Roohaniat--introduction-part 2

  • Work-from-home

sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
ROOHANIAT-INTRODUCTION-PART 2

Ulma-E-Batin K Nazdeek Quraan Majeed K Uloom Ko Talaash Kerna Aur Un Main Taffakur (GHOR) Kerna Bohat Ahsan Amal Hai Chahay Ilm-E-Zahir Aur Is K Mukhtalif Shobay Hon Ya Inner Knowledge ….Is Azeem Kitaab Main Kisi Bhi Lehaaz Se Ghor Kia Jye Wo Hamaray Liya Helpful Hai.

Lakin Is Ko Maslaki Fiqahi Ikhtilaafaat Aur Ta assub Ka Zarya Bana Dena Naqaabl-E-Qubool Hai Agar Quran K Uloom Se Ziada Wasi Faizyaab Hona Hai To Is Ka Zarya Khud Rasool-E-Paak(SAW) Ki Zaat-E-Aqdas Hai Ya Phir Wo Qudsi-E-Nafs Auliy-E-Karaam Jinhon Nay Rasool-E-Paak Ki Nisbat Se Ye Ilm Hasil Kiya…..

Muhtaram Khuaja Shamsuddin Azeemi Farmatay Hain

Roohaniat Ka Matlab Ye Hai K Aap Ko Pata Chal Jye K Asal CHEEZ Rooh Hai …..Insaan K Ander Bhi Rooh Hai Janwar K Ander Bhi Rooh Hai…..Rooh Jab Nikal Jaati Hai To Aadmi Mar Jata Hai…Jab Tak Rooh Mojood Rehti Hai To Aadmi Chalta Phirta Rehta Hai.Ye 1 Complete Ilm Hai.Ghaib K Baray Main…Agar Roohani Ilm K Baray Main Question Kia Jye K Roohani Ilm Main Kia Teach Kia Jata Hai ???To Aap Easily Keh Saktay Hain K Roohani Subject Main Ghaib Ki Dunya K Inkashafaat Hotay Hain.

Ghaib Ki Dunya Sub Se Pehlay Apni Zaat Se Shooruh Hoti Hai,Koi Aadmi Is Baat Se Inkaar Nahi Kersakta K Us Ki Zindagi Ka Daromadaar Us Ki Rooh Par Hai.Jab Tak Us K Ander Rooh Mojood Hai .Wo Harkat Main Rehta Hai. Socha Hai, Feelings, Emotions Jo Kuch Hai Sub Rooh Main Hai.

Dunyawi Aitbaar Se Koi Aisa School Nahi Banaya Koi Aisi Book Nahi Likhi Gai Jis Main Ye Bataya Gaya Ho K Rooh Ko Kisi Nay Dekha Hai Ya Rooh K Baray Main Koi Waqai Ilm Hai.Kehnay Ko To Bohat Se Batain Hai K Rooh Main Itna Weight Hai,Rooh Zindagi Ko Chala Rahi Hai Aur Zindagi Ka Daromadaar Rooh Par Hi Hai…Magar Rooh Ko Kisi Nay Dekha Nahi Hai…Kaisi Ajeeb Baat Hai!...Hamain Is Baat Ka Yaqeen Hai K Jab Tak Hum Main Rooh Hai Hum Chaltay Hain Phirtay Hainzindagi K Saaray Taqazay Rooh K Tabay Hain.Lakin 6 Arab Insaano Main Se Aap Poochain K Rooh Kia Hai??Tum Nay Rooh Ko Dekha Hai??...To 1 Hi Answer Hair Ooh Bhi Koi Dekhnay Ki Cheez Hai?...Rooh Koi Nazar Aati Hai?..

