SADAQA-E-FITR Ke Masail

  • Work-from-home

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
"SADAQA-E-FITR Ke Masail
-------------------------------------------
๐Ÿ‘‰ Kitna Kg Anaj dena chahiye?

๐Ÿ‘‰ Kya Paisa bhi de sakte hain Sadqa e Fitr me?

๐Ÿ‘‰ Kispe wajib nahi hai?


๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡
----------------------------------------
๐Ÿ‘‰ Sadqa-e-Fitr se muraad Maah-e-Ramadan ke ikhtetaam (end) par Namaz-e-Eid se pehle Fitrana ada karna hai.

๐Ÿ‘‰Sadaqa-e-Fitr ka zmaqsad khud ko Rozon ke dauran kiye hue gunahon se paak karna aur Miskeenon ke liye khane ka intezaam karna hai.*
๐Ÿ“š(Sunan Ibn Maaja-1827)

๐Ÿ‘‰ Is Sadaqe ko Rasoolullah ๏ทบ ne har Musalman Mard, Aurat, Bachche, Boodhe, Jawaan, Azad aur Ghulam par Farz qaraar diya hai.
๐Ÿ“š(Sahih Bukhari: 1503)

๐Ÿ‘‰ Jiske Paas Us (Eid ke) din aur raat ke liye apni khuraak se zyada anaaj na ho to us par Sadqa-e-Fitr waajib nahi hai.
๐Ÿ“š(Al-Mughni Ibn Qudama: 4/307)

Sadaqa-e-Fitr me Anaj hi dena Afzal hai, Paisa dena nhi

---------------------------
๐Ÿ‘‰ Sadaqa-e-Fitr ki miqdaar: Iski miqdaar 1 sa'a hai joki ghar ke har fard ki taraf se ada ki jaegi. Jadeed wazan ke mutabiq 1 Sa'a taqreeban 2.5 kg se 3 kg tak banta hai.
๐Ÿ“š(Sahi Bukhari: 1503, 1506, 1508)

๐Ÿ‘‰Jo cheez bataur Sadaqa-e-Fitr ada ki jaye woh khaane ka zariya ho. jaise ki Khajoor, jow, Gehoon, Paneer, Munaqqa waghera.
๐Ÿ“š(Sahi Bukhari: 1503, 1506).

๐Ÿ“Œ Note: Sadqa-e-Fitr me Jins (anaaj) ki zqeemat ada kar dena sabit nahi hai* isliye isse parhez karna chahiye. Kyunki Nabi Kareem ๏ทบ ke zamane me naqad qeemat bhi hua karti thi magar woh sadaqa-e-Fitr me jins (Anaj hi dete the) naki Naqad.


๐Ÿ‘‰ Ibn Taymiyah R.a. farmate hain _ "Sadaqa-e-Fitr Roz marrah ki khuraak se ada karna chahiye"
๐Ÿ“š (Majmua Fatawa: 25/35-36).

Kya Paisa bhi de sakte hain Sadqa e Fitr me?
---------------------
๐Ÿ‘‰ Baad me Taba'een ke daur me Jins ke badle Qeemat dene ke Asaar milte hain.
(Dekhiye Musannaf Ibn Abi Shaybah : 10368, 10371)
๐Ÿ‘† Lihaza majboori ki halat me paise ki soorat me bhi Sadqa-e-Fitr diya ja sakta hai lekin *Afzal yahi hai ki jins se diya jaye.*
-----------------------------------------
๐Ÿ‘‰Sadaqa-e-Fitr Eid ki Namaz se pehle ada karna chahiye. ๐Ÿ“š(Bukhari-1503).
๐Ÿ‘‰ Lekin Eid se ek do din pehle bhi Yeh Sadaqa ada kiya ja sakta hai.
๐Ÿ“š(Bukhari-1511)

๐Ÿ‘‰ Sadaqa-e-Fitr Musalman ki taraf se hi ada kiya jaega. Agar kisi ke walidayn (Parents) Muslim Na hon to unki taraf se ada nahi kiya jaega.
๐Ÿ“š (Fathul Bari: 4/142)
 
