Some useful Hadeeth

  • Work-from-home

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
Istaghfar For Believers:

Hazra Ibn-e-Abbas Radi Allah Anho say riwayet hay kay Rasool Sallalaho alihi wasallam nay farmaya:..

"Jo Istaghfar ko lazim karleta hay. Allah us kay liye har musibat say nikalnay ka rasta aur har gham say nijat deta hay aur us ko aisi jaga say rizq deta hay jahan say usay waham-o-gumaan bhi na ho (Abu Daood Sharif)"



One Sandal Walk

The Messenger of Allah said, None of you should walk with just one sandal. Shaytan walks with one sandal.’(Muslim, Abu Da ud, at-Tirmidi and ibn Majah all mention it.)


Rehmat aur Toba

Hazrat Abu Moosa Asha'ri Radi Allah Tala Anho Nabi Pak Sallala-ho-alihi-wasallam se riwayet farmate hain...

"Bay-shak Allah Tala raat ko Apna (rehmat ka) hath phelata hay ta kay din ko burai karnay wala toba karay aur din ko Apna (rehmat ka) hath phelata hay ta kay raat ko burai karnay wala toba karay. (Toba ki qubooliat ka yeh silsila jari rahay ga) yahan tak kay suraj maghrib say tulu kare. (Muslim Sharif)



Respect your parents-Hadees

Hazrat Abu Hurrera Radi Allah Anho riwayet farmate hain ke Aap Sallala-ho-alihi Wasallam nay farmaya....

"Khak aalud ho, ruswa ho, zaleel ho woh shakhs jo burhapay ki haalat main apnay maan baap ya kisi aik ko paye phir in ki khidmat kar kay jannat main dakhil na ho" (Muslim Sharif)


Shaytan Eats With You

Muslim and al-Tirmidi relate the hadith from Jabir that the Messenger of Allah said, ‘Shaytan is present in all you do. He is even present when you eat. When you drop a morsel, he takes it. One should clean it off and eat it and not leave it for shaytan. When you finish you should lick your fingers. No-one knows in which part of his food the blessing lies.’


Rehmat aur Toba
Hazrat Abu Moosa Asha'ri Radi Allah Tala Anho Nabi Pak Sallala-ho-alihi-wasallam se riwayet farmate hain...

"Bay-shak Allah Tala raat ko Apna (rehmat ka) hath phelata hay ta kay din ko burai karnay wala toba karay aur din ko Apna (rehmat ka) hath phelata hay ta kay raat ko burai karnay wala toba karay. (Toba ki qubooliat ka yeh silsila jari rahay ga) yahan tak kay suraj maghrib say tulu kare. (Muslim Sharif)


One Sandal Walk
The Messenger of Allah said, None of you should walk with just one sandal. Shaytan walks with one sandal.’(Muslim, Abu Da ud, at-Tirmidi and ibn Majah all mention it.)
 
  • Like
Reactions: nrbhayo
Top