Lakin Reality Main Aisa Nahi Hai…Rooh Nazar Aati Hai,Rooh Ko Dekha Jasakta Hai Aur Ye Bhi Barai Ajeeb Aur Kam Aqli Kai K Jo Cheez Aap Ki Life Ko Chala Rahi Hai Aur Aap Ko Zinda Rakhay Huay Hai Aap Is Se Waqif Hi Nahi…

Roohaniat Main Sub Se Pehlay Ye Sikhaya Jaata Hai K Aap Ki Physical Body Bones And Muscules Etc Se Mil Ker Bani Hai Aur Bones K Upar Jo Body Hai Us Ki Apni Koi Personal Motion Nahi- Ye Experience Aap K Samnay Hai Jab Koi Shaks Mar Jata Hai To Us Ki Physical Body Se Rooh Apna Contact Khatam Kerlaiti Hai That’s Why Jo Harkat Denay Wali Agency Thi (Rooh) To Us Agecy Nay Physicak Body Se Relation Khatam Ker Lia …Ab Wo Dead Body Hai..

To Pehli Baat To Ye Hai K Aaj Kal K Insaan Ki Bewakoofi Intiha Darjay Par Pohnchi Hui Hai K Wo Apni Asal Yani Inner Yani Rooh Se Waqif Nahi..

Isi Baat Ko Rasool-E-Pak(SAW) Nay Farmaya

“Jis Nay Apni Rooh Ko Pehchana Us Nay Ghaib Ko Pehchaan Lia”

Ab Roohani Uloom Main Jo Doosray Ghaib Aatay Hain Wo Ye Hain K Har Insaan Kuch Na Kuch Sochta Hai..Jo Bhi Harkat Kerta Hai ,Job Bhi Amal Kerta Hai Wo Khayaal Aai Baghair Nahi Kersakta.Agar Aap K Ander Khayaalat Ka Silsila Gadmad Ho Jye to Phir Aap Ko Psycho Kaha Jye Ga…Khayalaat Ki Jo Continuity Hai.Khayalaat Main Jo Means Convey Kernay Ki Agency Hai, Wahan Khayaalat Gadmad Hogai.

So We Can Say That ,Is Insaan Main Koi Aqal Nahi Hai Koi Sha- oor Nahi Hai is Ka Matlab Ye Hai K jehan Se Khayalaat Arahay Hain Unhi Khayalaat Ki Base Par Aap Khana Kha Rahay Hain,Pani Pi Rahay Hain,Shadi Kerrahay Hain Aur Is Se Bhi Aap Waqif Nahi K Khayaal Kahan Se Aya?...Kyun Aaya?....Bhook Kia Hai?...Pias Kia Hai?...

Bhook Ko Kisi Nay Nahi Dekha Bhook Bhi 1 Ghaib Hai.Yani Aap Ki Zindagi Ka Haal Ye Hai K Aap Ghaib Main Band Hain Aur Aap Is Se Bahir 1 Inch Bhi Nahi Nikle Saktay.

Khayaal Ko Samajhnay K Baad Jo Amal Aata Hai Wo Ye Hai K Hum Jo Is Maddi Dunya Main Reh Rahay Hain…Isay To Sub Zahiri Samajh Rahay Hain lakin Jis Zamanay Main Hum Zinda Hai Ye Zamana Kia Hai ?

Zamana Ghaib Hai.Pedaish Ka Waqt Guzar Ker Past Main Chala Gaya,Jawan Huay Jawani Bhi Chali Gai,Old Hogaiyani Zindagi Ka Jo Network Hai Wo Past Par Hai.Present Aur Future Ka Roohani Point Of Se Koi Wujood Nahi.Is Baat Ko Is Tarha Samjha Ja Sakta Hai K Jab Allah Nay Lakhon Karoron,Arbon Saal Pehlay Kun Kahato Kainaat(Universe)Woojud Main Agai.Sari Dunya Ban Gai.Ab Hum Ye Bata Saktay Hain K Ye Kainaat Kia Hai?...Kainaat K Kitnay Hissay Hain?...Zameen Kia Cheez Hai?..Lakin Kisi Nay Ye Nahi Bataya K Allah Nay Kabhi Kun Kaha Tha Ye Ilm Ghaib Hai..Is Ka Matlab Ye Hua K Kainaat Ka Wujood Ghaib Par Hai…Is Ki Explanation Is Tarha Ki Jasakti Hai K 1 Mango Ki Guthli Zameen Main Germinat Kertay Hain.Phir Kia Hoga?..Darakht Main Fruit Lagta Hai.It Means Har Gutli Ya Seed K Ander Darakht Ka Ghaib Hai.Is Liya K Seed K Ander Pooray Darakht Ka Poora Program Mojood Hai.K Kaisay Leafs Hongay?..Kaisi Stem Hongay?...Kaisay Fruit Hongay?...Friut Seet Hoga Ya Citrus?...Small Ya Big?...Now Tell?..Its Ghaib Or Zahir?...Qissa Mukhtasir Ye Hai K Allah Nay Insaano Ko Jo Ilm Sikhye Wo Kisi Aur Makhlook Ko Nahi Eekye.Wo Uloom Ye Hain K Insaan Ghaib K Ilawa Kuch Nahi

