Roohaniat--introduction-last part

  • Work-from-home

sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
Allah Tallah Quraan-E-Paak Main Farmaatay Hain



Phir Tasawuir Karo Us Waqt Ka Jab Tumharay Rab Nay Farishton Se

Kaha Tha K Main Zameen Par 1 Khaleefa Bananay Waala Hoon Unhon

Nay Arz Kia ….Kia Aap Aap Zameen Main Kisi Aisay Ko Muqarrar Kernay

Walay Hain Jo Us K Intizaam Ko Bigaaray Ga Aur Khoon Raizian Karay

Ga…Aap Ki Hamdo Sana K Saath Tasbeeh To Hum Ker Hi Rahay Hain

Allah Nay Farmaya….Jo Main Janata Hoon Wo Tum Nahi Jaantay….Phir

Allah Paak Ne Adam Ilm-Mul Asma Transfer Kia Aur Is K Baad Farishton

K S aamnay Pesh Kia…..Agar Tumhara Khayaal Sahi To Tum Batao

Asma…Farishton Nay Kaha Jo Aap Janatay Hain Wo Nahi Jaantay.......

Haqeeqat To Ye Hai Sub Kuch Jannay Aur Samajhnay Waali Sirf

Aap Ki Hi Zaat Hai...Phir Allah Nay Adam Se Farmaya K Ab Tum In

Ko Asma Batao Jab Adam Nay Bata Diya To Allah Nay Farmaya

May Nay Tum Se Nahi Kaha Tha K Jo Main Jaanta Hoon Wo Tum

Nahi Jaanatay Main Aasmano Aur Zameen Ki Wo Saari Haqeeqatain

Jaanta Hoon Jot Um Se Makhfi Hain....Jo Kuch Tum Zahir Kertay Ho

Wo Bhi Main Jaanta Hoon Aur Jo Kuch Tum Mujhay Seekty Ho Wo Bhi..."

Quran-E-Paak K Mutabiq Allah Nay Adam Ko Wo Ilm Sikha Diyay Hain Jo Kisi Bhi Makhlook Ko Nahi SikhyeAgar Insaan In Uloom Se Waqif Nahi To Us Ki Hasiat Ashrafulmakhlookaat Ki Nahi Hogi.Balk Wo Doosray Tamaam Makhlook Ki Satah Par Hi Hoga…Is Liya Zuroori Hai K Insaan Apnay Batin Ko Talaash Karayyani Rooh Ko Talash Karay..Jab Koi Banda Apni Rooh Se Waqif Hojaata Hai To Wo Apni Rooh Se Bhi Waqif Hojaata Hai.

Allah Tala Irshaad Farmatay Hain

“Main Tumhaari Ragay Jaa Se Bhi Nazdeek Hoon Tum Mujhay Dekhtay Kyun Nahi”

Rag-E-Jaan Se Qareeb Honay Ka Matlab Hai K Faasla Hai Hi Nahi.Yaani A Meray Bando Tum Meray Itnay Nazdeek Ho K Tum Faaslay Ka Taun Nahi Kersaktay

Allah Farmatay Hain K Tum Meri Basarat Se Suntay Ho Samaat Se Dekhtay Tum Meray Fawad Se Sochtay Ho..Main Nay Tumhain Wo Ilm Dia Hai Jis K Zarya Tum Meray Qareeb Hosaktay Ho

hazrat khuawja shamsuddin farmaatay hain


"Meray Point Of View Se Tasawuf 1 Ilm Hai Jis T arha Medicl Science
Engeeneering , Ki Apni Ahmiat Hai aur Math Alag Field Hai Har Ilm Ki
Afadiat Hai Agar Afadiat Nahi Hogi To Wo Ilm Khatam Hojye Ga Tasawuf
Bhi Isi Tarha Ka 1 Ilm Hail Akin Ye Baatni Ilm Hai.

Quran-E-Paak Main Allah Farmatay Hain


“Hum Nay Har Cheez Ko Joray Joray Banaya”

Yanai Har Cheez K 2 Rukh Hain 1 Male Aur 2 Femaleye Insaano Main
Darakhton Main, Janwaron Parindo Main Har Jaandaar Main HainAur Agar
Male Hai To Us K Bhi 2 Rukh Hai Agar Female Hai To Us K Bhi 2 Rukh Hain
Jab Har Cheez 2 Rukh Par Hai To Ilm K Bhi 2 Ruklh Hain Wo Kia Hain???


1 Batin Doosra Zahir

Isi Tarha Insaan Ka Jo Shaoor (Consciousness) Or (Awareness) Hai Us K
Bhi 2 Rukh Hain…

1 Us Ka Outer Hai Jis Ko Baidaari Kehtay Aur 2 Inner Jis Ko Dream Kehtay
Hain Insaan Jo Kuch Baidaari Main Kerta Hai Wo Hi Kuch Khuab Main Bhi
Kerta Hai Difference Sirf Itna Hai K Khuab Main Ye Physical Body Work
Nahi Kerti J ab K Hum Khuwab Se Uthtay Hain To Bazahir Kaam Kernay

Waala Jism Harkat Main Nahi Hota .....