  • Like
Reactions: shehr-e-tanhayi

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
@Don @saviou @Shiraz-Khan @shehr-e-tanhayi @Hoorain @RedRose64
@Aaylaaaaa @minaahil @Umm-e-ahmad @H@!der @khalid_khan @Untamed-Heart
@duaabatool @Armaghankhan @zaryaab-irtiza @DiLkash @Seemab_khan @Mahen @Masha
@Cyra @Kavi @rooja @Aaidah @BeautyRose @Gaggan @hasandawar @AnadiL @Prince-Farry
@Hasii @Masha @Bird-Of-Paradise @Besharam @shzd @hinakhan0 @zehar @bilal_ishaq_786
@Belahadi @Manahi007 @BeautyRose @ujalaa @*Sonu* @Guriyaa_Ranee @illusionist
@sonu-unique @shahijutt @ujalaa @Layla @Fantasy @Babar-Azam @AM_ @Princess_Nisa
@Shanzykhan @sweet bhoot @NXXXS @IceCream @zahra1234 @AnadiL @Basitkikhushi
@Pari @whiteros @namaal @Abid Mahmood @Iceage-TM @Toobi @i love sahabah @Zunaira_Gul
@NamaL @Fa!th @MSC @yoursks @thefire1 @nighatnaseem21 @Fanii @naazii @Miss_Tittli
@junaid_ak47 @Guriya_Rani @Azeyy @Gul-e-lala @maryamtaqdeesmo @HorrorReturns
@shzd @p3arl @Atif-adi @Lost Passenger @marzish @Pakhtoon @candy @Asma_tufail
@Rubi @Tariq Saeed @Mas00m-DeVil @Wafa_Khan @amazingcreator @marib @Raat ki Rani
@Ghazal_Ka_Chiragh @Binte_Hawwa @sweet_c_kuri @sabha_khan40 @Masoom_girl @hariya
@Aayat @italianVirus @Ziddi_anGel @sabeha @attiya @Princess_E @Asheer @aira_roy
@shailina @maanu115 @Dua001 @pyaridua @xortica_ @DesiGirl @huny @AshirFrhan
@Rahath @Shireen @zonii @Noor_Afridi @sweet bhoot @Lightman @Noorjee @hafaz
@Bela @LuViSh @aribak @BabyDoll @Silent_tear_hurt @gulfishan @Manxil @arzi_zeest
@errorsss @diya. @isma33 @hashmi_jan @smarty_dollie @Era_Emaan @mashooma
@saimaaaaaaa @Nighaat @crystal_eyez @Mantasha_Zawaar @zaatzarra @reality @Fahaad
@Hudx @Stunning_beauty @Zia_Hayderi @Fadiii @Aqsh_Arch @St0rm @Museebat

@Don @saviou @Shiraz-Khan @Seemab_khan @Mahen @shehr-e-tanhayi
@Aaylaaaaa @minaahil @H@!der @Untamed-Heart @Sehar_Khan @shzd
@duaabatool @Armaghankhan @Layla @NamaL @Hoorain @zehar @St0rm
@Kavi @Gaggan @AnadiL @Um_mm @me-back @maria_1 @Angela @NXXXS
@Hasii @Bird-Of-Paradise @Ram33n @Taha1 @ujalaa @Museebat
@Manahi007 @ujalaa @*Sonu* @Fantasy @Museebat @Sehar_ @namaal
@Shanzykhan @AnadiL @Basitkikhushi @Abidi @Zunaira_Gul
@whiteros @Umme_Haani @Fanii @junaid_ak47 @Mas00m-DeVil @Asheer
@arzi_zeest @mashooma @intelligent086 @Syeda-Hilya
 

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
Jo cheez bataur Sadaqa-e-Fitr ada ki jaye woh khaane ka zariya ho. jaise ki Khajoor, jow, Gehoon, Paneer, Munaqqa waghera.
๐Ÿ“š(Sahi Bukhari: 1503, 1506).
Sahi bukhari 1503 may yeh hadees hai.
"'Abdullah b. Dinar reported on the authority of Ibn 'Umar that the Messenger of Allah ๏ทบ used to observe prayer on his ride (no matter) in which direction it had its face turned. 'Abdullah b. Dinar said that Ibn 'Umar used to do like that. "
 

Armaghankhan

Likhy Nhi Ja Sakty Dukhi Dil K Afsaany
Super Star
Sep 13, 2012
10,433
5,571
1,313
KARACHI
"SADAQA-E-FITR Ke Masail
-------------------------------------------
๐Ÿ‘‰ Kitna Kg Anaj dena chahiye?

