Step 2 : Edit Title and Description

  • Work-from-home

Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
Blog Setting



agar aap chahte hain ke har dafa ek new post aapke blog main add karte waqt aapko same process again n again repeat na karna pare tou aap apni pasand se ek hi dafa blog setting kar k save kar sakte hain, jis se aapka time aur energy dono save honge
u can also control/manage ur blog through blog settings.....
is ke liye aapko pehle setting/user control panel pe jaana hoga and den page ke bottom pe left main
BLOG ka option nazar aayega, so us pe click karen



















us ke bad aap direct apne blog ki privacy and permission page pe jayenge so agar aap chahen tou pehle privacy setting customize kar sakte hain else aap start se har option k though jaa k setting kar sakte hain

aap apni marzi se apne blog ka title customize kar sakte hain aur description main aap koi sa bhi apni pasand ka message, text, quote likh sakte hain
so us se jo b member aapke blog ka main page visit karega usey aapke name ki bajaye customized blog title aur message show hoga
e.g. u can put a title as ur name and for description u can say"welcome to my blog" etc.....


and this is how its gonna look like after u've saved ur customized blog title and description...

also if u want to update the title or description of ur blog then u can easily change it or delete it by going to ur blog panel and then click on edit "title and description" by following the same process as above
don't forget to click on save changes before u make a next move.....

 

SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
wow very nice sharing


now miss mahi ke dhukon me kuch kami ho jaye gi shayd.... :-bd
 
Top