 

Mahira414

Newbie
Sep 16, 2008
229
30
0
a sweet Pakistan
nice mai ne aapke teeno thread parhe hyn aap ne ye sari info kaha se collect ki hy?

per mera ik sawal hy or wo ye k kuch log kehty hyn k Allah k waliyon se mangna ya unke samne apni hajjat rakhna ghalat hy ya esy log shirk karty hyn aap plz is baary mai kuch bataiye
 

sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
nice mai ne aapke teeno thread parhe hyn aap ne ye sari info kaha se collect ki hy?

per mera ik sawal hy or wo ye k kuch log kehty hyn k Allah k waliyon se mangna ya unke samne apni hajjat rakhna ghalat hy ya esy log shirk karty hyn aap plz is baary mai kuch bataiye


main is baray main sirf itna kahu gi k Allah k siwa ksi aur k agay haath phailana aur mangna ghalat aur shirk hai
 

Subhan shah

Newbie
Feb 17, 2009
1
0
0
34
Assalm-o-Alaikum,Article to kafi acha hai par ye bataye ye kisi Alim-e-Deen se verify hai?waiting for reply
or tell me agr me aise agay Emails k zarye forward karo to koi Problem to naHE HAI?
 

sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
Assalm-o-Alaikum,Article to kafi acha hai par ye bataye ye kisi Alim-e-Deen se verify hai?waiting for reply
or tell me agr me aise agay Emails k zarye forward karo to koi Problem to naHE HAI?
waliekum salam subhan bhai apka shukria k ap nay is artical ko parha aur pasand kia

jahan tak is ki varification ka masla hai to ap is taraf se bilkul mutmaeen hojyen....

ap nay mashoor buzurg baba tajjudin nagpoor k baray main to parha hoga un k nawasay hazrat muhtaram azeem barkhia rehmatullah ale jo k pichli hi sadi k intihai bary wali guzray hain unka silsila Azeemia aur un k shagird aur silsila azeemia k murshid hazrat khuaja shamsud-din azeemi ye saray milay jully irshadad in hi buzurg hastion hain aur ye roohani scholar hain dunya bhar main inka silsila phaila hua hai ap befikar hojyen janab....aur kuch poocha ho to plz let me know
 

guroo13

Newbie
May 4, 2009
6
3
0
44
I liked the way you portrayed your message, but I have serious questions about it.. What is Islam anyways???? What you have said seems very complicated to me. That is why I have created a website, which has helped few people already in understanding the true meaning of Islam. Because, I think, If we hold on the Rope of Allah and don't try to get into other stuff or tafarukah... that will be the best solution... I won't quote any hadith or anything over here, even though there are many but, I will for sure say one thing, that if Roohaniat is a way which leads you towards Allah. Then that means, Muhammad (PBUH) and Allah (SWT) didn't know that this time will come and we will need Roohaniat to solidify our Imaan, because neither Prophet(pbuh) taught this to his companions nor Allah(SWT) gave this command in Quran to mankind... Meaning commiting a big time Shirk.
For more information please visit my website:
www dot islamandspiritualism dot com
 

call_the_

Newbie
Aug 24, 2009
7
3
0
37
salam,
mai is forum mai new hu.roohaniat peh parha to bhot acha laga.insan is rooh k ilawa kuch nahe .is mai to koe dout nahe but 1 question hai k hum apni rooh ko pehchanain .agar rooh ko pehchan'na hai to kya cheez pehchanay gi.jisam ki koe haisiat he nahe hai.jub rooh ki pehchan hoti hai to kissay hoti hai .jisam ya rooh ko ya phir koe aur agency hai.plz do reply me .
 

call_the_

Newbie
Aug 24, 2009
7
3
0
37
salam,
Dainay ka ikhtiyar to sirf ALLAH k pas hai.ALLAH k khas Bunday hain jo ALLAH k deay mai say daitay hain.Jiasay ALLAH ki zaat Dainay wali hai aur Hazoor Nabi Kareem Sallalla ho Alai Walsullum ki zaat takseem karti hai.ALLAH Khaliq hai aur us k ilawa her cheez makhlooq hai.makhlooq wasail ki mohtaj hai jo ALLAH ki zaat mubarka atta karti hai.agar ALLAH na day to insan ya koe aur makhlooq kuch nahe kar sakti.
1 shopkeeper hai.us nay 1 servant rakha.ab agar malik shop peh nahe hai to servent shop mai say cheezain sale karta hai.is ka matlab yeh hai k agar ALLAH kisi ko ikhtiyar day to insan b kisi ko kuch day sakta hai but is ka matlab yeh nahe k insan apni taraf say kuch day raha hai.insan sirf ALLAH ki taufiq aur US k deay mai say daita hai.Jaisay Hazat Esa Alia Salam Murdo ko zinda kartay thay.Anbia karam say bhot say aisay wakiat hain jo is say related hain but is sari baato mai yeh baat mind mai rakhna zaruri hai k insan apnay ap ko is qabil karay k woh ALLAH ki qurbat Hasil kar lay.aur qurbat hasil karnay k lea batin ki taraf mind lagana paray ga.
 
Top