๐Ÿ‘‰ Kya Paisa bhi de sakte hain Sadqa e Fitr me?

๐Ÿ‘‰ Kispe wajib nahi hai?


๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡
----------------------------------------
๐Ÿ‘‰ Sadqa-e-Fitr se muraad Maah-e-Ramadan ke ikhtetaam (end) par Namaz-e-Eid se pehle Fitrana ada karna hai.

๐Ÿ‘‰Sadaqa-e-Fitr ka zmaqsad khud ko Rozon ke dauran kiye hue gunahon se paak karna aur Miskeenon ke liye khane ka intezaam karna hai.*
๐Ÿ“š(Sunan Ibn Maaja-1827)

๐Ÿ‘‰ Is Sadaqe ko Rasoolullah ๏ทบ ne har Musalman Mard, Aurat, Bachche, Boodhe, Jawaan, Azad aur Ghulam par Farz qaraar diya hai.
๐Ÿ“š(Sahih Bukhari: 1503)

๐Ÿ‘‰ Jiske Paas Us (Eid ke) din aur raat ke liye apni khuraak se zyada anaaj na ho to us par Sadqa-e-Fitr waajib nahi hai.
๐Ÿ“š(Al-Mughni Ibn Qudama: 4/307)

Sadaqa-e-Fitr me Anaj hi dena Afzal hai, Paisa dena nhi
---------------------------
๐Ÿ‘‰ Sadaqa-e-Fitr ki miqdaar: Iski miqdaar 1 sa'a hai joki ghar ke har fard ki taraf se ada ki jaegi. Jadeed wazan ke mutabiq 1 Sa'a taqreeban 2.5 kg se 3 kg tak banta hai.
๐Ÿ“š(Sahi Bukhari: 1503, 1506, 1508)

๐Ÿ‘‰Jo cheez bataur Sadaqa-e-Fitr ada ki jaye woh khaane ka zariya ho. jaise ki Khajoor, jow, Gehoon, Paneer, Munaqqa waghera.
๐Ÿ“š(Sahi Bukhari: 1503, 1506).

๐Ÿ“Œ Note: Sadqa-e-Fitr me Jins (anaaj) ki zqeemat ada kar dena sabit nahi hai* isliye isse parhez karna chahiye. Kyunki Nabi Kareem ๏ทบ ke zamane me naqad qeemat bhi hua karti thi magar woh sadaqa-e-Fitr me jins (Anaj hi dete the) naki Naqad.


๐Ÿ‘‰ Ibn Taymiyah R.a. farmate hain _ "Sadaqa-e-Fitr Roz marrah ki khuraak se ada karna chahiye"
๐Ÿ“š (Majmua Fatawa: 25/35-36).

Kya Paisa bhi de sakte hain Sadqa e Fitr me?
---------------------
๐Ÿ‘‰ Baad me Taba'een ke daur me Jins ke badle Qeemat dene ke Asaar milte hain.
(Dekhiye Musannaf Ibn Abi Shaybah : 10368, 10371)
๐Ÿ‘† Lihaza majboori ki halat me paise ki soorat me bhi Sadqa-e-Fitr diya ja sakta hai lekin *Afzal yahi hai ki jins se diya jaye.*
-----------------------------------------
๐Ÿ‘‰Sadaqa-e-Fitr Eid ki Namaz se pehle ada karna chahiye. ๐Ÿ“š(Bukhari-1503).
๐Ÿ‘‰ Lekin Eid se ek do din pehle bhi Yeh Sadaqa ada kiya ja sakta hai.
๐Ÿ“š(Bukhari-1511)

