe rahte hai...patni dekhti hai kahi mere siva inki nazar kisi aur pe na jaye..inhe mujhse jyada sundar koi aur na lage...aur galti se lag gayi to pati ki aafat samjho...uska jeena haram kar degi...ro ro ke...bartan patak ke..baccho ko peetke...allah ki hidayat yaad dila dila ke...aur yahi pati karte hai...use katla kar dete hai...usko talaaaq de dete hai...use jallel karte hai duniyan ke samne...marte hai......aur ye wo hi aurat hai jisse aap itne prem me the ki uski halki si kharonch bhi aapko peeda deti thee...p[ar yadi wo aapse prem nahi krti to aap use jaan se mar sakte hai..gazab prem hai hamara...
hamaroi shadiyan licence hai is baat ka kii aaj ke baad tumhe aur kisise pyar nahi hoga...koi tumhe sundar na lagega...mere siva kisi aur ke liye tumhare man me phool na khilenge...ye possible hota hai hardly 0.1% logo ke liye ..par what about 99% people...
 
Top