Ab Question Is That. Insaan Ghaib Se Itna Door Kyun Hai?..Is Ki Waja Ye Hai K Insaan Jab Peda Hota Hai To Usay 1 Envoiroment Pesh Aata Haius Envoroment K Baray Main Jab Hum Ghor Kertay Hai To Ye Baat Samjh Aati Hai K Parents Bachay Ko 1st Day Se Hi Ghaib Se Door Kernay Main Lag Jaatay Hain

Huzoor-E-Paak(SAW) Ka Irshad-E-Paak Hai

“Har Bacha Deen-E-Fitrat Par Peda Hota Haiaur Waalidain
Usay Yahood,Nisaara Aur Majoosi Bana Detay Hain”

IS MAIN yahood,Nisaara,Majoosi Ka Mean Ye Hai K Wo Is Main Apni Tarz-E-Fikr(The Way Of Thinking) Transfer Kerdetay Hain..

(Jaari hai)

with thanx Roohani Digest
 
Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
wooow .... kafi interesting lag raha hi ... want to kno more about it ..... keep it up SS .. gud work {()|eqw4
 
farooqrashid

Newbie
Aug 25, 2007
118
22
0
39
Kya zindagi ka sirf wohi rukh hey jo ab tak insaniyat k ilam maiN hey?
Kya her cheez ko dekh kar hi mana ja sakta hey?
Kya dekhney sey barh kar bhi koi tareeqa hey kisi baat ya kisi raaz ko samajhney ya mehsoos karney ka?
Dead body maiN rooh nahi hoti.......phir osey gusal deney mey ehtiat rakhney ka hukamkioN hey?Kya rooh k elawa koi aur mehsoos karney wali cheez rooh k janey k baad bhi mojod hoti hey?
Khayalat aaney pey pori grift hey Allah ki...........kya ye kehna sahi hey?
ss_ss said:

ji haan sir farooqrashid aap k saaray question k sawalaat ka jawab next post main day dia jye ga
lakin jaisa k main nay DON se kaha k main 2 days k liya busy hoon shab-e-raat ki waja se is liya post kernay main late hosakti hoon...thanx

1 aur baat request ye hai k jaisa k aap nay perha yehan spirtuality k topic par baat horahi hai aur aap se mery ye request bhi hai k kyun roohaniat step by step introduction hi chal raha hai is liya post k lehaaz se sawaal kiya jye kyun k aap nay jitnay sawaal poochay hain wo saaray next post main anay hi waalay hain lakin asal cheez to ye hai k aap pehlay jo batain btye gai hain un ko samjhain aur un se sawaal karain agar sub kuch samajh aa chuka hai to thats goooood lakin main phir bhi ye hi kahoon gi k next post main aap k question k answer aap ko mil jye gay

mujhay yaqeen hai aap sabar ka muzahira karain gain ....thanx
 
atul32

Active Member
Jul 18, 2008
277
27
728
kisko pata chalega ki asal cheez rooh hai....jannee wala kaun hai...? body/mind ...who?
 
ali asghar

Newbie
Dec 27, 2009
6
4
0
Karachi
Interesting

interesting & full of knowldge

Top