Qaza Namaz

  • Work-from-home

unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
Assalamoalaikum Friendz

Kafi dino say aik question dimagh may ghoom raha tha socha kion na ap logon say uska answer pocha jay
meine suna hai k Qaza namaz perhne ka gunnah hai..kia ye bat sach hai plz islam ki roshni may iski wazahat kejiyay
 

The_Dark_Knight

V.I.P Member
Senior Member
Apr 22, 2008
957
472
763
TM
Aghar kisi wajah say app ki koi namaz miss hoo gai hai tu uss ko Qaza karna app per lazim hai iss mein gunnah wali baat koi nahi haan namaz chorne ka gunnah hai.
Aghar Qaza namaz ka tareeqa maloom nahi tu mein woh bhi post kar don ga.
Thanks
 

unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
han ye bat to mein bhi janty hon kay Namaz chornay ka gunnah hai per meine 2 bar kahin ye perha hai k Qaza namaz ka bhi buhat bara gunnah hai to bas yehi confirm kerna chah rahe thi
 

Zakwan

_ZAKKY
TM Star
Nov 29, 2007
2,220
1,119
1,213
35
Canada
han ye bat to mein bhi janty hon kay Namaz chornay ka gunnah hai per meine 2 bar kahin ye perha hai k Qaza namaz ka bhi buhat bara gunnah hai to bas yehi confirm kerna chah rahe thi
Nahi agar by mistake aap ki namaz qaza hu jati hei tu us ka koi gunnah nahi hei. Lakin agar aap jan mujh ker qaza kertin hein tu uska gunnah hei. Aur agar aap qaza namaz ada nahi karain gin tu aap ko gunnah milay ga. Namaz agar qaza hu gayi hei tu usey parhna zaroori hei.
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
rut midtown n ahmed....

n ya midown i req u .. k app qaza namaz ka sahi tareeqa yahan per bataie.. i want 2 confirm it...

 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Assalamoalaikum Friendz

Kafi dino say aik question dimagh may ghoom raha tha socha kion na ap logon say uska answer pocha jay
meine suna hai k Qaza namaz perhne ka gunnah hai..kia ye bat sach hai plz islam ki roshni may iski wazahat kejiyay
Wa Alaykum Assalam Wrwb
agar apki koi namaz chut jaye to aap usko khaza karlen isme koi gunah nahi hoga insha Allah
lekin agar jaan bujh kar apne isko chora phir baad me khaza ki to tauba zaroori
agar khaza bhi nahi padhe to iska gunah hai aur iski apko saza bhi milegi illa ye k apne tauba ki aur Allah maaf karde

rahi baat namaz khaza kab hoti jab uska waqt nikal jaye tabhi khaza hogi
kuch kitabon me khaza namaz par bhi kayi saal jahannum me jalenge aise zikar aaya hai wo bedaleel hai
kyunk khud Allah k Rasul S.A.W se namaz khaza huyi hai aur sahaba se bhi to kya nauzubillah ye jahannum me jalenge hargiss nahi
insaan hai bani aadam bhul hoti rehti hai hame tauba karni chahiye Allah gafoor ur rahim hai maaf kardega

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen


Meine yahan Post kar diya hai plz check kar lain.

Qaza Namazon ka Tareeqa *Detailed*

Qaza Umri kay Ahkaam

Apni Duaon mein yaad rakhiye ga
janab apne jo link diya hai khaza namaz k talluk se usme aksar daleelen mangadhat hain zayeef hain jis par aitebaar nahi kiya jasakta
Allah hame aisi kitabon se mehfooz rakhe aur sahi deen ki samajh aata farmaye Aameen
 
Top