Namaz Salah (Prayers)Step by Step

  • Work-from-home

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
summa Aameen.....Allahi barik feek msc
aur Allah apko jazaye khair de Aameen ek bohot hi important sawal apne kiya hai.........

sabse pehle Quran me Allah swt ne farmaya kayii jagahon par AITULLAHA WA ATIUR RASUL meri ita't karo aur rasul ki ita't karo aur WAMA AATAKUMURASULU FA KHUZUHU WAMA NAHAKUM ANHU FANTAHU rasul tumhe jo den wo lelo aur jis cheez se tumhe roke usse ruk jao........

aur hadees me Allah k rasul saw ne farmaya SALLU KAMA RAITUMUNI SALLI namaz aise padho jaise mujhe padhte huye dekhte ho

to ab apki baat ki taraf aate hain kya aise ungliyon ko rakha zaroori hai to ye sunnat hai aur aap aise karengi to apko iska ajar milega agar nahi karengi to namaz to ho jayegi par ek sunnat choot jayegi.......

aur bohot se loog sunnat ko haqeer samajhte hain ye bohot badi galti hai balke Allah k rasul saw ki sunnat hi hamare liye jannat ka rasta hai aur unse mohabbat ka saboot aur momin ye nahi dekhta k ye sunnat hai ya farz bas usse ye pata laga ye rasul saw ne kaha to bina chun charan amal karta hain jaise upar hamen bataya jo rasul den wo lelo aur jisse roke ruk jao isme hi hamari bhalayi aur nazat hai.........

hamne itna lamba jawab sirf is point k liye nahi diya balke har wo sunnat jisse loog choti samajh kar chor dete hain ya nazar andaz karte hain unko ye janna chahiye ye momin ki sifat nahi hai aur aap koi bhi amal kare uski tahqeeq bhi zaroori hai aur Quran aur Hadees se uska milna bhi zaroori hai.....

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
ek bar aur msc apka bohot shukriya Jazakallah khair
yahdikumullahi wa yuslihbalakum



Jazakallah khair....
very nice sharing may Allah give u the reward of it.....Ameen

mei ne yeh message eslie quote kiya coz jaise Circle mei show kiya hai
yeh Point karna zaroori hai?..(Hold your right hand closed with its thumb and middle finger touching each other)
maltab pahly mei bhi karte lekin phr suna k its not that much important n if u r not mentally there then it can be coz of sin.....
so aap zara tafseel se batayengay.....

Thanks for sharing......
 

MSC

!t'z N3v@ L@t3
Hot Shot
Nov 23, 2009
29,951
11,674
1,113
Jheel se ankho mei...
summa Aameen.....Allahi barik feek msc
aur Allah apko jazaye khair de Aameen ek bohot hi important sawal apne kiya hai.........

sabse pehle Quran me Allah swt ne farmaya kayii jagahon par AITULLAHA WA ATIUR RASUL meri ita't karo aur rasul ki ita't karo aur WAMA AATAKUMURASULU FA KHUZUHU WAMA NAHAKUM ANHU FANTAHU rasul tumhe jo den wo lelo aur jis cheez se tumhe roke usse ruk jao........

aur hadees me Allah k rasul saw ne farmaya SALLU KAMA RAITUMUNI SALLI namaz aise padho jaise mujhe padhte huye dekhte ho

to ab apki baat ki taraf aate hain kya aise ungliyon ko rakha zaroori hai to ye sunnat hai aur aap aise karengi to apko iska ajar milega agar nahi karengi to namaz to ho jayegi par ek sunnat choot jayegi.......

aur bohot se loog sunnat ko haqeer samajhte hain ye bohot badi galti hai balke Allah k rasul saw ki sunnat hi hamare liye jannat ka rasta hai aur unse mohabbat ka saboot aur momin ye nahi dekhta k ye sunnat hai ya farz bas usse ye pata laga ye rasul saw ne kaha to bina chun charan amal karta hain jaise upar hamen bataya jo rasul den wo lelo aur jisse roke ruk jao isme hi hamari bhalayi aur nazat hai.........

hamne itna lamba jawab sirf is point k liye nahi diya balke har wo sunnat jisse loog choti samajh kar chor dete hain ya nazar andaz karte hain unko ye janna chahiye ye momin ki sifat nahi hai aur aap koi bhi amal kare uski tahqeeq bhi zaroori hai aur Quran aur Hadees se uska milna bhi zaroori hai.....

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
ek bar aur msc apka bohot shukriya Jazakallah khair
yahdikumullahi wa yuslihbalakum

apne bahut ache points mention ki
n sahi kaha k mostly loug sunnah ko Ignore karte hai
yeh soch kr k agar reward nahi milta to gunah bhi nahi melegi
but infact as u said Sunnah hi hamare lie jannat ka rasta hai....

Thanks for such a superb n motivative thread.....
keep it up...
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
bohot bohot shukriya msc.........
apka aur sare mems ka sath dekh kar bohot khushi hoti hai
Allah ham sab me deeni jazba baki rakhe Aameen
insha Allah ham aage bhi koshish karte rahenge


apne bahut ache points mention ki
n sahi kaha k mostly loug sunnah ko Ignore karte hai
yeh soch kr k agar reward nahi milta to gunah bhi nahi melegi
but infact as u said Sunnah hi hamare lie jannat ka rasta hai....

Thanks for such a superb n motivative thread.....
keep it up...
 
  • Like
Reactions: Hans_Mukh

yoursks

Always different.., Confirm
VIP
Jul 22, 2008
17,222
8,013
1,113
دعاؤں میں
Thanks for such a superb n informative thread.....

Allah humko deen ki asal rooh kae mutaabiq zindagi guzarne or sunnat ko apni zindagi maen har haal maen shaamil karne ki taufeeq ataa farmaye (ameen)

keep it up...

jazaakAllah
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Aameen........Jazakallah khari janab
bohot bohot shukriya apka apne pasand kiya aur hamari himmat afzayii bhi ki....... Allah hame sunnat k mutabik zindagi naseeb farmaye Aameen


Thanks for such a superb n informative thread.....

Allah humko deen ki asal rooh kae mutaabiq zindagi guzarne or sunnat ko apni zindagi maen har haal maen shaamil karne ki taufeeq ataa farmaye (ameen)

keep it up...

jazaakAllah
 
  • Like
Reactions: Hans_Mukh

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Allahi barik feek unique-style
ham tahe dil se mashkur hain apke k apne isse itni ahmiyat di aur ye cheez hai bhi ahmiyat k kabil......kyun k kal qayamat k roz sabse pehle sawal momin se namaz k mutalluk pucha jayega aur insaan islam qabool karte hi uske upar sabse pehle namaz hi ka hukm hai...aur muslim shareef ki hadees me hai kafir aur momin k darmiyan fark namaz hai......aur wohi namaz qubool hogi jo Nabiye mukarram sallellahu Alayhi wasallam ne sikhayi aur batayi ho........Allah hame sahi deen ki samaj aata farmaye Aameen
bohot bohot shukriya aur jazakallah khair
yahdikumullahi wa yuslihbalakum


JazakAllah
excellent thread saviou
em sticking thiz thread so dat people can get help with thiz nd perform their prayers in a true manner.
 
Top