Rukhsat hua to aankh mila kar nahin giya

  • Work-from-home

king nasir

Newbie
Jan 6, 2010
1,136
539
0
Nizampura ch no 2 Pattoki
rukhsat hua to aankh mila kar nahin giya


wo kiyun giya hai ye bhi bata kar nahin giya


yoon lag raha hai jese abhi lot aye ga


jate hue chragh bujha kar nahin giya


shayad wo mil hi jaye magar justuju hai shart


wo aapne naqshe pa to mita kar nahin giya


har bar hum ko chor giya iztirab mein


lote ga ab kabhi wo bata kar nahin giya


rehne diya na us ne kisi kam ka mujhe


or khak mein bhi mujh ko mila kar nahin giya
 
  • Like
Reactions: nrbhayo
Top