๐Ÿ‘‰ Sadaqa-e-Fitr Musalman ki taraf se hi ada kiya jaega. Agar kisi ke walidayn (Parents) Muslim Na hon to unki taraf se ada nahi kiya jaega.
๐Ÿ“š (Fathul Bari: 4/142)
Jazak Allah
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Sahi bukhari 1503 may yeh hadees hai.
"'Abdullah b. Dinar reported on the authority of Ibn 'Umar that the Messenger of Allah ๏ทบ used to observe prayer on his ride (no matter) in which direction it had its face turned. 'Abdullah b. Dinar said that Ibn 'Umar used to do like that. "
kahan search kiya apne?

70)
Chapter: Obligation of Sadaqat-ul-Fitr
(70)
ุจุงุจ ููŽุฑู’ุถู ุตูŽุฏูŽู‚ูŽุฉู ุงู„ู’ููุทู’ุฑู

ูˆูŽุฑูŽุฃูŽู‰ ุฃูŽุจููˆ ุงู„ู’ุนูŽุงู„ููŠูŽุฉู ูˆูŽุนูŽุทูŽุงุกูŒ ูˆูŽุงุจู’ู†ู ุณููŠุฑููŠู†ูŽ ุตูŽุฏูŽู‚ูŽุฉูŽ ุงู„ู’ููุทู’ุฑู ููŽุฑููŠุถูŽุฉู‹.




Narrated Ibn `Umar:
Allah's Messenger (๏ทบ) enjoined the payment of one Sa' of dates or one Sa' of barley as Zakat-ul-Fitr on every Muslim slave or free, male or female, young or old, and he ordered that it be paid before the people went out to offer the `Id prayer. (One Sa' = 3 Kilograms approx.)

ุญูŽุฏู‘ูŽุซูŽู†ูŽุง ูŠูŽุญู’ูŠูŽู‰ ุจู’ู†ู ู…ูุญูŽู…ู‘ูŽุฏู ุจู’ู†ู ุงู„ุณู‘ูŽูƒูŽู†ูุŒ ุญูŽุฏู‘ูŽุซูŽู†ูŽุง ู…ูุญูŽู…ู‘ูŽุฏู ุจู’ู†ู ุฌูŽู‡ู’ุถูŽู…ูุŒ ุญูŽุฏู‘ูŽุซูŽู†ูŽุง ุฅูุณู’ู…ูŽุงุนููŠู„ู ุจู’ู†ู ุฌูŽุนู’ููŽุฑูุŒ ุนูŽู†ู’ ุนูู…ูŽุฑูŽ ุจู’ู†ู ู†ูŽุงููุนูุŒ ุนูŽู†ู’ ุฃูŽุจููŠู‡ูุŒ ุนูŽู†ู ุงุจู’ู†ู ุนูู…ูŽุฑูŽ ู€ ุฑุถู‰ ุงู„ู„ู‡ ุนู†ู‡ู…ุง ู€ ู‚ูŽุงู„ูŽ ููŽุฑูŽุถูŽ ุฑูŽุณููˆู„ู ุงู„ู„ู‘ูŽู‡ู ุตู„ู‰ ุงู„ู„ู‡ ุนู„ูŠู‡ ูˆุณู„ู… ุฒูŽูƒูŽุงุฉูŽ ุงู„ู’ููุทู’ุฑู ุตูŽุงุนู‹ุง ู…ูู†ู’ ุชูŽู…ู’ุฑูุŒ ุฃูŽูˆู’ ุตูŽุงุนู‹ุง ู…ูู†ู’ ุดูŽุนููŠุฑู ุนูŽู„ูŽู‰ ุงู„ู’ุนูŽุจู’ุฏู ูˆูŽุงู„ู’ุญูุฑู‘ูุŒ ูˆูŽุงู„ุฐู‘ูŽูƒูŽุฑู ูˆูŽุงู„ุฃูู†ู’ุซูŽู‰ุŒ ูˆูŽุงู„ุตู‘ูŽุบููŠุฑู ูˆูŽุงู„ู’ูƒูŽุจููŠุฑู ู…ูู†ูŽ ุงู„ู’ู…ูุณู’ู„ูู…ููŠู†ูŽุŒ ูˆูŽุฃูŽู…ูŽุฑูŽ ุจูู‡ูŽุง ุฃูŽู†ู’ ุชูุคูŽุฏู‘ูŽู‰ ู‚ูŽุจู’ู„ูŽ ุฎูุฑููˆุฌู ุงู„ู†ู‘ูŽุงุณู ุฅูู„ูŽู‰ ุงู„ุตู‘ูŽู„ุงูŽุฉูโ€.โ€
Reference : Sahih al-Bukhari 1503
In-book reference : Book 24, Hadith 104
USC-MSA web (English) reference : Vol. 2, Book 25, Hadith 579
(deprecated numbering scheme)
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
(73)
Chapter: Sadaqat-ul-Fitr is one Sa' of meal (per head)
(73)
ุจุงุจ ุตูŽุฏูŽู‚ูŽุฉู ุงู„ู’ููุทู’ุฑู ุตูŽุงุนู‹ุง ู…ูู†ู’ ุทูŽุนูŽุงู…ู





Narrated Abu Sa`id Al-Khudri:
We used to give one Sa' of meal or one Sa' of barley or one Sa' of dates, or one Sa' of cottage cheese or one Sa' of Raisins (dried grapes) as Zakat-ul-Fitr.

ุญูŽุฏู‘ูŽุซูŽู†ูŽุง ุนูŽุจู’ุฏู ุงู„ู„ู‘ูŽู‡ู ุจู’ู†ู ูŠููˆุณูููŽุŒ ุฃูŽุฎู’ุจูŽุฑูŽู†ูŽุง ู…ูŽุงู„ููƒูŒุŒ ุนูŽู†ู’ ุฒูŽูŠู’ุฏู ุจู’ู†ู ุฃูŽุณู’ู„ูŽู…ูŽุŒ ุนูŽู†ู’ ุนููŠูŽุงุถู ุจู’ู†ู ุนูŽุจู’ุฏู ุงู„ู„ู‘ูŽู‡ู ุจู’ู†ู ุณูŽุนู’ุฏู ุจู’ู†ู ุฃูŽุจููŠ ุณูŽุฑู’ุญู ุงู„ู’ุนูŽุงู…ูุฑููŠู‘ูุŒ ุฃูŽู†ู‘ูŽู‡ู ุณูŽู…ูุนูŽ ุฃูŽุจูŽุง ุณูŽุนููŠุฏู ุงู„ู’ุฎูุฏู’ุฑููŠู‘ูŽ ู€ ุฑุถู‰ ุงู„ู„ู‡ ุนู†ู‡ ู€ ูŠูŽู‚ููˆู„ู ูƒูู†ู‘ูŽุง ู†ูุฎู’ุฑูุฌู ุฒูŽูƒูŽุงุฉูŽ ุงู„ู’ููุทู’ุฑู ุตูŽุงุนู‹ุง ู…ูู†ู’ ุทูŽุนูŽุงู…ูุŒ ุฃูŽูˆู’ ุตูŽุงุนู‹ุง ู…ูู†ู’ ุดูŽุนููŠุฑูุŒ ุฃูŽูˆู’ ุตูŽุงุนู‹ุง ู…ูู†ู’ ุชูŽู…ู’ุฑูุŒ ุฃูŽูˆู’ ุตูŽุงุนู‹ุง ู…ูู†ู’ ุฃูŽู‚ูุทูุŒ ุฃูŽูˆู’ ุตูŽุงุนู‹ุง ู…ูู†ู’ ุฒูŽุจููŠุจูโ€.โ€
Reference : Sahih al-Bukhari 1506
In-book reference : Book 24, Hadith 107
USC-MSA web (English) reference : Vol. 2, Book 25, Hadith 582
(deprecated numbering scheme)
 
Top